Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Me Sahara Hota,Tum Na Hote Na Sahi ZikarTu Tumhara Hota,Zindagi Kitni Musarat Se Guzarti Yarab,Aish Ki Tarhan Gham Bhi Gawara Hota,Kis Ko Fursat Thi Zamane Ke Sitam Sehne Ki,Agar Na Is Shokh Ki Aankhon Ka Sahara Hota,Koi Humdard Zamane Mein Na PayaDil Ki Hasrat Rahi Koi Humara HotaUrdu Version:کچھ تو تنہائی کی راتوں میں سہارا ہوتاتم نہ ہوتے نہ سہی ، ذِکر تمہارا ہوتاوہ اگر آ نہ سکے موت ہی آئی ہوتیہجر میں کوئی تو غم خوار ہمارا ہوتازندگی کتنی مسرت سے گزرتی یاربعیش کی طرح اگر غم بھی گوارا ہوتاکس کو فرصت تھی زمانے کےستم سہنے کیگر نہ اُس شوخ کی آنکھوں کا اشارہ ہوتاکوئی ہمدرد زمانے میں نہ پایا اختردل کو حسرت ہی رہی کوئی ہمارا ہوتا(اختر شیرانی)

Roze Pe Mustafa Ke Udasee Si Chaaie HaiKunbe Ku Khoke Zainabe Nashaad Aaie HaiRokar Pukari Nana Aay Faryad Laaie HoonMai Choor Kar Hussain Ku Jungal Main Aaie HoonNana Ajeeb Saanahai Ham Par Guzar GayaRanj-o-Alam Ne Gher Liyaa Hum Jidhar GayeNana Khudaa Kai Ghar Mai Na Hum Ku Amaan MiliBhaaie Ne Shahar Choor Ke Jangal Ki Raah LiNana Hamain Na Chain Mayassar Kahain HuwaPaani Bhi Bandh Hum Pai LayeNoon Nai KardiyaNana Tumhari Aal Pai Kya Kya Sitam HuwaiBachai Tarap Kai Mar Gaye Paani Kai WaastaiNana Shaheed Ho Gaye Bhayee Kai JaanNisarEk Ek Kar Kai Mar Gaye Ashab-e-Zee waqarNana Bala Kai Ban Main Qayamat Ka Run PadaBhayee Sai Bhayee Baap Sai Beta Bichar GayaNana Zameene Karbobalaa Laa HogayiQasim Ki Laash Ghooron Se Paamaal HogayiNana Kataa Ke Shanon Ku Abbas MargayeGhurbat Me Bhaaijaan Ko Be Aas KargayeNana Tumhari Shakl Ka Farzand Ek Jo ThaKhaa Kar Sina Jigar Mai Wo Mehru Bhi Chal BasaNana Shaqi Ki Teer Se Asgar Huwa ShaheedAisa Huwa Na Hoga Jahaan Main Sitam ShadeedNana Hussain Bai Kas-o-Bai Yaar HogaieAamada Qatl Karnai Ku Kuffar HogaieTarpai Jo Zer Khanjare Bai Aab Shahai DeenShirme Layeen Kai Zulm Sai Thar Ra Gaye ZameenNana Hamare Ghar Ka Sab Asbab Lut GayaNana Hamare Sar Pe Na Baqi Rahee RidaNana Hazaar Tarha Jafa Ki Layeeno NeKhaimo Mai Aag Lagaadi Laeeno NeNana Huwi Aseer Tumhaari NawasiyaanKauno Makaan Main Chaa Gayi Gham Ki UdaasiyaanNana Haram Hussain Kai Bazaar Main GayeHum Sar Barehna Kufe Ke Darbar Main GayeNana Tumhaari Aal Gayi Mulke Shaam MaiPohnchi Ali Ki Betiyaan Darbaare Aam MaiNana Haqeer Sahebbe Tatheer HogayeHam Log Shehr Shaam Main Tash-Heer HogayeNana Aseer Bara Thai Hum Ek Thi RasanBaandhe Gaye Thai Misle Gunaahgaar-e-KhastatanNana Hum Apne Haal Pe Rote Thai Zaar ZaarNana Hamaare Roonai Pe Haste Thai BadshaiaarNana Ajeeb Haal Hamaaraa Tha Us GhadiEk Bibi Pichhe Dusri Bibi Kai Chupti ThiUs Wakt Thar Thari Si Merai Tan Main Par GayiSad Haif Hai Zammen Main Zainab Na Ghar GayiItne Me Ek Shaami Nai Nana Ghzab KiyaSaidani Ku Kaneezi Main Apni Talab KiyaHoti Thi Laakh Zillaten Hum Dekhte RaheHans Hans Ke Taaziyaane Sitam Jhelte RaheNanaa Tabaah Hoke Ham Aaye Hain Shaam SeEk Daaghe Nau Sakina Ka Laaye Hai Shaam SeNana Hamare Tan Pe Nishaano Ko Dekh LoAb Tak Hai Neel Rassi Ke Shaanon Ko Dekh LoZainab Dekha Kai Shanoon Ku Jab Karrahi Thi BayaanTharaa Rahaa Tha Rouzae Sultaane MashraqainBas Khatm Kar Nashar Ye Ghamnaak DaastaanRotai Hain Is Alam Main Zameen Aur Aasmaan

Tairna hai to smandar mein taironadi naalo mein kya rakha hai?Pyar karna hai to watan se karoIn bewafa ladko mein kya rakha hai.JAI HIND Happy Republic Day 2010Gandhi swapna jab satya bana,Desh tabhi jab gantantra bana,Aaj fir sae yaad kare woh mehnat,Jo thi ki veero ne,aur bharat gantantra bana.Gantantra Divas Ki ShubhkamnayenLets celebrate and solute the noble cause,Its our nation which is shining as it was,Its REPUBLIC DAY TodayDon’t forget the effort,make it movement of mass !!28 States,1618 Languages,6400 Castes,6 Religions,6 Ethnic Groups,29 Major Festivals1 Country!Be Proud To Be An Indian!.Great Republic.Happy Republic Day !!Still Sleeping? The nation needs you!You need to be Awaken!You are part of world’s biggest Democracy,Today is the day when We got our own constitution,Its Indian Republic Day..Wake up and Value this Day – 26th January 2010Our life is full of ColoursI hope this 26th January 2010Will add more colours to your lifeHappy Republic Day 2010Buland Bharat ke nikkamme baccho,valentines/friendship day hota toab tak 100 sms ho gaye hote.Come on, it’s a great day.So wish everybodyJAI HIND..Let us remember the golden heritage ofour country and feel proud to be a part of India.HAPPY REPUBLIC DAY 2010Independence a Precious gift of God.May We Always Remain Independent Ameen.A Very Happy Republic Day To You.Here’s wishing each and everyone of you a very Happy Republic Day.There is this feeling which we all experience andwhich cannot be expressed in words,feeling of being an Indian, feeling of triumph.There’s certainly something magical about being an Indian, you gotta be one to experience this.Happy Republic Day 2010 to youPankh failaye hue more bahut dekhe hain,Ghan par chaye Ghanghor bahut dekhe hai,Nadi kehti hai Samandar se umhadna Seekho,Humne Barsaat ke ye shor bahut dekhe hain.Happy Republic Day 2010 to YouDESH bahkto kai balidaan sai, SWATNATRA hoai hai hum..koi puche kon ho to GRAV sai kahnge bhartiya hai ham.****HAPPY REPUBLIC DAY.. IN ADDVANCE***!”””’!!!””(*)”!!!”””’!!!!!!!!!Happy Replubic DayWe salute out Great Freedom fighters“JAI HIND”.“VANDE MATARAM”aaj main aap se apne dil ki bat kahna chahata hun,han wohi 3 alfaz jo aap sunna chahte hai,wo hi 3 alfaz jo aap k dil ko chhu le.***HAPPY REPUBLIC DAY***zuban se,Na nigahon se,Na dimag se,Na rango se,Na greeting se,Na gift se,Aapko Happy Republic Day direct dil seHappy Republic Day

Jab Tu Paida Huwa Kitna Majboor ThaYeh Jahan Teri Sonch Se Bhi Dour ThaHaath Paaon Bhi Tab Tere Apney Na ThayTeri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Na ThayTujh Ko Aata Sirf Rona Hi ThaDoodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi ThaTujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne TeriTujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne TeriMaa Ke Saaye Main Parwaan Chadne LagaWaqt Ke Sath Qad Tera Badne LagaDhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho GayaTujh Pe Saara Jahan Meharban Ho GayaZor-E- Bazoo Pe Tu Baat Karne LagaKhud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney LagaEk Din Ek Ladki Tujhe Bhaa GayeiBan Ke Dulhan Woh Tere Ghar AgayeiAb Faraayez Se Tu Door Hone LagaBeej Nafrat Ka Khud Hi Tu Bolney LagaPhir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulane LagaTeer Baton Ke Phir Tu Chalane LagaBaat Baat Pe Un Se Tu Ladne LagaQayda Ek Naya Tu Phir Padnay LagaYaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek DinAbb Humara Guzara Nahin Tere BinSun Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main AgayaTera Gussa Teri Aqal Ko Kha GayaJosh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se KahaMain Tha Khamosh Sab Dekhta Hi RahaAaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor DoJo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod DoJao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda KaroLog Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja MaroBait Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat BharInki Aahon Ka Tujh Par Howa Na AsarEk Din Baap Tera Chala Rooth KarKaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot KarPhir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati RahiZindagi Isko Har Roz Satati RahiEk Din Maut Ko Bhi Taras AgayaIska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha GayaAshk Ankhon Main Thay Woh Rawana HuwiMaut Ki Ek Hichki Bahana HuwiEk Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney LagaPhir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney LagaMuddatain Ho Gayi Aaj Booddha Hai TuTooti Khatiya Pe Pada Bora Hai TuTere Bacche Bhi Abb Tujh Se Dartey NahiNafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey NahiDard Mein Tu Pukare Ke “O Meri Maa”Tere Dam Se Hi Roshan The Dono JahanWaqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta NahiToot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta NahiBann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh GayaDhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh GayaTu Ahkaam-E-Rabbi Bhulata RahaApne Maan-Baap Ko Tu Satata RahaKaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha JoTujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha JoYaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone LagaKal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone LagaMaut Maange Tujhe Maut Aati NahinMaa Ki Surat Nigahon Se Jati NahiTu Jo Khanse Tu Aulad Daantey TujheTu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey TujheMaut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt ParBann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt ParQadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan LeApni Jannat Ko Duniya Main Pehchan LeAur Leyta Rahe Woh Badaun Ki DuaUsi Ke Dono Jahan, Uska Haami KhudaYaad Rakhna Her Aulaad Is Baat KoBhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko

Jab Tu Paida Huwa Kitna Majboor ThaYeh Jahan Teri Sonch Se Bhi Dour ThaHaath Paaon Bhi Tab Tere Apney Na ThayTeri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Na ThayTujh Ko Aata Sirf Rona Hi ThaDoodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi ThaTujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne TeriTujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne TeriMaa Ke Saaye Main Parwaan Chadne LagaWaqt Ke Sath Qad Tera Badne LagaDhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho GayaTujh Pe Saara Jahan Meharban Ho GayaZor-E- Bazoo Pe Tu Baat Karne LagaKhud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney LagaEk Din Ek Ladki Tujhe Bhaa GayeiBan Ke Dulhan Woh Tere Ghar AgayeiAb Faraayez Se Tu Door Honay LagaBeej Nafrat Ka Khud Hi Tu Boney LagaPhir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulaaney LagaTeer Baton Ke Phir Tu Chalaney LagaBaat Be Baat Unn Se Tu Ladney LagaQayda Ek Naya Tu Phir Padnay LagaYaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek DinAbb Humara Guzara Nahin Tere BinSunn Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main AgayaTera Gussa Teri Aqal Ko Kha GayaJosh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se KahaMain Tha Khamosh Sab Dekhta Hi RahaAaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor DoJo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod DoJao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda KaroLog Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja MaroBait Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat BharInki Aahon Ka Tujh Par Howa Na AsarEk Din Baap Tera Chala Rooth KarKaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot KarPhir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati RahiZindagi Isko Har Roz Satati RahiEk Din Maut Ko Bhi Taras AgayaIska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha GayaAshk Ankhon Main Thay Woh Rawana HuwiMaut Ki Ek Hichki Bahana HuwiEk Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney LagaPhir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney LagaMuddatain Ho Gayi Aaj Booddha Hai TuTooti Khatiya Pe Pada Bora Hai TuTere Bacche Bhi Abb Tujh Se Dartey NahiNafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey NahiDard Mein Tu Pukare Ke “O Meri Maa”Tere Dam Se Hi Roshan The Dono JahanWaqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta NahiToot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta NahiBann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh GayaDhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh GayaTu Ahkaam-E-Rabbi Bhulata RahaApne Maan-Baap Ko Tu Satata RahaKaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha JoTujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha JoYaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone LagaKal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone LagaMaut Maange Tujhe Maut Aati NahinMaa Ki Surat Nigahon Se Jati NahiTu Jo Khanse Tu Aulad Daantey TujheTu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey TujheMaut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt ParBann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt ParQadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan LeApni Jannat Ko Duniya Main Pehchan LeAur Leyta Rahe Woh Badaun Ki DuaUsi Ke Dono Jahan, Uska Haami KhudaYaad Rakhna Her Aulaad Is Baat KoBhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko

Ghamzada Nahi Hota Ke Ishara Nahi HotaAnkh Un Se Jo Milti Hai To Kya Kya Nahi HotaJalwa Na Ho Ma,Nee Ka To Soorat Ka Asar KyaBulbul Gul – E- Tasweer Ka Shaida Nahi HotaAllah Bachay Marz –E- Ishq Se Mujh KoSuntay Hain Ke Yeh Aarza Acha Nahi HotaTash Beh Tere Chehre Ko Kya Doon Gul E Tar SeHota Hai Shugufta, Magar Itna Nahi HotaHum Aah Bhi Kartay Hain To Ho Jatay Hain BadnamWho Qatal Bhi Kartay Hain To Charcha Nahi HotaPoet :  Akbar Allahabadi  Urdu Version:غمزہ نہیں ہوتا کہ اشارہ نہیں ہوتاآنکھ ان سے جو ملتی ہے تو کیا کیا نہیں ہوتاجلوہ نہ ہو معنی کا تو صورت کا اثر کیابلبل گلِ تصویر کا شیدا نہیں ہوتااللہ بچائے مرضِ عشق سے دل کوسنتے ہیں کہ یہ عارضہ اچھا نہیں ہوتاتشبیہ ترے چہرے کو کیا دوں گُلِ تر سےہوتا ہے شگفتہ مگر اتنا نہیں ہوتاہم آہ بھی کرتے ہیں تو ہو جاتے ہیں بدناموہ قتل بھی کرتے ہیں تو چرچا نہیں ہوتا(سید اکبر حسین اکبر الہ آبادی)

Ya Rab Gham-E-Hijraan Mein, Itna Tu Kiya HotaJo Haath Jiger Per Hai, Woh Dast-E-Dua HotaIk Ishq Ka Gham Afat Aur Uss Oe Yeh Dil AfatYan Gham Na Diya Hota, Yan Dil Na Diya HotaNakaam Tammana,Dil Iss Soch Mein Rehta HaiYun Hota Tu Kya Hota, Yun Hota Tu Kya Hota?Umeed Tu Bandh Jaati, Taskeen Tu Ho JaatiWaada Na Wafaa Karte ,Waada Tu Kya HotaGhairoon Se Kaha Tumne, Ghairoon Se Suna HumneKuch Humse Kaha Hota, Kuch Humse Suna HotaPoet : Charagh Hassan HasratUrdu Version:یا رب غمِ ہِجراں میں اِتنا تو کِیا ہوتاجو ہاتھ جِگر پر ہے وہ دستِ دُعا ہوتاایک عِشق کا غم آفت اور اُس پہ یہ دِل آفتیا غم نہ دیا ہوتا یا دِل نہ دیا ہوتاغیروں سے کہا تم، نے غیروں سے سُنا تم نےکچھ ہم سے کہا ہوتا، کچھ ہم سے سُنا ہوتاناکامِ تمنّا دِل اِس سوچ میں رہتا ہےیوں ہوتا تو کیا ہوتا، یوں ہوتا تو کیا ہوتاامّید تو بندھ جاتی، تسکین تو ہوجاتیوعدہ نہ وفا کرتے، وعدہ تو کِیا ہوتا(چراغ حسن حسرت )

meri har ek baat main tum ho,mere har jasbaat main tum ho,meri ek ek raat ke saaye main tum ho,sapno main tum ho,haqiqat main tum ho,phir bhi tum meri zindgi main shaamil nhi ho.har saans main tum ho,har dharkan main tum ho,har chalney ki aahat main tum ho,khamoshi main tum ho,awaaz main tum ho,phr bhi tum meri zindgi main shaamil nahi ho.hooton pe muskurhat bankar ho,aakon main sapna ban kar ho,galey main sona ban kar ho,sir par ashirwaad ban kar ho,har musibat main dosti ban kar ho,akela ..unn raho pe jiss ke saath chalta tha,aaj unn raho pe apni tanhaaiyon ke saath chlta hun,kon kehta hai mein akela hun.mere dost mere paas nahi hai toh kya hua,unki yaadon ke saaath rehta hun,kon kehta hai mein akela hun.aaj bhi usko dhundney har raat ko niklta hun,uska aaj bhi wahi par intzaar karta hun,pta hai woh ni aayegi,magar uskey intzaar main waqt se baat karta hun,kon kehta hai mein akela hun.sunsaan galio main jaakar rota hun,woh mere aasun puchti thi yehi baat sochtha hun,mere khayalo, mere dil, mere har ek pal main hai woh,kon kehta hai mein akela hun.dur .kal tak woh paas thay,aaj woh humsey dur ho gyekal tak jiss waqt uski aakon main dekhta tha,aaj uss waqt uski yadoon main kho gyehar pal jab uskey saath tha,kush tha.magar ab woh dur ho gye.saath chalney kaa wada kiya tha,magar aaj akele ho gye..har khushi ki wajah woh hoti thay,aaj aasun ki wajah ban gye.woh humsey dur ho gye..unhoney mere liye kisi ko ****a tha,aaj unhi ki wajah se mujey **** gye..woh humsey dur ho gye.woh humari har baat maantey thay,aaj jab unki baat maanney kaa wada kiya,toh isi baat ka bahana bana kar chaley gye.woh humsey dur ho gye..kal tak jeeney ki wjah thay,aaj marney ki wjah ban gye.woh humsey dur hogye.intzaaarmujy aaj b uss raat ka intzaar hai..jismey maine ussey chaand main dekha tha..mujy aaj b unn sapno ka intzaar haijinmey unsey mila tha..mujy aaj b unn palo ka intzaar hai..jinmey unke saath tha..mujy aaj b unka intzaar hai.mujy intzaar hai har uss baat ka..jo maine unke saath ki hai.mujy aaj b intzaar hai unn aakhon ka..jo mujy har pal dekhti hai.mujy aaj b intzaar hai haaton ka..jo mere haaton main hai.mujy aaj b unka intzaar hai.kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,manzil tak saath dene k liye koi humrahi mil jaata,mere gamo ko apna kehne wala mil jaata,kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,andhera dur karne k liye chiraag miljaata,saari khwaaish puri karne k liye bagwaan mil jaata,kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,faasle mitaaney k liye waqt mil jaata,unski ek jhalak paaney k liye unka ek ikraar mil jaata,kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,duniya se janey se pehle unka pyaar mil jaata,iss duniya main wapis aane ka ek bahaana mil jaata,kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.

Ajab Pagal Si Larki HaiMujhay Her Khat Main Likhti HaiMujhay Tum Yaad Kertay Ho?Tumhain Main Yaad Aati Hoon?Meri Baatain Satati HainMeri Neendain Jagati HainMeri Aankhain Rulaati HainDecember Ke Sunehri Dhoop Main Abb Bhi Teheltay Ho?Kisi Khamosh Rustay SeKoi Awaaz Aati Hai?Thatharti Sard Raaton MainTum Abb Bhi Chhatt Pe Jaatay Ho?Falak Ke Sab Sitaroon KoMeri Baatain Sunatay Ho?Kitabon Se Tumharay Ishq Main Koi Kami Aai?Ya Mairi Yaad Ke Shiddat Se Aankhon Main Nami Aai?Ajab Pagal Si Larki HaiMujhay Her Khat Main Likhti Hai.. Jawaban Ous Ko Likhta Hoon..Meri Masroofiyat Daikho Subah Se Shaam Office MainChiragh-I-Umer Jalta HaiPhir Ous K Baad Duniya KeeKaee Majbooriyan Pao`N Main Bairi Daal Rakhti HainMujhay Bay-Fikr, Chahat Se Bharay Sapnay Nahin DikhtayTehelnay, Jagnay, Ronay Kee Mohlat Hee Nahin MiltiSitaroon Se Millay Arsa Hua..Naraz Hon ShayadKitaboon Se Shughaf Maira Abhi Waisay He Qayem HaiFarq Itna Parra Hai Ab Ounahin Arsay Main Parhta HoonTumhain Kis Ne Kaha Pagli Tumhain Main Yaad Kerta HoonKe Main Khud Ko Bhulanay Kee Musalsal Justajoo Main HoonTumhain Na Yaad Aanay Kee Musalsal Justajoo Main HoonMager Yeh Justajoo Meri Bohat Nakaam Rehti HaiMere Din Raat Main Abb Bhee Tumhari Shaam Rehti HaiMere Lafzoon Ki Her Maala Tumharay Naam Rehti HaiTumhain Kis Ne Kaha Pagli Tumhain Main Yaad Kerta HoonPoorani Baat Hai Jo Log Akser Gungunatay HainOunhain Hamm Yaad Kertay Hain Jinahin Hamm Bhool Jatay HainAjab Pagal Si Lerki HoMeri Masroofiyat DaikhooTumhain Dil Se Bhulaoon Tu Tumhari Yaad Aaye NaTumhain Dil Se Bulanay Kee Mujhay Fursat Nahin MiltiAur Iss Masroof Jeewan MainTumahray Khat Ka Ikk JumlaTumhain Main Yaad Aati Hoon ?Meri Chahat Ki Shiddat Main Kami Honay Nahin DaitaBohat Raatain Jagata Hai Mujhay Sonay Nahin DaitaSo Agli Baar Apnay Khat Main Yeh Jumla Nahin LikhnaAjab Pagal Si Larki Hai Mujhay Phir Bhee Ye Likhti HaiMujhay Tum Yaad Kertay Ho Tumhain Main Yaad Aati Hoon ?Urdu Version:عجب پاگل سی لڑکی ہےمجھے ہر خط میں لکھتی ہےمجھے تم یاد کرتے ہو؟ تمھیں میں یاد آتی ہوں؟میری باتیں ستاتی ہیںمری نیندیں جگاتی ہیں… مری آنکھیں رُلاتی ہیںدسمبر کی سنہری دھوپ میں اب بھی ٹہلتے ہوکسی خاموش رستے سے کوئی آواز آتی ہے؟ٹھٹھرتی سرد راتوں میں تم اب بھی چھت پہ جاتے ہوفلک کے سب ستاروں کو میری باتیں سناتے ہوکتابوں سے تمھارے عشق میں کوئی کمی آئی؟یا میری یاد کی شدّت سے آنکھوں میں نمی آئی؟عجب پاگل سی لڑکی ہےمجھے ہر خط میں لکھتی ہےجواباَ اس کو لکھتا ہوںمیری مصروفیت دیکھوصبح سے شام آفس میں چراغِ عمر جلتا ہےپھر اس کے بعد دُنیا کی کئی مجبوریاں پاؤں میں بیڑی ڈال رکھتی ہیںمجھے بےفکر، چاہت سے بھرے سسپنے نہیں دِکھتےٹہلنے، جاگنے، سونے کی فرصت ہی نہیں ملتیستاروں سے ملے عرصہ ہوا ناراض ہوں شایدکتابوں سے شغف میرا ابھی ویسے ہی قائم ہےفرق اتنا پڑا ہے اب انہیں عرصہ میں پڑھتا ہوںتمھیں کس نے کہا پگلی تمھیں میں یاد کرتا ہوں؟کہ میں خود کو بھلانے کی مسلسل جستجو میں ہوںتمھیں نہ یاد آنے کی مسلسل جستجو میں ہوںمگر یہ جستجو میری بہت ناکام رہتی ہےمرے دن رات میں اب بھی تمھاری شام رہتی ہےمرے لفظوں کی ہر مالا تمھارے نام رہتی ہےتمھیں کس نے کہا پگلی مجھے تم یاد آتی ہو؟پُرانی بات ہے جو لوگ اکثر گنگناتے ہیںانہیں ہم یاد کرتے ہیں جنھیں ہم بھول جاتے ہیں