Udas aankhon se aansu nahi nikalate hainye motiyon ke tarah sipiyon mein palate hainghane dhuen mein farishte bhi aa,nkh malate haintamam raat khajuron ke ped jalate hainmain shah reh nahin, raste ka pathar hunyahan savar bhi paidal utar kar chalte hainunhen kabhi na batana main unaki aankhen hunwo log phul samajhakar mujhe masalate hainye ek ped hai, aa is se milakar ro lain humyahan se tere mere raste badalate hainkai sitaron ko main janata hun bachpan sekaheen bhi jaun mere sath sath chalte hainPoet of� the poem or Ghazal or Nazam :Bashir Bad

Kitni Zulfain Khuleen Kitnay Aanchal Uray Chand Ko Kia KhaberKitna Maatam Howa Kitnay Aansoo Bahay Chand Ko Kia KhaberMudatoon Us Ki Khwahish Main Chaltay Rahay Haath Aata NahiChah Main Uski Pairoon Main Hain Aablay Chand Ko Kia KhaberWoh Jo Nikla Nahi Hai Tu Bhataktay Rahay Hain Musafir KayeeAur Lut Tay Rahay Hain Kayee Qaaflay Chand Ko Kia KhaberWoh Tu Apni Hi Nigri Main Mudhosh Hai Kab Se Khamosh HaiKon Raaja Bana Kitnay Sayed Lutay Chand Ko Kia KhaberUsko Daawa Buhat Meethay Pan Ka Wasi Chandni Se KahoUski Kirno Se Kitnay Hi Gher Jal Gaye Chand Ko Kia Khabe

Aankhon Ko Ho Sakay To Zara Ashkbaar RakhPaiwastah Rah Shajar Se Ummeed-E-Bahar RakhGham Se Jo Hai T-Alluq Usay Ustwaar RakhRakhna Hi Hai Agar To Dil-E-Sogwaar RakhSarchashma Terey Dil Main Muhabbat Ka Hai AgarSookhay Har Aik Hont Pe Aansoo Ki Dhaar RakhAiy Maut Zindagi Ka Abhi Haath Main Hai HaathThamoonga Tera Haath Bhi, Tu Aitbaar RakhDil Main Naheen Jo Ishq To Kaahe Ki BandagiSajday Main Apnay Sar Ko Agarche Hazaar RakhKaaba Agar Naheen To Isay Butkada BanaDil Main Khuda Ki Yad Ya Tasveer-e-Yar RakhHamlay Shadeed Honge Anaa Ke Khatiib PhirQaaim Khudi Ke Gird Khuda Ka Hisaar Rakh

Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha KarnaTaron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila KarnaJab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya HaiKuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya HaiAb Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha KarnaAey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar JaayeYe Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar JaaeBaqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa KarnaaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa KarnaKismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat KiHar Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat KiAey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa KarnaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

Ankhon Ankhon Mein Gujri Hai Yeh RaatAbhi Bhi Shayad Adhuri Hai Ankhon Ki BaatSubha Tak Ka Safar Kuch Yu Teh Kiya HumneBina Chuye Ek Dujhe Ke Sath Kati Hai Yeh RaatThama Hai Ek Dujhe Ko Apni Adaon Se HumneBina Kuch Bole Khamoshi Tordi Hai Sari RaatYeh Jismani Milan Nahi Roohani Mel Hua HaiSath Reh Kar Ek Dujhe Ko Apna Ehsas Diya HaiNa Atta Hai,Na Kabhi Ayega Gujra Hua LamhaTann Ko Nahi Mann Ko Paya Hai Humne Sari RaatTalab Na Mitt Payi Tere Deedar Se JEET KiChahe Ek Nazar Dekhta Raha Teri Surat Sari RaatAnkhon Ankhon Mein Gujri Hai Yeh RaatAbhi Bhi Shayad Adhuri Hai Ankhon Ki Baat…!!!

Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, AankheinDharkano Ko Jaga Deti Hain, AankheinDil Pe Chalta Nahi Jadoo, Chehraun Ka KabhiDil Ko To Deewana Bana Deti Hain, AankheinWoh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na KareinHaal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, AankheinGham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke SaathAshk Bana Kar Chalka Deti Hain, AankheinAata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-DostoSunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, AankheinMana Ke Neend Aati Hai, Aankhon Hi Ke RaasteMagar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, AankheinShukar Hai Rab Ne Ata Ki, Aankhon Ki NeamatHumaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain Aankhein

Aankhen meri talavon se mal jaye to achchahai hasrat-e-pa-bos nikal jaye to achchajo chashm ke be-nam hon, wo ho kor to bahatarjo dil ke ho be-dag, wo jal jaye to achchafurqat mein teri tar-e-nafas sine mein merekanta sa khatakata hai, nikal jaye to achchawo subah ko aaye to karun baten main do-paharaur chahun ke din thoda sa dhal jaye to achchadhal jaye jo din bhi to isi tarah karun shamaur chahun ke gar aj se kal jaye to achchajab kal ho to phir wohi karun kal ke tarah segar aj ka din bhi yun hi tal jaye to achchaal-qissa nahi chahata main, jaye wo yan sedil usaka yahin garache bahal jaye to achcha

Kayi Zulm Bhare Raaz Chupaatin Hain Yeh AankheinAiina Dekh Kar Khud Se Dar Jaatin Hain Yeh AankheinShayd Suna Ho Inki Araaish Ka, Toote Sapnon Se Sanwarti HainBheege Aansuon Se Khud Ko Sajaatin Hain Yeh AankheinYun Kahin Dikh Na Jaaye Kitna Dard Basaa Hai InmeinHar Ek Se Nazrein Churaatin Hain Yeh AankheinYeh Tamanna Rehti Hai Dil Mein K Woh Laut AayengeRasta Tak Tak Kar Khud Ko Behlaatin Hain Yeh AankheinBadnaam Ho Gayin Yeh Unki Dewaangi Mein Kho Kar, ParUnki Khaatir Har Bughz Nigaah Seh Jaati Hain Yeh AankheinWoh Nahi Aaya, Khokar Usse Jaane Kaise Yeh Jee Leti HainAakhir Bandh Kyon Nahin Ho Jaatin Warda Teri Yeh Aankhein

Yeh Aankhen Bohat Satati HainYaadon Ke Khuwaab Dikhati HainMujhe Saari Raat Jagati HainKab Dil Ke Raaz Chhupati HainPalkon Ke Dareeche Kholti HainKuch Apni Zaban Main Bolti HainBas Apni Baat Manwati HainYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAINEk Aan Main Faisla Karti HainYeh Kab Ruswayi Se Darrti HainYeh Ghungroo Baandh Nachati HainHer Waqt Yeh Jaagti Rehti HainEk Khoj Main Bhaagti Rehti HainThak Haar Ke Wapis Aati HainYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAINChupke Se Kahin Lad Jaati HaiPhir Khuwabon Se Bhar Jaati HaiJab Toote Shor Machati HaiYeh Royen To Dil Bhi Rota HaiKab In Se Judda Yeh Hota HaiYeh Dil Ko Rog Lagati HaiKyu Pyaar Kiya Pachtati HaiYeh Aankhen Bohat Satati Hain

 Jo Meri Aankhon Se Khuwab DekhoTo Aik Shab Bhi Na So Sako GeK Lakh Chaho Na Hans Sako GeHazar Chaho Na Ro Sako GeK Khuwab Kia Hain, Azab Hain YeMere Dukhon Ki Kitab Hain YeRafaqtain In Main Choteti HainMohabbatain In Main Rothti HainPinapti Hain In Main Wehshatain SiAziatain In Main Photeti HainInhein K Dar Se Khizan Hain JazbeInhein Se Shakhain Si Toteti HainGhamon Ki Bandish Hain Khuwab MereDukhon Ki Barish Hain Khuwab MereUbal Raha Hai Dukhon Ka LawaRahen-E-Atish Hain Khuwab MereKhial Sare Jhulas Gai HainSulagti Khuwahish Hain Khuwab MereUkharti Sansain Hain Zindagi KiLaho Ki Sazish Hain Khuwab MereJo Meri Aankhon Se Khuwab DekhoTo Aik Shab Bhi Na So Sako Ge

Udas Shaamain,Ujaar Rastay Kabhi Bulaian Tou Luat AnaKisi Ki Aankhon Mein Ratjagay Kay Aazaab Aain Tou Luat AanaAbhi Naeye Wadiyoon,Naeye Manzaroon Mein Reh Lo Magar Meri JaanYeh Saray Ik Aik Kar Kay Jab Tum Ko Choor Jain Tou Laut AnaJo Shaam Dhaltay Hi Apni Apni Panah Gahoon Ko Lautay HainAgar Woh Panchi Koi Dasttan Sunain Tou Laut AnaMein Roz Younhi Hawa Pay Likh Likh Kar Us Ki Janib Ye Bayhajta HoonKay Achay Moosam Agar Paharoon Par Muskurain Tou Laut AnaAgar Andeeroon Mein Choor Kar Tum Ko Bhool Gain Tumharay SathiAur Apni Katir Hi Apnay Apnay Diyay Jalain Tou Laut AnaMeri Woh Batain Tou Jin Pay Hansta Tha Kilkila KarBicharnay Walay Meri Woh Batain Kabhi Rulaian Tou Laut Ana