Agar Dil Tera Karey To, Mujh Gareeb Se Mil LenaRoz Door Se Dekhtey Ho, Aaj Kareeb Se Mil LenaAana Na Samne Mere, Ankh Teri Jo Bhar Aaye ToMeri Razaa Jaan-ne Ko Mere Tabeeb Se Mil LenaZakhm Gehra Hai Itna Kyun, Gar Sawaal Ho Dil MeTeri Yaad Se Jo Surkh Hui Us Saleeb Se Mil LenaHain Dost Bahut Kam Meri Jubaani Kehne WaalePar Tum Udaas Na Hona Mere Raqeeb Se Mil LenaTadap Raha Hai Arse Se Tere Deedaar KoBus Aakhri Baar Tum Us Bad-Naseeb Se Mil Lena...

Kahun Kis Se Main Ki Kya Hai Shab-e-Gham Buri Bala Hai; Mujhe Kya Bura Tha Marna Agar Ek Baar Hota; Hue Mar Ke Jo Hum Ruswa Hue Kyon Na Gharq-e-Dariya; Na Kabhi Janaza Uthta Na Kahin Mazaar Hota Translation: To whom can I even explain the dark night of sepration What had I against death if only it did not come again and again Being so humiliated in death why did I not drown instead Then there would be no funeral no one required to mourn at my tom

Kaun Hain Wo LogJo Kar Rahe Hain Vyapaar Maut KaPila Ke Nasheeli DavaayenLaga Ke Zehreele InjectionKar Rahe Hain Kaam Ek Saut KaLad-Khadate KadamUkhadati SaanseJharjharata BadanChhod Nahin Paata Is Latt KoYe Latt Jaanleva HaiSamajh Nahin Paata Is Sat KoWo Log Jo Is Vyapaar Me Lage HainWo Na Kisi Ke Bhayi Hain Na Kisi Ke Sge HainUnhone Har Haal Me Apni Rotiyan Seki HainAag Stove Ki Ho Ya Chita KiUnhe Sunai Nahi Deti SiskianWo Kisi Maa Ki Ho Ya Pita Ki.

Dil Hi To Hai Na Sang-o-Khisht Dard Se Bhar Na Aaye Kyon; Royenge Hum Hazar Baar Koi Humein Sataye Kyon; Daer Nahi Haram Nahi Dar Nahi Aastaan Nahi; Baithe Hain Rehguzar Pe Hum Gair Humein Uthaye Kyon Translation: It is only a heart not stone or mortar why should it not fill with pain We will wail a thousand times why should anyone torment us It is not a temple mosque a dearly beloved s door nor a patron s entryway We are wayfarers why should anyone evict us

Ab teri yad sy wehshat nahin hoti mujh koZakhm khulty hain aziyat nahin hoti mujh koAb koi aye chala jaye main khush rehta hnAb kisi shakhs ki aadat nahin hoti mujh koAisy badla hn tery sheher ka pani pee karJhoot bolon to nadamat nahin hoti mujh koHy amanat main khayanat so kissi ki khatirkoi marta hy to herat nahin hoti mujh koItna masroof hn jeeny ki hawas main MohsinSaans leny ki bhi fursat nahin hoti mujh ko.Written by : MohsinPresented by : Muhammad waqar butt

Khwabon mai tum, jab bhi aate hoHanste-hanste fir kyon chale jate hoMai puchhta hoon tumse, kya kami hai mujhmeDilbar jo iss tarah mujhe satate hoSanam, dil ka kya dhundhta hai dar-badarTum to ujalon mai kahi najar na aate hoMilne ki koshish to karo khulush-e-yarHansa kar fir iss tarah kyon mujhe rulate hoRoj-b-roj naye-naye rup khwabon maiDekar tadap aur kashish badha jate hoKyon wo iss tarah tumko karte hain ‘Avinash’Wo khud jagte hain aur tumhe jagate hain..

Dil ki mere beqarari mujhse kuchch puchcho nahiShab ki meri aah-o-zaari mujhse kuchh puchho nahiBaar-e-Gham se mujhpe roz-e-hijr mein ik ik ghadiKya kahun hai kaisi bhaari mujhse kuchh puchcho nahiMeri surat hi se bas maaloom kar lo ham-damonTum haqiqat meri saari mujhse kuchh puchho nahiShaam se taa-subah jo bistar pe tum bin raat koMaine ki akhtar-shumari mujhse kuchh puchho nahiHam-damon jo haal hai mera karunga gar bayaanHogi unki sharm-sari mujhse kuchch puchcho nahi.

Is Mohabbat Ka Koi Raaz Na Jaane,
Jaane Sab Ko Kaise Hoti Hai,
Yeh Dil Toh Aapko Apna Maane,
Jaane Kaise Hota Hai,
Ehsas Tumhara Is Dil Mein Hardam Rehna,
Jaane Kaise Hota Hai,
Chup Chap Rah Kar Bhi Sab Kuch Kah Jaana,
Jaane Kaise Hota Hai,
Rooh Mein Samaa Ke Aankhon Mein Aa Jaana,
Jaane Kaise Hota Hai,
Is Mohabbat Ka Koi Raaz Na Jaane,
Jaane Kaise Hota Hai.

Wo Tu Apni Rah Pay He Sada Chaltay RahayDarechay Pay Rakh K Apni Umar Rafta Ki KitabNaay Tofanoon Ko Amad Ka Rasta Naya Datay RahayNa Keh K Un Say Dil Ki BaatHum Ek Bay Naam Kalish Main Mubtila RahayWo Tu Jan K Bi Anjan Bun GaayHum Anjan Khush Fehmi Main Mubtila RahayDil K Baab Band Ker Rakhay HainKub Tak Tanha Koi Chalta Rahay?Sur E Sham Ab Chaman Main Jata NahiKub Tak Koi Tere Rah Main Bheta Rahay?Wo Apni Khushi Ka Qisa Batatay RahayHum Apni Zindagi Ujarnay Pay Khamosh Rahay!

Kitni ajeeb judai thee ke tujhe alwida bhe na keh sakaTeri sadgi mein itna fareb tha ke tujhe bewafa bhe na keh saka.———————————Saza dene wale Raza poochte haiJeene ki Humse Waja poochte haiDete hai khud hi Zehar akarPhr kitna hua asar pooochte hai..——————————-aisi kismat kahan humariki didar-e-yar ho jataAgar main or jeeta towo bhi tera intzar ho jata...

Mujh ko yaad hai ab bhi wo chaht ka zmanawo tera dorty hue meri taraf chaly anawo mujh ko dekh kar tere hotoin per muskuraht ka jhilmilanawo meri bahon mai aa kar tera mujh mai sama janawo bat bat mein mera rooth sa janawo itny piyar sey tera mujh ko mnanawo raat raat bhar jaag ker mere sar ko dabanawo piyar sey mujh ko janu bulanawo tera mery ishq mai doob janawo tery haaton ki mehndi mai mery naam ka jhilmilanakya tum ko yaad nahi chahat ka wo zamanabahut muskil hoga mujh ko bhulana..

Jad Dil Tootda Ousdi,Goonj Suniyee Ta Ni Dindi,Bas Mehsoos Hundi,Dilbar Chad Janda Jad Vich Majdhar,Jindgi Taan Kat Jndi,Sari Jindgi Par Kami Mehsoos Hindi..Hun Pachtaavaa Kar Ki Karna,Jad Hathon Pal Hi Nikkal Gaye,Oh Din Hun Mur Nahi Aunne,Jad Hallat Hi Badal Gaye,Vasda Rahe Sada Tu Jithe Vi Rahen,Tere Naal Jo Gujjare Pal,Satton Bhul Nahi Honne Sajjna,Aakhon Ohle Kar Layi Jad kade,Cheeta Sada Naini Radak Pave,Par Tere Naal Gujjare Pal,Satton Bhul Nahi Honne Sajjna,Satton Bhul Nahi Honne Sajjna,

dil aaj bahoot udas haifir guftugo kar ne ki tanamnna haiyu to shahar me logo ki kami nahi hai“GEMANI” ku dosto ki kami haiyu to roz mahafil sajti haihar shakz muskurata hailogon ke daman mein Har khushi hai,Par ek hansi ke liye waqt nahi haiDin raat daudti duniya mein,zindagi ke liye waqt nahi hai.unki paar ka ehsaas to hai,par pyar ko pyar kehne ka waqt nahi.haiSare rishton ko to hum maar chuke,ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi. haiSare naam zahen mein hain,par dosti ke liye waqt nahi hai

Zindagi Ka Pehla Pyar Kaun Bhulata Hai,
Yeh Pehli Baar Hota Hai,
Jab Koi Kisi Ko Khud Se Badhkar Chahta Hai,
Uski Pasand, Uski Khwahish,
Mien Khud Ko Bhul Jaata Hai,
Akele Mein Uska Naam Likh-Likh Mitata Hai,
Baat Karne Se Pehle Sochta Hai Kya Kehna Hai,
Baat Hone Ke Baad Phir Bhi Kuch Reh Jaata Hai,
Hota Hai Khubsurat Kitna Pehla Pyar,
Naa Jaane Kyun Aksar Adhura Reh Jaata Hai
Pehla pYAR....!!!

Apni tanhai ka aalm tujh ko batau kaiseapni barson ki tadap chupaon kaiseraha na jaye mujh tere bin abmain apne dill ko samajhau kaisenajane kasi kashish hai tujh mainmain apne jazbat ko rok pau kaisenajne kaisi aas hai tujh semain apni umeedon ko rok pau kaisebara dilnashi hai ahsas teramain is ahsas se bahar aon kaisepata nahi kaisa he ye diwanapanmain apni diwangi ko rok pau kaisebare pyar se sajaya hai sapna ye apnamain apne in sapnoo ko tor pau kaisemain yahan tu wahanmain apne ap ko smbhal pau kaise...