Jab Tu Paida Huwa Kitna Majboor ThaYeh Jahan Teri Sonch Se Bhi Dour ThaHaath Paaon Bhi Tab Tere Apney Na ThayTeri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Na ThayTujh Ko Aata Sirf Rona Hi ThaDoodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi ThaTujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne TeriTujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne TeriMaa Ke Saaye Main Parwaan Chadne LagaWaqt Ke Sath Qad Tera Badne LagaDhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho GayaTujh Pe Saara Jahan Meharban Ho GayaZorE Bazoo Pe Tu Baat Karne LagaKhud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney LagaEk Din Ek Ladki Tujhe Bhaa GayeiBan Ke Dulhan Woh Tere Ghar AgayeiAb Faraayez Se Tu Door Hone LagaBeej Nafrat Ka Khud Hi Tu Bolney LagaPhir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulane LagaTeer Baton Ke Phir Tu Chalane LagaBaat Baat Pe Un Se Tu Ladne LagaQayda Ek Naya Tu Phir Padnay LagaYaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek DinAbb Humara Guzara Nahin Tere BinSun Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main AgayaTera Gussa Teri Aqal Ko Kha GayaJosh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se KahaMain Tha Khamosh Sab Dekhta Hi RahaAaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor DoJo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod DoJao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda KaroLog Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja MaroBait Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat BharInki Aahon Ka Tujh Par Howa Na AsarEk Din Baap Tera Chala Rooth KarKaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot KarPhir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati RahiZindagi Isko Har Roz Satati RahiEk Din Maut Ko Bhi Taras AgayaIska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha GayaAshk Ankhon Main Thay Woh Rawana HuwiMaut Ki Ek Hichki Bahana HuwiEk Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney LagaPhir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney LagaMuddatain Ho Gayi Aaj Booddha Hai TuTooti Khatiya Pe Pada Bora Hai TuTere Bacche Bhi Abb Tujh Se Dartey NahiNafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey NahiDard Mein Tu Pukare Ke “O Meri Maa”Tere Dam Se Hi Roshan The Dono JahanWaqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta NahiToot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta NahiBann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh GayaDhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh GayaTu AhkaamERabbi Bhulata RahaApne MaanBaap Ko Tu Satata RahaKaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha JoTujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha JoYaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone LagaKal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone LagaMaut Maange Tujhe Maut Aati NahinMaa Ki Surat Nigahon Se Jati NahiTu Jo Khanse Tu Aulad Daantey TujheTu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey TujheMaut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt ParBann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt ParQadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan LeApni Jannat Ko Duniya Main Pehchan LeAur Leyta Rahe Woh Badaun Ki DuaUsi Ke Dono Jahan, Uska Haami KhudaYaad Rakhna Her Aulaad Is Baat KoBhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko

Neend Apni Bhula K Sulaya Hum KoAanson Apnay Gira K Hansaya Hum KoDard Kabhi Na Dena Un Hastiyon KoAllah Ne Maa Baap Banaya Jinko

Maa !Phele Aanso Aate The Aur Tum Yaad Aati ThiAaj Tu Yaad Aati Hai ,Aur Aaso Nikel Aate Hai

Maa – Baap Ke Aankon Me Do Baar Aaso Aate HaiLadki Ghar Chode Tab Aur Ladka Muh Mode Ta

Neend Apni Bhula K Sulaya Hum KoAanson Apnay Gira K Hansaya Hum KoDard Kabhi Na Dena Un Hastiyon KoAllah Ne Maa Baap Banaya Jinko

Ek Maa Pathar Ubalti Rahi Raat BharBachee Fareb Kha Ke So Gaye

Umar Bhar Teri Mohabbat Meri Khidmatgar RhiMain Teri Khidmat Ke Qabil Jb Howa Tu Chal Basi..!!

Gham Me Bhi Jeene Ki Chah Mil GayiAndhere Me Ek Nayi Raah Mil GayiMain Mushkilo Ko Us Waqt Bhul Jata HoonMaa Ke Charno Me Jab Panah Mil Gayi..!!!

Ik Mudat Se Meri Maa Nahi SoyiIk Din Me Ne Kaha Tha Mujhe Dar Lagta Hai

Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa JaaoThak Gayi Hoon, Mujhe Apne Aanchal Main SulaoUngliyaan Apni Pher Kar Baalon Main MereEk Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao !!!

Khuda Ne Bhi To Rakhi Hai Jis Mein AqeedadKe Maa Ke Paroon Talley Hai Jannat

Naseeb Mein Tha, Maa Ki Mamta Ki DaolathTukhra Diya Tha Maine Us Daolath KoAaj Us Daulat Ki Qimat Maloom PadiPerBouth Der Ho ChukiSab Apni Maa Se Gale Miltey HainKushi Kushi SeUse Dekhti Hi Reh Jathi Hoon MaiAankon Mein Aanso Bharey…Dil Tadap Uttha HaiAur Mujse Kehta HaiLo Tuje Yehi Saza Hai…

Maa Ke Daman Ko Tham Liya Jab SeBigra Hua Har Kaam Bana Tab SeBilal Dhoond Raha Hai Jannat Ko Kab SeWo To Maa Ke Khadmo Mein Chupi Hai Azal Se.!!!

Maa ! Mujhay Neend Nahi Ate HaAik Mudat Say Mujhay Neend Nahi Ate HaMaa ! Mujhay Loori DoMaa ! Mujhay Neend Nahi AteRatjagay Abb Tooh Muqaddar Hain Meri Palkoon KNeend Aye Tooh Lay Ati Hai Bagdaad Ke YaadAnkh Lagtay He Koi Bewah Utha Deti HaiPait Jitna Bhi Bharron Bhook Nahi Mitti HaiJaltay Basra Ke Mujhay Payaas Jega Date HaKoye Kandhar Ke Wadi Say Bulata Ha MujhayZikar Kandwaz Ka Aye To Mujhay Lagta HaKat Kay Koye Sir Hansta Ha , Jalata Ha MujhayBomb Ke Awazen Mujhay Kuch Nahi Kahten MugarZakam In Bachon Kay Sonay Nahi Datay Han MujhayMare Seenay Par Rakho HathRula Do Na MujhayMaa ! Mujhay Loori Sunyo NaSula Do Na MujhayMaa ! Mujhay Neend Nahi AteAik Mudat Say Neend Nahi Ate

Zindagi Main Kuch Paya Or Kuch KoyaLakin Tuje Kona Nhi Chahtha MaaZindagi Na Kabhi Hasaya Or Kabhi RulayaLakin Tuje Rulana Nhi Chahtha MaaYaad Athi Hai Uhoht Tere Bachpan Ki Wo LoryIsi Liye Tere Ghod K Ilawa Kahin Or Sona Nhi Chahtha MaaKithna Danta Tha Tune Bachpan MainAb Q Nhi Dandthi Tu Muja MaaKesa Zinda Reh Paonga Main Tere BaghairKabhi Fursat Mile Muja Tu Ye Tho Batha MaaKiya Hoon Main Tere Dil Main Ab Thak?Kabhi Tho Dhek Mere Dil Ko Cheer K Apne Aap Ko MaaZindagi Tu Na Tho Meri Roshan Kar DiLakin Khud Kiss Andhera Main Ko Gayi Tu MaaKabhi Tho Kila Muja Apne Hath Ki RotiAaj Kal Bhuk Bohoth Lagthi Hai Muja MaaKahaan Ho Tum, A Kar Lagalo Gale Iss Bebas KoNa Jane Kis Kash Main Nikal Jaye Meri Saans Maa