Aasoo Aa Jate Hain Ankhon Me Rone Se PehleHer Khwab Toot Jate Hain Sone Se PehleIshq Hai Gunah Ye To Samajh GayeKaash Koi Rok Leta Ye Gunah Hone Se Pehle

Tera Khayal Dil Se Na Jaye To Kya Karu,Reh Reh Kar Teri Yaad Aye To Kya Karu,Kehte Hai Khwaabon Mein Hogi Mulakat,Raat Bhar Neend Hi Na Aye To Kya Kaaru..

Kashish Dil Ki Har Cheez Bhula Deti HaiBand Aakhon Mein Bhi Sapne Saja Deti HaiSapno Ki Duniya Jarur Rakhna DostKyun Ki Hakikat Aksar Logo Ko Rula Deti Hai

Ae Rab Apnay Pas Meri Dua Amanat RakhnaRehti Duniya Tuk Us Ko Salamat RakhnaMeri Ankhon K Sary Deep Bujha DenaPer Us Ki Ankhon K Sary Khuwab Salamat Rakhna

Har Aik Shab Meri Taza Azab Men GuzariTumhare Baad Tumhare Hi KHUWAB Men GuzariMen Ek PHOOL Tha Wo Mujh Ko Rakh Ke Bhool GayaTamam Umar Usi Ki Kitab Men Guzari

Kisko Mujrim Kahein Ab Karein Kya Gilaa,Rishta Tuta, Na Unki Na Meri Thi Razaa,Apni Kismat Mein Kabhi Woh Thi Hi Nahi,Khwaab Palkon Pe Jiske Sajaate Rahe…

Wo Kahte H Bhool Ja ‘Kumar’ Muzhe Yaad Krke Hasil Kya,Mai Puchhta Hu Mila Meri Khushiyon Ka Katil Kya,Mai Khuda K Kahar Se Use Bachau To Kis K Liye.

Palko K Kinare Jo Hum Ne Bhigoye Hi NahiWoh Ye Sochte Hai Ki Hum Kabhi Roye Hi NahiPuchte Hai Ki Khwab Mei Kisse Dekhte HoWo Kya Jane Ki Ek Arse Hum Soye Hi Nahi

Aankhoon Main Koi Khawab Utrne Nahi DetaYeh Dil K Mujhe Chain Se Merne Nahi DetaBichre To Ajab Pyar Jatata Hai Khaton MainMil Jaye To Phir Had Se Guzrne Nahi Deta

Na Khuwabo Ki Tarah Ho,Na Khayalo Ki Tarah HoTum Ilm-e-Riyazi Ke Sawalo Ki Tarha HoUljhe Howe Itne Ke Har Koi Samajh Na PayeSuljhe Howe Itne Ke Misaloo Ki Tarah Ho

Hawa Batati Rahi Jake Ye Har Ek Ke Dar PerUtha Liya Hai Sitaroo Ne Asmaa Sir PerWo Khuwab Tha Ke Haqeeqat Khabar Nahi Kya ThaMai Chor Aaye Ho Ankhein Ik Aise Manzar Pe

Raqabat Ka Lafz Is Baab Mein Nahin Aye GaUs Ka Zikar Ab Kisi Kitaab Mein Nhi Aye GaChalo Ratjaga Manayen K Ab Soney Sey Kya HasilWo Ab Merey Kisi Khuab Mein Nahin Aye Ga

Tupash Say Bach Kay Ghataaoon Mein Beth Jatay HainHuwaoon Ki Sadaaoon Mein Beth Jatay HainHum Irdgird Kay Mousam Say Jab Bee Ghabraa JainTery Khayal Ki Chaoon Mein Beth Jatay Hain

Khayal-O-Khawab Ho Kar Reh Gai Hain Ronaqain Ghar KiKisey Maloom Tha Un Ka Sahara Choot JayegaNa Kar Tameer Khawaboon Key Mahal Shab Ki Sihai MainSahar Hote Hi In Khawaboon Se Rishta Toot Jayega…

Sulaah K Zamany MainMujh Ko Aisa Lagta HaiWoh Agar Bichar JayeToo Sirf Itna Dukh Ho GaJitna Aankh Khulnay ParKhawab Toot Jany KaPar Ajab Tamasha HaiWoh Agar Kabhi Mujh SayYunhi Rooth Jati HaiToo Kainaat Ki Har SheyToot Phoot Jati Hai!!