Khuda Ne Likha Hi Nahi Tujhko Meri Qismat Main
Shayad
Warna Khoya To Bahut Kuch Tha Tujhe Paane Ke Liye
er kasz

Unhone to keh diya tera mera koi wasta nahi hai
Par unki yaadon ka kya wasta hai Jo wo har waqt mere paas rehti hai
er kasz

Maine puchha aapne khuda se Kyun tu meri dua usi waqt nhi sunta
Usne muskura kar kaha Main to tere gunaho ki saza bhi usi waqt nhi deta

Agar Aap Ek Pencil Ban Kar Kisi Ki Khushiya Nahi Likh Sakte

To Koshish Karo Ki Achcha Rubber Ban Ke Kisi Ke Gum Mita Do..!!

Thought Of The Day:
Kisi Se Koi Chiz Maango To Aise Maango Jese Tumhare Baap Ki Thi..
Aur Nahi Mili To Konsa Tumhare Baap Ki Thi..!!

AMEER Itne Bano Ki Aap Kitni Bhi KEEMTI Cheez Ko Chaho Tab Kharid Sako..
KEEMTI Itne Bano K Is Duniya Ka Koi AMEER Se AMEER Bhi Apko Kharid Na Sake..!!

Muskura Kar Jo Dekho To Sara Jahan Hasin Dikh Jata Hai..’

Warna Bhigi Aankhon Se To Aaine Me Apna Chehra Bhi Dhundhla Nazar Aata Hai

Dost Aur Dushman Ko Kabhi Vishwas Dilane Ki Zarurat Nahi Hoti..

Kyuki Dushman Kabhi Yakeen Nahi Karega Aur Dost Kabhi Shaak Nahi Karega..!!

Apki khushi me apke saath sirf wo
hoga jise AAP pyar karte ho,
Par apke gum me sirf wahi saath hoga ...
JO AAPSE PYAR karta hai !!

Log Kahete He Ki Pyaar Ek Aisi Bimari He Jiski Koi Dava Nahi Hoti
Hum Kahete He Ki Dhokha Ek Aisi Dava He Jo Ek Bar Kha Le Use Ye Bimari Dobara Nahi Hoti..

Zindagi ko kya jrurt ha manzilo ki
waqt har manzil aasan bna deta ha
mrta nhi kissi se judaa ho kr koi
yeh waqt use bhi jina sikha deta ha

Kisi Bhi Ummid Ke Bina, Hamesha Sabka Achcha Karne Ki Koshish Karna
Kyuki Kisi Ne Kaha He Ki Jo Log Phool Bechte He, Uske Haathon Mein Khushbu Reh Hi Jati Hai..!!

Kitaabon mein kehte hai phool todna mana hai
Baagon mein kehte hai phool todna mana hai
Phoolon se keemti cheez hai dil
Koi nahi kehta dil todna mana hai

Taqaat’ Ki Jarurat Tab Hoti Hai Jab Kuch ‘Bura’ Karna Ho,

Warna ‘Duniya’ Me Sab Kuch Paaney Ke Liye ‘Pyaar’ Hi Kaafi Hai..

Muskurana aunka ajj bhi yadd hai Naino se war karna unka ajj bhi yadd hai
Kyamat hi thi vo paheli IshQ me chot khna hmara
Duniya ko ajj bhi yadd hai
er kasz