Banta: Santa itna udhaas kyu baita hai
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa
Banta: kaise
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise
Santa: aaj us match ka highlights daale
India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha

Your Comment Comment Head Icon

Login