Khyalo Se Chu Lo To Chala Aau Mai ,Dil Se Pukaro To Chala Aau Mai,Maine Apni Jaan Se Jyada Chaha TujeTu Hi Khafa Hi Jaye To Bata Kaha Jau Mai

Kuchh To Jarur Huaa Hai Wo Aise Badal Nhi Sakte,Wada Karke Wade Se Mukar Nhi Sakte,Itane Nazuk To ’Kumar’ Tere Khwab Nhi Hai,Jo Sheeshe Ki Tarah Tutkar Bikhar Nhi Sakte..

Asar Khatam H Ab Friyaad Me Meri,Mai Haath Dua Me Uthau To Kis K Liye,

Na Samjhe Hum Ke Hamari Wafa Ka AnjaamYeh Kyun Hua, Yuhi Rote, Khade Hum Reh Gaye.

Palkein Bhi Chamak Uth-ti Hain Sote Huye HumariAankho Ko Abhi Khwab Chupane Nahi Aate

Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu MeSawalo Se Ghira 1 Jawab Hu MeJo Na Samajh Sake Unke Lie KOUN?Jo Samje Unke Liye 1 Kitab Hu Me

Kuch Khud B Thay Afsurda SaKuch Loog B Hum Sa Rooth GaeyKuch Khud He Zakham K Aadi ThyKuch Sheeshy Hath Sa Toot GaeyKuch Khud B Thy Hasaas BhtKuch Apny Muqaddar Rooth GaeyKuch Apko Sach Sa Nafrat ThiKuch Hum Sa Na Boly Jhoot GaeyKuch Khud B Itny Mohtaat Na ThyKuch Loog B Humko Loot GaeyKuch Talkh Hakekatein Thin ItniK Khawab He Sary Toot Gaey

Ye Hawa-E-Haqiqat-E-Farda**Ye Chiragon Ki Tarah Jalte Khwa

Waqt Ki Dhoop Regzar-E-Hyat*Barf Ki Tarah Se Pighlate Khwa

Parda-E-Noor Banke Chhaye HainAasuon Ki Tarah Machlate Khwa

Aisi Sunsan Dhopher Mein KahanChand Taaron Ki Tarah Chalte Khwa

Bistar-E-Dil Pe Khoon Uglate KhwabRaat Bhar Karvatein Badlate Khwa

Khwab Rehteh The Jo Kabhi Palkon Pe,Moti Bankar Aankhon Se Gir Gaye,

Daav Par Hote Hain Dil O Jaan Yaha,Pyar Ka Yeh Saude Mehenge Pad Gaye,

Khawab Tut Gye Sare Sazne Se Pahle,Duniya Uzad Gyi Meri Basne Se Pahle,