Banta TRAIN mein chadne laga tab akashwani hui: Is mein mat chad yeh patri se utar jayegi Jab Banta PLANE mein chadne laga tab awaaj aayi: Ye crash ho jayega Jab vo BUS chadne laga tab awaaz aayi: Yeh khai mein gir jayegi Banta gusse se: Kaun hai? Aawaz: GOD Banta: Shadi ke waqt jab GHODI chad raha tha tab aapka gala baith gaya tha kya?
Like (0) Dislike (0)
Your Comment