Dost Wo Bhi Nahi Jo Aapko Treat DeDost Wo Hai Jo Aap Ke Ghar Aaye,Aur Kahe, “Aaj Kya Pka Hai, Jo Bhi Hai Jaldi Se Le Aa.”

Gunah Karke Saza Se Darte Hai; Zehar Pee Ke Dawa Se Darte Hai; Dushmano Ke Sitam Ka Khauff Nahi; Hum Toh Doston Ki Wafa Se Darte Hain

Dosti Se Badi Koi Jagir Nahi Hoti,Isse Acchi Koi Tasvir Nahi Hoti,Ek Nazuk Pyar Ka Dhaga Hai,Fir Bhi Isse Pakki Koi Janjeer Nahi Hoti

Her Kali Tuj Se Khusbu Udhaar MangheAftab Tuj Se Noor Udhar MangayRab Karay Tu Dosti Aisi NibayeK Log Muj Se Teri Dosti Udhaar Mangay

Meri Zindagi Ka Koi Sahara Nahi HaiIs Jahan Mein Koi Hamara Nahi HaiChhua Unka Daman To Wo Hans Kar BoleDost Ye Daman Tumhara Nahi Hai

Rab Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota,Ek Dost Ko Duje Se Milaya Na Hota,Zindagi Ho Jati Bejaan Agar,Maine Tere Jaisa Dost Paya Na Hota.

Khuda Ne Agar Ye Rishta Banaya Na HotaAik Dost Ko Mujh Se Milaya Na HotaZindagi Ho Jati Hamari BejanAgar Ap Jaise Dost Ko Paya Na Hota

Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton Ka; Humne Khud Ko Khushnaseeb Paya; Tamanna Thi Ek Pyaare Se Dost Ki; Khuda Khud Dost Bankar Chala Aaya

Hamaari Galtiyo Ko Bhulate RehnaKi Zindagi Bhar Dosti Nibhte RehnaAgar Hum Na Chal Sake Aapke SaathTo Aap Hi Kadam Se Kadam Milate Rehna

Hume Apne Dosto Par Vishvas Hai,Vo Dur Hokar Bhi Hamare Pas Hai,Kuch Der Pahle Mout Aai Or Chali GaiBoli Tere Dosto Ki Dua Tere Sath Hai.

Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,Aap ke chehre ko kamal ko kehta,Yeh to karishma hai mohabbat ka,Varna pathro ko tajmahal kaun kehta

Kuch Mithe Pal Yaad Aate HaiPalkon Par Aasu Chod Jate HaiKal Koi Aur Mile To Hame Na Bhul Jana,Dosti Ke Rishte Zindagi Bhar Kam Aate Hai!

Phoolon Ki Mahek Ko Churaya Nahi Jata,Suraj Ki Kirno Ko Chhupaya Nahi Jata,Kitni Bhi Duri Ho Dosti Me,Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata.

In Doorieo Ko Bewafai Mat SamjhnaIn Khamoshiuo Ko Narazgi Mat Samjh NaHar Hal Main Sath Deyngay TumharaHamrai Dosti Ko Kamzorr Mat Samjhna

Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye