Santa Police station ja kar kehta hai: Inspector saab mujhe ek FIR likhwaani hai Inspector: Kaun ho tum kya hua aur kiske khilaaf FIR karwaani hai? Santa: Mujhe phone par jaan se marne ki dhamki mil rahi hai Inspector: Kaun de raha hai dhamkiyaan tumko aur kya bol raha hai? Santa: BSNL wale kehte hai bill nahi bhara to kaat denge
Like (0) Dislike (0)
Your Comment