Do Lafzon Ki Kahani Thi Na Raja ThaNa Rani Thi Pass Reh Kar V Tujh SeMil Na Paye Yehi Meri Adhuri Prem Kahani Thi

Kadam Ruk Se Gaye Hain Phool Biktey Dekh KarWoh Aksar Kaha Krta Tha Muhabbat Phool Jaisi HaiShare By : Sana Khan

Meri Jaan Ho Tum, Ye Tum Janate Ho,Is Liye Tum, Yaha Ahasas Dilate Ho ,Ki Hum Ji Nahi Sakate Tumhare Bina,Hum Apki Mohaubatt Ke SahareJite Rahenge Sadiyoo Tak ,Janmo, Janmo Tak

Har Khamoshi Ka Matlab Inkaar Nahi Hota,Har Nakamyabi Ka Matlab Haar Nahi Hota.Toh Kya Huwa Agar Hum Tume Na Pasake,Sirf Paane Ka Matlab Pyar Nahi Hota.

Mohabbat Ka Matlab Intzaar Nahi Hota,Har Kisi Ko Dekhna Pyar Nahi Hota,Yu To Milta Hai Roz MohabbatEPaigam,Pyar Hai Zindgi Jo Har Baar Nahi Hota…….!!!

Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki HaiUsay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki HaiKoi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana TumTumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki HaiBala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie LekinMere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab B Baki Hai

Mohabbat Jeet Jayegi Agar Tum Maan Jao Toh,Mere DiL me Tum Hi Tum Ho Agar Jaan Jao Toh.

Mohabbat Mein Main Khud Ko Bhool JaungaRaha Wada Teri Shohbat Me Mai Duniya Bhool JaungaKabi Aajmana Hame Bhi Apni Mehfil MeMai Teri Khatir DuniyaEMehfil Bhool Jaunga..!!!

Na Chair Qissa E Ulfat Bari Lambi Kahani Hai..Mein Zindagi Se Nahi Hara Kisi Ki Bat Mani Hai..Badi Lambi Kahani Hai, Tuhmhey Leikin Sunani HaiTera Ghum Jaan Leva Par Teri Yadeein Suhani HainGhamoon Ko Chor Hum Deitey,Sakoon Ko Tham Hi LeiteyGhamoon Sey Kya Karein Leikin, Bari Yari Purani HaiZameen Ko Cheera Chahey, Hawa Ko Thamna ChaheyBadi Pagal Sahi Leikin, Yahi Yaro Jawani HaiAe Gham Tu Door Hi Rehna, Samandar Ansoon Ka HaiBaha Le Jaye Na Tujh Ko, Ye Lehri Bhi Dewani Hain 

Mujhko Ab Khud Ki Khabar Bhi NahiPer Tha Mein Itna Bekhabar Bhi NahiKarta Hoon Jissay Mohabbat BepanahShayad Wo Mera Muntazair Bhi Nahi..Share By : Shabbir Abbas

Barson Se Ek Sapna Hai MeraBtao Pura Karo Gey Tum?Bhool Jao Mere Siwa Sub KuchBtao Aisa Karo Gey Tum?Nahi Kuch Or Tamana Ab,K Bus Mere Ho Jao Tum,Kabhi Na Chor K Jao GeyBtao Aisa Karo Gey TumFaqt Ik lafz Sun’ne Ko Kai Barso se TarsA HunMujhe Apna Bna Lo TumBtao Aisa Karo Gey Tum..!!!

Bhigi hui aankhon ka ye manzar na milegaghar chod ke mat jao kaheen ghar na milegaphir yaad bahur aayegi zulfon ke ghani shamjab dhup mein saya koi sar par na milegaaansu ko kabhi os ka qatara na samajhanaaisa tumhen chahat ka samundar na milegais khwab ke mahaul mein bekhvab hain aankhenbazar mein aisa koi zevar na milegaye soch lo ab aakhiri saya hai muhabbatis dar se uthoge to koi dar na milega Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad

Aisa Nahi Ke Hum Ko Mohabbat Nahi MiliJaisi Chahte the Hum Ko Woh Ulfat Nahi MiliMilne Ko Zindagi Mein Kai Hamsafar MilePar Un Ki Tabiat Se Tabiat Nahi MiliChehron Mein Doosron Ke Tumhein Dhondhte RaheSoorat Nahi Milli Kahin Seerat Nahi MiliBahut Der Se Aaye Tu Mere Paas Kiya KahoonAlfaaz Dhondne Ki Bhi Mohlat Nahi MiliTujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di TujheLekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi MiliHar Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se MilaKoi Bhi Cheez WaqateZaroorat Nahi Mili

Maine Use Chaha Bade Man SePar Use Rulaya Bhi Use Jo Use Hasana Chata Ho

Hai Buski Har Ik Unke Ishare Mein Nishaan AurKarte Hain Mohabaat To Guzarta Hai Guman Au