MAA to janat ka phool hai
Pyar karna uska vasul hai
Dunia ki mohabat fhijul hai
Maa ki har dua Kabul hai
Maa ko naraz karna Insaan teri bhul hai
MAA to janat ka phool hai
Pyar karna uska vasul hai
Dunia ki mohabat fhijul hai
Maa ki har dua Kabul hai
Maa ko naraz karna Insaan teri bhul hai
Udaas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi.. Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi.. Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass.. Par Tere Jaisa Koi Khas
Jab chalna nahi aata tha
Tab girne nahi dete the log
Jab se sabhala hai kud ko
Kadam kadam par girane ki Sochte hai log
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni taklif kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane…
Dard ko na dekhiye dard se
Dard ko bhi dard hota hai
Dard ko bhi zaroorat hai pyar ki
Aakhir pyar mein dard hee toh hamdard hota hai
Uski Mohabbat Ka Silsila Bhi Kya Ajeeb Silsila
Tha,
Apna Bhi Nahi Banaya, Aur Kisi Ka Hone Bhi
Nahi Diya…..!!
Kisi Ko chahne ka koi bahana nahi hota
Dil lgane se koi diwana nahi hota....!!
.Aashiqi sikhni hai to humse sikho
Mohabbat karne Ka mtlb sirf use pana nahi hota..!!
Cigarette pina shok hai mera adat nahi
Ye jazbat jagati hain tabhi peeta hoon
Aadhi raat k waqt main pagal toh nahi
Teri yaad satati hain tabhi peeta hoon
Es cigarette mein fazeelat toh koi nahi
Ye fikar mitati hain tabhi peeta hoon
Main janta hu muje kuch nahi milna esse
Ye meri umar ghatati h tabhi peeta hoon
Dil ki khwahish ko naam kya dun
pyar ka use paigam kya dun
Is dil me dard nahi yaaden hai uski
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun
Mohabbat ke andaz juda juda se hote hai
Kisi ne toot kr chaha or koi chah kr toot gya
Na Kar Zidd Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil; Wo Bade Log Hain Apne Shaunk Se Yaad Karte Hain
Khushi takdiro me honi chaheia
Tasviro me to har koi Kush nazar aata hai
Aye Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyari Hai
Jawab Hi Nahi Hamara Kahi Badi Khub Jodi Hamari Hai
Kitne Dardnak The Wo Manjar Jab Hum Bichade TheUsne Kahaa Tha Jeena Bhi Nahi,Or Rona Bhi Nahi.
Tu Khush Rahe To Main Muskuraunga; Kahin Bhi Ho Tu Tujhe Na Bhula Paunga; Mere Gham Ka Tu Dard Na Lena; Ki Iss Dard Mein Bhi Main Sukun Paunga