Adalat Husn Ki HogiMukadma Tere Ishq Ka Hoga,Gawhai Mere Dil Ki Hogi,Mujrim Tera Pyar Hoga,Aur FaislaZindagi Aur Maut Ka Hoga….

Kisi Ne Hume Rulaya To Kya Bura KiyaDil Ko Dukhaya To Kya Bura KiyaHum To Pehle Se Hi Tanha TheKisi Ne Ehsas Dilaya To Kya Bura Kiya?.

Unki Chahat Mein Dil Majbur Ho GayaDard Dena Unka Dastoor Ho GayaKasur Unka Nahi Maera ThaMaine Chaha Hi Itna Ki Unko Apne Aap Per Garoor Ho Gaya.

Dil pe kya guzri wo anjaan kya jane.. Pyar kise kehte hain wo nadan kyya jane.. Hawa ke sath ghar uda legaya parinde ka.. Kaise basaya tha ghosla wo toof

Har Mulaqat Par Waqt Ka Takaza Hua; Har Yaad Par Dil Ka Dard Taza Hua; Suni Thi Sirf Ghazalo Mein Judai Ki Baatein; Jab Khud Par Beeti To Haqeeqat Ka Andaza Hua

Apno Ne Zehar Ka Jaam De Diya
Gairon Ne Bewafa Naam De Diya
Jo Kehte The Humein Bhool Na Jana
Unhi Ne Bhoolne Ka Paigam De Diya

Wo To Pani Ki Boond Hai Jo Ankho Se Beh Jaye,Aansu To Wo Hai Jo Aankho Mei Hi Reh Jaye,Wo Pyar Kya Jo Lafjo Mei Byan Ho,Pyar To Wo Hai Joa Ankhoan Main Nazar Aaye

Dil Karta Hai Aag Laga Doon Is Zamaane Ko
Jisne Dard Hi Dard Diya Har Diwaane Ko
Har Pal Zakham Khaya Hai Dil Ne Mere
Ab Kya Rah Gaya Aur Aajmaane Ko

Tumse dur jane ka irada na tha,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha…

Ek Panchi Ka Bada Dard Bhara Fasana ThaZakhmi The Pankh Aur Toofan Me Use Jana ThaToofan To Jhel Gaya Wo NadanPar Ghar Pahuch Ke Hua Use Bada AfsosKyunki Wohi Daal Tooti Jispe Uska Aashiyana Tha

Na Jaane Kyon Abhi Ek Aansoo Aankh Se ChhalkaDil Ko Shayad Uski Yaad AayiChaahat Hai Itni Hume Us Se Milne KiHanste Huye Bhi Aankhe Bhar Aayi

Hum Hain Sukhe Hue Talab Pe Baithe Hue Hans; Jo Talluq Ko Nibhate Hue Mar Jate Hain; Ye Mohabbat Kee Kahani Nahi Marti Lekin; Log Kirdar Nibhate Hue Mar Jate Hain

hum chah kar bhi use paa na ske
ye dard~e~dil sunaa na ske
socha ki smjh jayenge ankho se baaten
par unki ankhon se ankhe mila na sake

Mere janaze ke peeche sara jahan chal raha tha
Saath tu hi na thi yahi gum kha raha tha
Akhir hoti bhi sath kaise tu
Mera janaza tere janaze ke peeche chal raha tha

Tere bina tutkar bikhar jayenge,
Tum mil gaye to gulshan ki tarah khil jayenge,
Tum na mile to jite ji mar jayenge,
Tumhe paa liya to markar bhi jee jayenge…