Utra Tha Chaand Hamary Aangan MayPer Sitaaron Ko Ye Gawaara Na ThaHam Tu Sitaaron Say Bhi Baghawat KartayLaikin Kia KartayChaand He Hamaaraa Na Tha

Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor DiyaApni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor DiyaSab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum NeAb Dil Main Maazi Basana Chor DiyaKaanton Se Bhar Dete Hain Log DaamanHum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor DiyaKabhi Na Maangen Ge Kisi Se Bheek Mohabbat KiIs Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya

Chaand Utra Maray Aangan Main Sitaroo Ko Gawara Na HowaSitaroo Say Geela Kaya Kartay Jab Who Chaand Hi Humara Na Howa

Itna Chhota Nahi Rista HamaraKaise Soch Liye K Aa Gaya KinaraLo Fir Ho Gayi Aap K Aangan Me RosniEk Baar Fir Badnaam Ho Gaya Naam Hamara

Dekha Jo Utre Hain Tare Tere Aangan MeinGhar JaayegeeUtar JaayegeDoliyaan Chadh JaayegeMehandee Lagaayegee ReKaajal Sajaayegee ReDulhaniyaa Mar Jaayegee

Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor DiyaApni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor DiyaSab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum NeAb Dil Main Maazi Basana Chor DiyaKaanton Se Bhar Dete Hain Log DaamanHum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor DiyaKabhi Na Maangen Ge Kisi Se Bheek Mohabbat KiIs Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya

Jab Sawan Main Tanha Bheego GayJab Angan Khalee Pao GayJab Sahil Say Takrati Lehron MainApni Tanhae Main Kho Jao GayJab Raat Kay Tanha Daman MainTum Chaand Ko Adha Pao GayJab Khud Say Batain Kartay KartayTum Door Kahin Kho Jao GayJab Dil Ki Baat Chupanay KoHam Say Nazar Tum Churao Gay“Main Tum Say Mohabat Karti Hoon”Har Baar Yay Sunna Chaho GayIn Sab Lamhon Main Jaan Lena KayTum Tum Nahi “Hum” Ban Jao Gay

Diwali Kuch Nahi Hai Ek Nam Roshni KaKijiye Kabul Jara Ye Salam Roshni KaGhar Ke Aangan Me Jalata Hu Wo DiyaAaya Hai Lekar Paigam Roshni Ka

Tujhe Ansu Bhari Wo Dua MileyJisey Kabhi Na Rad Khuda KareyTujhey Hasrat Na Rahe Kabhi Jannat KiTere Aangan Me Muhabbaton Ki Aisi Hawa Chale

Mere Dil K Kone Se Ye Awaz Ai HaiSham Ko Tere Ane Ki Khabar Lai HaiMaire Aangan K Phool Bi Y Sun Kar Khel UtheTo Mara Sajan Nai, To Maira Bhai Hai

Dekha Jo Utre Hain Tare Tere Aangan MeinGhar JaayegeeUtar JaayegeDoliyaan Chadh JaayegeMehandee Lagaayegee ReKaajal Sajaayegee ReDulhaniyaa Mar Jaayegee

Uss Nay Khat MainIshq Ka Matlab Pooch Liya HaiMein Nay Likha HaiJab Koi ChehraDhiyaan Mein Aa KarMaan Angan Mein Phool Khila DeyJab Koi Naam Labon Ko Choo KarDharkano Ki Tarteeb Bhula DayJab Koi Jazba KarEJunoon SeAtish Ko Gulzar Bana DayLaikin Itna Dhiyaan Mein RakhnaKoi SiraatEIshq Se Guzry Tab Khulta HaiIshq Se Pehlle Ishq Ka Matlab Kab Khulta Hai

Yar tha gulzar tha badesaba thi main na thalayaqepabosejan kya hina thi main na thahath kyon bandhe mere challa agar chori huaye sarapa shokhierangehina thi main na thamain ne pucha kya hua wo aap ka husnoshababhans ke bola wo sanam shanekhuda thi main na thamain sisakata reh gaya aur mar gaye farahadoqaiskya unhin donon ke hisse mein qaza thi main na thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bahadur Shah Zafa

Ho Raat Akely Pichlay PehrAur Chand Aangan Mein Aa JayeTum Chand Ki Manind Tanha HoYe Baat Tum Ko Tarpa JayKuch Khawab Saja Ka Palkon PyTum Chand Se Batain Kar LenaHum Yaad Tumhain Hi Kartay HaiTum Yaad Humain Bhi Kar LenaKuch Baat Na Ho Aesy MainNum Aankh Tumhari Ho JayeTum Baat Kaheen Pay Karta HoDil Or Kaheen Pay Kho JaeyJazbaat K Aisy Aalam MainMuskan Labon Pay Bakher LenaHum Yaad Tumain He Kartay HaiTum Yaad Humain Bhi Kar Lena

Aangan Ke Mere Neem Dhoop Jala Rahi Hae MujeKisi Ki Garam Bahoon Ki Yaad Dila Rahi Hae MujeGir Rahi Hae Dar Se Nikal Kar Mujh Par Yeh Dhoop AiseJaise Koi Chain Ki Neend Woh Sula Rahi Hae MujheKahin Door Se Woh Lai Hae Ek Mae Ajab SiJo Nazaroon Se Meri Woh Pila Rahi Hae MujheDin Dhal Gaya Hai Wo Ja Rahi Hai Chor Kar MujheMagar Yoon Jate Jate Khoon Ki Ansoo Rula Rahi Hai MujheChalo Ab To Shaam Ho Gayi Hai ShahzaibLagata Hae Keh DayanETanhai Phir Bula Rahi Hae Mujhe(Shahzaib Khan)