Ik intazar sa tha ab nazar mein wo bhi nahisafar mein marane ke fursat thi ghar mein wo bhi nahizara malal ke zulmat ko talane ke liyekai khayal the ab to asar mein wo bhi nahijo sang-o-khar the meri hi gardishon tak themain rah-guzar mein nahi rah-guzar mein wo bhi nahithe chashm-e-bam nagar mein ajab tulu ke rangwo ik nishat-e-sahar tha sahar mein wo bhi nahirahe na kuch bhi magar ye kaif kya kam haijis aagahi ke kami thi hunar mein wo bhi nahi

Your Comment Comment Head Icon

Login