Mujhse Na Pooch Meri Tanhai Ka AalamHar Raat Mujh Pe Ek Qyamat Guzarti Hai
Mujhse Na Pooch Meri Tanhai Ka AalamHar Raat Mujh Pe Ek Qyamat Guzarti Hai
Kash Tum Hume Dekh Lete Mud Ek Bar Jane Se PehlePhir Shayad Tum Na Ja Pate Humari Aisi Halat Dekhne K Baad
Majboor Ye Halat Idhar Bhi Hai Udhar BhiTanhai Ki Ek Raat Idhar Bhi Hai Udhar BhiKehne Ko Buht Kuch Hai Magar Kis Se Kahe HumKub Tak Yuhi Dabte Yuhi Sehte Rahe HumDil Kehta Hai K Dunia Ki Har Rasm Utha DeinDewar Johum Dono Mai Ha Aaj Gira DeinAb Dil Mai Yahi Baat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi
Us Nay Is Kadar Tanha Kar Diya Mujh KoKay Ab Kise Ko Bhee Tanha Dekha Nahin Ja Ta
Zindagi Ki In Tanhaiyon MeinYe Sonh Kar Khush Hojata Hai Mera DilKi Akele Aaye The Aur Akele Hi Jaayenge..!!!
Main Hun Aur Mere SaathSirf Meri Tanhai HaiPahle Saaya Tha Mera Mere SaathAaj Kal Wo Bhi Harjaai HaiJaane Kyon, Kaise Aaj Phir Se MeriMujhko Maazi Satane Aai HaiDardeTanhai SeJab Choor Hua Jaata HoonSaari Duniya SeBahut Door Hua Jaata HoonPhir Bhi Jeene KoJo Majboor Hua Jaata HoonAisi Haalat MePareshan Dil Ko BahlanePurane Zakhmon KoAansuon Me NehlaneShab Ki Tanhai MeMain Chhat Pe Chala Aata HoonApni Khamosh Shikayat KoSunaane Ke LiyeChaand Ko Apna HaaleDilBataane Ke LiyeApni Aankhon Ka Luhoo UskoDikhane Ke LiyeSaath Apne UseKutch Deir Rulaane Ke LiyeChaand Ko BhiMeri Haalat Se Pareshani HaiUski Bhi ApniMohabbat Ki Ek Kahani HaiChot Meri Tarah Wo Khaya HaiDaagh Seene Me Jab Hi Paaya HaiBhool Jaayen Chalo Muhabbat MeinDard Kisko Hai Kisko TanhaiWaqt Ab Hai Teri Judaai KaAansuon Mein Teri Widayee KaChun Ke Aankhon Se Mere Ashkon KoThapkiyan De Ke Meri Palkon KoMeri Kismet Per Ro Ke Jaata HaiJaate Jaate Wo Apne Askhon SeSaari Dharti Bhigo Ke Jaata HaiEk Subah Phir Nayee Si Aati HaiThodi Ummeed Saath Laati HaiShaam Hote Hi Saath “ASIF” KeAa Gai Phir Wohi Dilnasheen Tanhai HaiMain Hun Aur Mere SaathSirf Meri Tanhai HaiSirf Meri Tanhai HaiSirf Meri Tanhai Hai…………
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe TheKyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad
Zindagi Ki Rahhon MeinRanjo Gam Ke Mele HainBheed Hai Qayamat KiAur Aap Akele Hain
Kuch Is Liye BhiRaat Ko GharSe Nikal Aata Hon MainSardiyon K Chand KoEhsas Na HoTanhayi Ka
Dhyan Rakhna Apna Is KadarKi Hawa Bhi Aapko Chhu Na SakePyar Karna Itna Ki Koi Dur Ho Na SakeTanhai Me Agar Koi Baitha Ho ToSoch Kar Apko Koi Ro Na Sake
Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska ThaEk Main Akela Tha, Kafila Bi Uska ThaSathSath Chalne Ki Soch Bi Uski ThiFir Raasta Badalne Ka Faisla Bhi Uska Tha
Jab Bhi Akele Baithna To Hume Yaad Karna,Muskil Se Hi Sahi Magar Humse Baat Karna,Duaa Hain Jaha Bhi Jaao Har Khushi Pawo Tum,Phir Bhi Aankhe Bhar Aaye To Hume Yaad Karna.
Main K Phir DashtERafaqat Ka Safar Kar AayaKia Kahoon Kaisi Aziyat Say Guzar Aaya!!
Hum Tu Tanhaiu Main Betna Pasand Karte TeLekin Mukhalif Ne Apne Didar Ka Ilzam Lagaya
Fursat Ki Shaam Dil Ki Uddasi Tumhari YaadTanhai Mein Bhi Kitna Bada Kaarvaan Hai Saath