Itna tuta hun ki chune se bikhar jayegaab agar aur dua doge to mar jaungalekar mera pata waqt rayaga na karomain to banjara hun kya jane kidhar jaungais taraf dhundh hai jugnu hai na chirag koikon pahachanega basti mein agar jaungazindagi main bhi musafir hun teri kashti katu jahan mujh se kahegi main utar jaungayahan reh jayenge guladanon mein yadon ke nazarmain to khushbu hun fizaon mein bikahr jaunga

Your Comment Comment Head Icon

Login