Hum tery hijer main ander se toot jaty hainzinda rehty hain mager ander se toot jaty hainjab kabhi bolta hai hans ke kisi aur se tukitny hanjer mery seeny main uter jaty hainteri yadoon ki agerbattiyan jall uthty hihum tery derd ki khushboo se bher jaty hain

Melodies, like people, have a home.Otherwise, they’d wander aimlessly.They modulate and mutate as they roam,Having held their own quite painlessly,Eventually returning to the heartReserved for them by nature or by art,Savoring that longsought tonic tone.

Koi Aaj Tak Na Badal Sakaa Yeh Usool GulshanEZeest Ka…Wohi Phool NazrEKhizaan Hoa Jisy AitabarEBahaar Tha..We are trying to cllect all best two lines poetry here. So if you have some 2 line new Urdu poetry in mind please share that in comments section below.

Aap dono ki jodi kabhi na tuteKhuda kare aap ek dusre se kabhi na rutheYuni ek hokar aap ye zindagi bitayein, kiAap dono se khushyion ke ek pal bhi na chhute“Happy Anniversary”Share with us more Happy Wedding Anniversary Shayari in comments section below

Mohabat ka irada badal jana bhi mushkil haitmhen pana bhai mushkil tmhen khona bhi mushkil haiudasi tery chehry ki gawara bhi nahi dil koteri khatir sitary toor kr lana bhi mushkil haizara si baat per ankhen bhigo kr baith jaty hotumhen to haledil batlana bhi mushkil hai

firaqedida hun main vasleyar baqi haikhizan rasida chaman ki bahar baqi haihawa to kahati hai saqamade baharechamansadaegunchaevahadat hazar baqi haibuton ki qahar se hum ko maqameyas nahiummiderahamateparavardigar baqi haiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Daya Shanker Naseem

ghar hamara, jo na rote bhi, to viran hotabahr gar bahr na hotato bayaban hotatangiedil ka gila kya, ye wo kafir dil haike agar tang na hota, to pareshan hotabadeyak umrewara, bar to deta barekash rizawan hi dareyar ka daraban hotaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali

Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu AayeTu Jo Boly To Teri Bat Se Khushbu Aaye ,TujhKo Dekhon To Meri Aankh Mehak Si Jaye ,TujhKo Sochon To Khyalaat Se Khushbu Aaye ,Tu Chambeli Hy’ Nargis Hy K ! Raat Ki Rani ,TujhKo Chuu Lon To Mere Hath Se Khushbu AayeSHAKEEL MURAD ARMANI

Zehar Deta Hai Mujhe Koi Dawa Deta HaiJo Bhi Milta Hai Mere Ghum Ko Badha Deta Hai Kyun Sulagti Hian Mere Dil Main Purani YaadeinKaun Bujhete Hue Sholon Ko Hawaa Deta HaiHaal Hans Hans Ke Bulata Hai Kabhi Baahon MainKabhi Maazi Mujhe Ro Ro Ke Sada Deta Hai Poet: Naqsh Layallpuri

Juda Honay Ka Andesha juda hony se pehle tha,Wo mujh se intehai khush khafa hone se pehle tha,Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo,Namazeishq tha lekin, qaza hone se pehle tha,Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega,Bohat hi ba’wafa wo bewafa hone se pehle tha.

ek nazar dekh ki hum jan gayeaap kya cheez hain pehchan gayephir bhi zinda hun ajab bat ye haikab se wo leke meri jan gayetum jo aaye the meri mahafil meindil gaye hath se iman gayejis rah par farishte na pahuncheus jagah aj se insan gayePoet of the poem/ghazal or Nazam: Ibrahim Ashk

Tum Bhoolna Chaho Gay Tu Yaad Aaonga MeinAankhon Mein Ashk Chupaoogay Tu Yaad Aaaonga MeinYeh Khizaayein Bhi Baharoon Mein Badal Jayein GiPhool Par Hont Jhukaoo gay Tu Yaad Aaonga MeinMein ke Chun Laita Tha Palkoon se Tumhare AansoonTum Kabhi Ashk Bahao Gay Tu Yaad Aaoonga Mein…

Har Haar Ke Baad Aik Jeet Hoti Hai,Main Us Jeet Ka Intzaar Karon Ga,Us Ne Tou Kabhi Ehsaas Nahi Kiya,Phir Be Main Uska Ehsaas Karon Ga,Jitni Be Dard Main Gehrai Bhadhay Gi,Main Usi Shiddat Se Khushi Ko Talash Karon Ga,Har Haar Ke Baad Aik Jeet Hoti Hai,Main Us Jeet Ka Intzaar Karon Ga,

go sab ko baham sagarobada to nahi thaye shahar udas itna ziyada to nahi thawaiz se rahorasm rahi rind se sohabatfarq in mein koi itna ziyada to nahi thathak kar yun hi pal bhar ke liye aankh lagi thiso kar hi na utthen ye irada to nahi thaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz

Khud ko chup karak main aj boht royapurani yadoon ko gunguna k main aj boht royatanhai k gumse nidhal ho kerteri tasveer galy laga k aj boht royaapnon ne jo kia wo sb bhula diaghayron ko aazma k main aj khoob royamain kahan is qabil k wo mulaqaat karenkhwahishon ko dabo dabo ke main khoob roya