Ek nafrat hi he yeh duniya chand lamho me jaan late he
Warna chahat ka yaqeen dhilna me to jindagi beet hate he
Ek nafrat hi he yeh duniya chand lamho me jaan late he
Warna chahat ka yaqeen dhilna me to jindagi beet hate he
Tamnna Se Ni Tanhai Se Darte Hai; Pyaar Se Ni Ruswai Se Darte Hai; Milne Ki Chaaht To Bahut Ha Par; Milan K Baad Ki Judai Se Darte Hai
Main Kive Kara Os Te Yakeen Jo Mere Vich Rabb Toldi c,
Marjaungi J Kise Hor Da Hoya, Haye Oye Rabba Kinna Sohna Jhooth Boldi c
Ho Judai Ka Sabab Kuch Bhi Magar; Hum Use Apni Khata Kehte Hain; Woh Ton Saanson Mein Dhali Hai Mere; Jaane Kyon Log Use Mujhse Juda Kehte Hain
Kaise Bayan Karun Alfaaz Nahi Hain; Dard Ka Mere Tujhe Ehsaas Nahi Hai; Puchte Ho Kya Dard Hai Mujhe; Mujhe Dard Ye Hai Ki Tu Mere Pass Nahi Hai
Agar Zindagi Mein Judai Na Hoti To Kabhi Kisi Ki Yad Aayi Na Hoti
Sath Hi Guzarta Har Lamha To Shayed Rishto Mein Ye Gehrai Na Hoti.
Jab Kabhi Dil Ko Wo Rihayi Dega; Mere Ander Koi Tufan Sunayi Dega; Us Se Milte Hi Yeh Ehsas Hua Tha; Mujhko Yahi Wo Shakhs Hai Jo Lambi Judai Dega
Rehna Chaahte The Saath Unke; Par Iss Zamane Ne Rehne Na Diya; Kabhi Waqt Ki Khamoshi Me Khamosh Rahe; To Kabhi Unki Khamoshi Ne Kuch Kehne Na Diya
Aapki Yaad Dil Ko Bekarar Karti Hai; Nazar Talash Aapko Bar Bar Karti Hai; Gila Nahi Jo Hum Hain Door Aapse; Hamari To Judai Be Aapse Pyaar Karti Hai
Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai; Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai; Bas Yaadein Reh Jati Hai Yaad Karna Ke Liye; Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai
Mehfil Bani Rahi Yuhi Tumhari Chahe Bikhar Jaye
Ye Zindagi Hamari Deewangi Is Qadar Barh Gayi
Hai K Seh Na Paye Ek Pal Judai Tumhari.
Kisi Ko Pyar Itna Dena Ki Had Na Rahe; Par Aitbaar Bhi Itna Rakhna Ki Shak Na Rahe; Wafa Itni Karna Ki Bewafai Na Ho; Aur Dua Bus Itni Karna Ki Judaai Na Ho
Maine Rab Se Kaha Wo Chhod Ke Chali Gayi Mujhe; Pata Nahi Uski Kya Majburi Thi; Rab Ne Kaha Isme Uska Koi Kasur Nahi; Ye Kahani Toh Maine Likhi Hi Adhuri Thi
Duriya Hote Hue Bhi Safar Vahi Rahega; Door Hote Hue Bhi Dostana Vahi Rahega; Bahot Mushkil Hai Yeh Safar Zindgi Ka; Agar Aapka Sath Hoga To Ehsaas Vahi Rahega
Kitna Bhi Chaho Na Bhool Paoge Humein; Jitni Door Jaoge Nazdik Paoge Humein; Mita Sakte Ho To Mita Do Yaadein Meri; Magar Kya Sanson Se Bhi Juda Kar Paoge Humein