Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aur humare dil se awaaz nikalii….
Santa Singh…Tusin Ethe vii aa gaye !!!

Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hain; Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hain; Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil; Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girlfriend Bananey Se Darte Hain

Pakar tumhe sapne sach lagne lage
ajnabi se the jo kabhi aaj apne lagne lage
hota nahin yakin khud ki kismat par
dhadkane hote bhi woh jaan lagne lage…

Zindagi lambi hai dost banate raho,
Dil mile na mile haath milate raho,
Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga,
Par har gali mai ek Mumtaz banate raho…

Kisi ke dil mein basna bura to nahi
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..

Devdas Ne Paaro Ke Ghar Ke SaamneSusu Kar Diya,Paro Ne Pucha, “Dev Ye Tune Kya Kar Diya?”Devdas Bola, “Teri Bewafai Ne Itna Dard Diya Ki Aansuon Ne Apna Rasta Badal Diya.”

Khayal ko kissi aahat ki aas rehti hai,
Nigah ko kissi soorat ki talash rehti hai,
Tere bin koi kami toa nhi hai dost,
Bass gali waali jamadarni udhas rehti hai

Pucho na us kagaj se,jis pe hum dil ke bayan likhte
hai.Tanhayino me beeti baate tamam likhte hai,
Wo Kalam bhi dewani ho gayi,
jis se hum AAP ka Naam likhte hai

Chali Jaati Hai Aaye Din Wo Beauty Parlour Mein Yu; Unka Maqsad Hai Misaal-e-Hoor Ho Jana; Magar Ye Baat Kisi Begum Ki Samajh Mein Kyun Nahi Aati; Ki Mumkin Hi Nahi Kishmish Ka Fir Se Angoor Ho Jana

Yun durr reh! kar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.

Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
Jahan chot khana wahan muskurana
Magar is ada se ke roye sara zamana…

Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain!

Kehne ko toa kichar me bhi ham kamal khila de ,
Magar kuch soch ke ruk jaate hain .
Tum kanto me jeene ki baat karte ho,
Hum to kaanto ko bhi phool bana dete hain.

Apke aane se khil gaya hai aangan
aapke saath se jhoom untha hai gagan
aap ho isiliye khush hai sara chaman
aur aapse pyar karne ko hum lenge hazaron janam…

Kal Ik Bachon Ki Majlis Mai Kaha Aik Shokh Bache NeHamari Taak Mai Dushman Bare Huushyar Bethe HainAzeezo ! Saathio ! Mansooba Bandi Ke Zamaane MaiGhaneemat Hai K Hum Soorat Yahan Do Chaar Bethe Hain