Asmano Ne, Chand Taron Ne,Jagmagate Hazaron Sitaro Ne,Kahkashaon Ne, Badalon Ne,Chaman Ke Shagufon Ne,Gulsitan Ke Phoolon Ne,Gulshan Ke Haseen Nazaron Ne,Mution Jaisi Shabnam Ne,Fizaon Me Rachi Khusbuon Ne,Hawaon Me Mahki Wafaon Ne,Asman Ko Chohti Laheron Ne,Raite Ke Saheraon Ne,Phool ki Nazuk Pattion Ne,Chaman Ki Kiyarion Ne,Koyal Ki Sureli Awaz Ne,Baaz Ki Unchi Udanon Ne,Shab Ki Khamushi Ne,Subha Ki Rounakh Ne,Khush Kun Adaon Ne,Kisi Nazneen Ki Nazuk Khayalon NeAur Uske Hunton Ki Tabassum Ne,Barish Ki Halki Bondun Ne,Pani Ke Jharno Ne,Himalaya Ki Chatano Ne,Samander Ki Khush Ada Machalti Laheron Ne,Nadi ke Kinaron Ne,Pani Ke Shararo Ne,Baharo Ne, Khizaon Ne,Aap Ke Dost ASRAR AHMED DANISH Ne,Pyaar Ki Tarha Piyaare,Hire Ki Tarha Anmol,Gulab Ki Tarha Nazuk,Kanwal Ki Tarha Qub SuratKE MEMBERS Ko Dil Ki Gaheraion SeEID MUBARAK Kahete Hain.

Kab Thi Raah Mein Teri, Fikre Beshikam MaulaHar Qadam Tha Wirde Zubaan, Dam Hamadam Dam MaulaKab Hamare Bas Mein Thi Baria Bhi Is Dar KiAap Ne Bulaya To Aa Gaye Hain Hum MaulaJeeteji Na Bhulega Humko Tera DastarkhanNematein Do Aalam Ki Thi Jaha Baham MaulaTere Mehe Maabankar Chumkar Tera Sang-e-DarHo Gaye Hain Dunya Mein Hum Bhi Mohtaram MaulaAap Jisse Raazi Hon Wo Khushi Ataa KeejeAur Bajuz Gham-e-Sarwar Ho Na Koi Gham MaulaAb Koi Nahin Jachta Shehriar O Takht O TaajJabse Hain Nighaahon Mein Aap Ka Hasham MaulaLag Raha Hai Yun Mujhko Jayse Mil Gayi MerajJab Se Choom Aaya Hoon Aap Ke Qadam MaulaRaah Agar Che Mushkil Thi Aur Safar Musalsal ThaAake Tere Dar Pe Hue Phir Se Tere Dam MaulaAap Ke Siwa Maula Kaun Usko SamjhegaHaal Jo Suna Ayi Mere Chashm-e-Nam MaulaJaanta Hai Khoob Usko Sibte Jafare KhushdoHai Ye Sher Goyi Bhi Aap Ka Karam Maula

“Last Call”Kal hamesha ki tarah us nay kaha yeh phone permai bahut masroof hoon mujhko bahut say kaam hainis liye tum ao milnay, mai tu asakti nahinhar riwayat tor kar is bar mainay kah diyatum jo ho masroof tu mai bhi bahut masroof hoontum jo ho mashhoor tu mai bhi bahut maroof hoontum agar gamgin ho mai bhi bahut ranjore hoontum thakan say choor ho tu mai bhi thakan say choor hoonjaan-e-man hai wakt mera bhi bahut hi keemtikuch puranay doston nay milnay ana hai abhimai bhi ab faarigh nahi mujh ko bhi lakho kaam hainwarna kahnay ko tu sab lamhay tumharay naam hainmeri ankhain bhi bahut bojhal hain sauna hain mujhayratjagon kay baad ab neendon mai khona hai mujhaymai lahu apni anao ka baha sakta nahintum nahin atin tu milnay asakta nahinus ko yeh kah kay WASI mai receiver rakh diyaaur phir apni ana kay paon pay sar rakh diya–

Mein mar mita tu wo smjha yeh inteha hay meryusay khabar he na thee , khak kimiya the merymein chup hua tu wo smjha kay bat khatam hoeyphir uss kay bat tu awaz ja bja the meryjo taana zan tha mery poshash-e-dureeda parusi kay dosh pay rakhi hoey quba the merymein uss ko yaad karon bhi tu yaad ata nahimein us ko bhol gia hon , yahi saza hay meryshikas day gia apna gharoor he uss kowagarna uss kay muqabil bisaat kia the merykahin dimagh , kahin dill , kahin badan he badanhar ek say dosti yari juda juda thee merykoi bhi koay muhabbat say phir nahi guzratu shehr-e-ishq mein kia akhri sada the mery ??jo ab ghumad say sar ko uthaey phirta hayusi tarha ki tu makhlooq khak-e-pa the meryhar ek sher na tha dar khor-e-qaseed-e-dostaur iss say tab-e-rawaan khoob ashna the merymein uss ko dekhta rehta tha hairaton say FARAZyeh zindgy say tuaraf ki ibtada the mery

Kabhi Palkon Pe Aansoo Hain Kabhi Lab Per Shikayat HaiMagar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat HAIJo Aata Hai Woh Jataa Hai Yeh Duniya Aani Jaani HaiYahan Her Shaks Musafir Hai Safar Mein Zindagani HaiUjalon Ki Zaroorat Hai Andhera Meri Kismat HaiKabhi Palkon Pe Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat HaiMagar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat HaiZara Aye Zindagi Dum Le Tera Deedar Toh Kar LooKabhi Dekha Nahin Jis Ko Uska Deedaar Toh Ker LooAbhi Se Chhod Kar Mat Jaa Abhi Teri Zaroorat HaiKabhi Palkoon Pay Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat HaiMagar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat HaiKoi Anjaan Sa Chehraa Ubhar Tha Hai Fizaaon MeinYeh Kis Ki Aahatein Jagee Meri Khamosh Rahon MeinAbhi Aye Mout Naa Aanaa Mera Thikaana Jannat HaiKabhi Palkon Pe Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat HaiMagar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai

 Yeh Bacha Kaisa Bacha HayJo Rait Pe Tanha Betha HayNa Iskay Pait Main Rooti HayNa Iskay Tan Per Kapra HayNa Iskay Sur Per Toopi HayNa Iskay Pair Main Joota HayNa Iskay Pas Khiloono MainKoi Bhaalo Hay Koi Ghoora HayNa Iska Dil Behlanay Ko KoiLoori Hay Koi Jhoola HayNa Iski Jaib Main Dhela HayNa Iskay Haath Main Paisa HayNa Iskay Ammi Abbu Hain NaIskay Appa Khala HainYeh Sara Jag Main Tanha HayYeh Bacha Kaisa Bacha Hay?Yeh Duniya Kaise Duniya Hay?Is Duniya K Kuch Takroon MainKahi Phool Khilay Kahi Sabza HayKahi Badal Ghir Ghir Atay HainKahi Chashma Hay Kahi Dariya HayKahi Oonchay Mehal Aatariyaan HainKahi Mehfil Hay Kahi Mela HayKahi Kaproo K Bazaar SajayKahi Kaproo K Bazaar SajayKahi Doulat K Sandooq BharayHaan Tanba Soona Roopiya HayTum Jo Maango Tu Haazir HayTum Jo Chahao Su Milta HayTum Jo Chahao Su Milta HayYeh Duniya Kaise Duniya HayYeh Bacha Kaisa Bacha Hay

Sundar Hai Jag Me Sabse, Naam Bhi Nayara HaiWoh Desh Hamara Hai, Woh Desh Hamara HaiJaha Jati-Bhasha Se Badh Kar Desh-Prem Ki Dhara HaiWoh Desh Hamara Hai, Woh Desh Hamara HaiJita Tha Prem Se Sabko, Hai “Baapu” Us Ka NaamDesh Ke Khatir Jisne Kiya Apna Jeewan BalidanJaha Pe Vir Bhagat, Azad Aur “Bose” Ka Nara HaiWoh Desh Hamara Hai, Woh Desh Hamara HaiJaha Pe “Suraj” Puja Aur Nadion Me Mata GangaChandrama Pe Lahraya Jisne Apna Dhwaj “TIRANGA”,Vishv Ko Jisne ZERO Dekar Kiya Navyug Ka Ujiyara Hai,Woh Desh Hamara Hai, Woh Desh Hamara HaiJo Sadion Se Aaj Bhi Har Rishte Se Pyara HaiSincha Jisko Khun Se Humne Aur Mamta Se Sawara HaiJaha Ajuba Hai Vishv Ka, Kehlata “TAJ” Humara HaiWoh Desh Hamara Hai, Woh Desh Hamara HaiJis Desh Ko “Mata” Keh Ke Hum Sab Ne Diya SammanWo Hai Bharat Desh Mahan, Wo Hai Bharat Desh Mahan

Wo Subah Kabhi To AyegiIn Kali Sadiyon Ke Sar Se Jab Rat Ka Anchal DhalakegaJab Dukh Ke Badal Pighalenge Jab Sukh Ka Sagar JhalakegaJab Ambar Jhum Ke Nachega Jab Dharati Nagme GayegiWo Subah Kabhi To AyegiJis Subah Ki Khatir Jug Jug Se Ham Sab Mar Mar Ke Jite HainJis Subah Ke Amrit Ki Dhun May Ham Zahar Ke Pyale Pite HainIn Bhuki Pyasi Ruhon Par Ik Din To Karam FaramayegiWo Subah Kabhi To AyegiMana Ke Abhi Tere Mere Aramanon Ki Qimat Kuch Bhi NahiMitti Ka Bhi Hai Kuch Mol Magar Insanon Ki Qimat Kuch Bhi NahiInsanon Ki Izzat Jab Jhuthe Sikkon May Na Toli JayegiWo Subah Kabhi To AyegiDaulat Ke Liye Jab Aurat Ki Ismat Ko Na Becha JayegaChahat Ko Na Kuchala Jayega, Izzat Ko Na Becha JayegaApani Kali Karatuton Par Jab Ye Duniya SharmayegiWo Subah Kabhi To AyegiBitenge Kabhi To Din Akhir Ye Bhuk Ke Aur Bekari KeTutenge Kabhi To But Akhir Daulat Ki Ijaradari KeJab Ek Anokhi Duniya Ki Buniyad Uthai Jayegi

DostooN ek bar fir se main oMi, hazir hun, aap ke liyekuch pyar bhare kuch ehsaas lekar..umeed karta huN ki, mere yeh ehsaas aapko pasand aayeNge..sukriyaa..~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa denaJab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa denaTere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa denaJab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha denaPass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa denaIshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa denaTeri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Meri Apni Qalam se — OMi ” Tanha ”~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

DostooN ek bar fir se main oMi, hazir hun, aap ke liyekuch pyar bhare kuch ehsaas lekar..umeed karta huN ki, mere yeh ehsaas aapko pasand aayeNge..sukriyaa..~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa denaJab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa denaTere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa denaJab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha denaPass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa denaIshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa denaTeri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Meri Apni Qalam se — OMi ” Tanha ”~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Old year sabse ho raha hai dur,Kya kare yahe hai kudrat ka dastor,Purane yaadein sochkar udas na ho tum,Naye saal aayahe chalo…Dhoom machale, dhoom machale dhoom!!`Sarson da Saagmakke di rotiachhe doston ki jodi aur shabhi ka pyarye naya sal terakhub gujare yaar…`Sabke Dilo mein ho sabke liye Pyar,Aanewala har din laye Khushiyon ka Tyohar,Es ummid k sath aao bhulke sare Gum,New Year 2011 ko Hum Sab kare WELCOME`Naya Saal aaye ban k UjalaKhul jaye ap ki Kissmat ka TalaHamesha ap per rahe Meherban Upar walaYahi DUA karta hai ap ka yeh chahny wala..`Day by day teri khusiya ho jaye Double,Teri zindagi se delete ho jaye sare Trouble,Khuda rakkhe humesha tujhe Smart & Fit,Tera liye New Year ho Super-Duper Hit!!`Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,Es Naye Saal ko Gale lagayein,Karte hai dua hum Rab se sar jhukake…Es Saal k Sare Sapne pure ho Aapke.*NAYA SAAL MUBARAK*

Ek Pedh Jisne Kabhi Mujhe Dhup Lagne Na Di,Apne Aanchal Mein Chupa Ke Rakha Nazar Kisi Ki Lagne Na DiYaad Ate Hai Bachpan Ke Din Jab Tu Mujhe Khilati Thi,Har Bar Rone Par Tu Hi Mujhe Hasati ThiAchi Neend Ke Liye Naajane Kaha KahaSe Nayi Loria Aur Kahaniya Lati Thi,Ro Padhta Hai Yeh Dil Yad Karke Woh DinJab Haatho Se Apne Khana Khilati ThiTeri Ungli Pakad Ke Maine Chalna Sikha,Teri Hi Aankho Se Yeh Sansar Maine Dekha.Bhagwan Khud Na Aa Ska Is LiyeShayad Tujhe Mere Liye Bhej Diya,Nhi To Woh Bhi To Hai Yaha Jinhe Lawaris Hi Sansar Mein Chod Diya.Aaj Fer Teri God Mein Sone Ko Dil Kare,Tere Hatho Se Khane Ko Dil Bekrar HaiYad Aa Gaye Woh Sunhere Din,Dil Aaj Bhi Us Samay Mein Jane Ko Bekrar HaiBas Ab Yadein Hi Reh Gyi Yaad Karne Ko,Bachpan Lot Ke To Aa Nhi Sakta,Tujhe Kitna Chata Hu MaaTujhe Kabhi Yeh Bta Nhi SajktaMera Har Saans Tera Ehsan Hai..Jab Chahe Ise Le Lena,Chod Ke Na Jana Kabii ChaheMeri Sanse Bhi Mujhse Le Lena

Mari zindagi ka karar bhee tuMari her khushi ka izhar bhee tuMara bey-tehasha piyar bhee tuMari khuwaishoon ka dedar bhee tuMari ankhoon ka hai noor bhe tuMari zindagi ka saroor bhee tuMaray ghum mein hai dhaal bhee tuMaray her per waqt zehan-o-guman mein tuMari zindagi ka aarough bhee tuMari zindagi ka zawal bhee tuMari ashiqi ki sachi misal bhee tuMari zindagi ka husn-o-jamal bhee tuMaray dil ka her aik khayal bhee tuMara wajood ka ____ hai ahsas bhee tu*«´¨`·.¸¸.*¤* *¤*.¸¸.·´¨`»**«´¨`·.¸¸.*¤* IMRAN m3m0n *¤*.¸¸.·´¨`»**«´¨`·.¸¸.*¤*master_of_java_no1@.*¤*.¸¸.·´¨`»**«´¨`·.¸¸.*¤* *¤*.¸¸.·´¨`»*

Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahiKyun usey Tuu ne bas ek Phool kaha hai Mere DostTu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahiTu jise itni Haseen cheez samajhta hai wo PhoolSookh jaaye to Nigaahon ko bura lagta haiPhool ka apna koi rang koi Roop nahiUske Jore mai saja ho to Bhala lagta haiMera Mehboob to har Waqt Naya hai Mere DostTu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahiMere Mehboob ke Jalwon ka nahi koi JawaabDhoop sa rang hai aur khud hai wo Chha’aoon jesaUski Payal mai Barsaat ka Mausam ChhankeSar pe Resham ka Dupatta hai Ghata’aon jesaWo jahan bhar ke Haseeno se juda hai Mere DostTu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahiMere Mehboob ki Aankhen hain Do Gehri JheelienJin mai khilte hain Mere waaste Chahat ke KanwalUnko dekhoon to Mujhe Shayari karni aa jaayeAur mai uske lye Gaaon Mohabbat ki GhazalWo Mere Dil ke Dharakne ki sada hai Mere DostTu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahiPoet:Qateel Shifaai

Tumne Jo Meri Kabr Par, Aakar Yun Muskura DiyaBijli Chamak Kar Gir Padi, Sara Kafan Jala Diya……Main So Raha Tha Chain Se, Yun Hi Kafan E Mazaar Mein,Yahan Bhi Sataane Aa Gaye, Kisne Pata Bata Diya……Tumne Chadhaye Phool To, Ehsaan Kya KiyaHumne Tumhare Ishq Mein, Sara Chaman Luta Diya…..Pucha Na Jeete Ji Kabhi, Dard E Dil Ka HaalAaye Ho Kabr Par Meri, Mitti Mein Jab Mila Diya…..Aaye Ho Mazaar Par Mere, Dekh Liya Ab Mera HaalThukra Ke Mere Pyar Ko, Kisi Aur Ko Apna Bana Diya….Ab Ho Gaya Hai Ilm Tumhein, Ek Shikayat Meri Jaan LoKiya Jo Hashar Tumne Mera, Apno Ko Begana Bana Diya….Main To Kafan Mein Hoon Ab, Meri Baat Aur Hai,Karna Na Unka Haal Wo Ab, Jo Haal Mera Tumne Bana Diya….Tumne Jo Meri Kabr Par, Aakar Yun Muskura DiyaBijli Chamak Kar Gir Padi, Sara Kafan Jala Diya…..!!Aaj Kuch Aisa Gujar Gaya, Dil Toot Kar Bikhar GayaDard Kuch Itna Bara, Hadd Se He Gujar Gaya