Dostoon Tum Pey Bhi Guzra Hai Kabhi Ye AalamNeend Aati Nahin Aur Khwaab Nazar Aatey Hain

Main Apni Hi Uljhi Huyi Raahon Ka TamashaJaate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata

Unhone Wada To Kiya Tha Khwab Me Milne Ka,Ye Hamari Badnasibi Ki Hame Nind Hi Nahi Aai…

Sab Kuch To Hai Kya Dhoondhti Rehti Hain NigaheinKya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata

Bari Mushkil Se Sulaya Hai Khud Ko Main NeApni In Ankhon Ko Tere Khwaab Ka Laalach De Ker…

tumse milne ko tarsi aankhe
tum khawab me bhi na aaye
yehi soch k barsi aankhe

Tujhe Aitbar-O-Yakeen Nahi, Nahi Duniya Itni Buri NahiN Malaal Kar Mere Saath Aa Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Har Waqt Ranj-O-Malaal Kya, Jo Gujar Gaya So Gujar GayaUse Yaad Karke Na Dil Dukha, Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

* Regzar-E-Hyat = Jeevan Ka Marusthal, Desert of Life** Hawa-E-Haqiqat-E-Farda = Aane Wale Kal Ki Sachai Ki Hawa

Mujhe Patjhadon Ki Kahaniyan Na Suna-Suna Ke Udas KarTu Khizaan Ka Phool Hai Muskura, Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Na Gila Kiya, Na Khafa Huye, Yoon Hi Raaste Mein Khuda HuyeNa Tu Bewafa Na Main Bewafa, Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Voh Wafayein Thi Ke Jafayein Thi, N Ye Soch Kiski Khatayein ThiVoh Tera Hai Usko Gale Laga Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Daag Ansuon Se Dhoye HainJab Bhi Tanha Huye Roye HainDil Mein Kyonkar Na Uge Yaad TeriDil Mein Tere Hi Khuwab Boye Hain

Ye Safar Bhi Kitna Taveel (Lamba) Hai Yahan Waqat Kitna Kaleel HaiKahan Laut Kar Koi Aayega Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Dhag Sub Anson Se Dhoye HainJab Bhi Tanha Huye Hain Roye HainDil Main Kyon Kar Na Uge Yaad TeriDil Main Tere Hi Khawab Boye Hain