Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi
Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi
Chehre ki hasi se har gam chupao
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao
Khud na rutho kabhi par sabko manao
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete jao
Phir se tere mehfil mein chala aya hu
Andaz wahi h bs alfaz naye laya hu
er kasz
Door rehne wale terko ek bat kehna chahta hu,
agar mera khyal aaye to apna khyal rakhna
Pyar mein kisi ko khona bhi zindagi hai
Zindagi mein ghamo ka hona bhi zindagi hai
Yuh toh rehte hai hamare hontho par muskurahat
Par chupke se kisi ke liye rona bhi zindagi hai
Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki
Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki
Apna dard kise dikhau aye dost
Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki&hellip
ये झूठ है के मुहब्बत किसी का दिल तोड़ती है
लोग खुद ही टुट जाते है मुहब्बत करते-करते
Woh humsey apni marzi se baat krtey hai
aur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai
Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishQ ki khaatir
agar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati
Yaad karte hai tumhe tanhai me
Dil duba hai gamo ki gehrai me
Hume mat dhundna duniya ki bhid me
Hum milenge tumhe tumhari hi parchai me&hellip
Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool thi
Gulaami toh sirf tere ISHQ ki thi Baaki ye dil
Pehele b NAWAB tha or Aaj b hai
Er kasz
Tumhein maloom bhi hai main tanha jee nahin sakta
Meri aadat badalne tak to mere saath ruk jao
Phir wohi raat wohi hum wohi tanhaai hai
Phir har ik chott mohabbat ki ubhar aayi hai
Phool Dekhte They Janaze pe Hamesha
Kal Meri Aankhon Ne Phoolon Ke Janaze Dekhein
Er kasz