Baharon Main Ghataon Main Tujhey Mehsoos KiyaJeewan Ki Rahoon Main Tujhey Mehsoos KiyaJab Bhi Barasnay Lagin Yeh Piyaasi AnkhinMain Ne In Nigahoon Main Tujhey Mehsoos KiyaMeri Sansoon Main Rahi Teray Khiyaal Se HulchalDil Ki Panahoon Main Tujhey Mehsoos KiyaKhushboo Hi Khushboo Bikher Gai Her SouMain Ne In Hawaoon Main Tumjhey Mehsoos KiyaDin K Ujaloon Main Tujhey Mehsoos KiyaRaat Ki Banhoon Main Tujhey Mehsoos Kiya

Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed MeKartey Hain Basar Raat Main Aur Meri TanhaiSaanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain SaathLaikin Rahainge Saath, Main Aur Meri TanhaiAaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi humKartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri TanhaiAa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum SeKartey Hain Teri Talash Main Aur Meri TanhaiTum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar KiReh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed MeKartey Hain Basar Raat Main Aur Meri TanhaiSaanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain SaathLaikin Rahainge Saath, Main Aur Meri TanhaiAaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi humKartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri TanhaiAa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum SeKartey Hain Teri Talash Main Aur Meri TanhaiTum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar KiReh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

Tanha Sa Ho Gaya Hu Mein Sab Kuch Hote HueSaari Umar Guzari Hai Meine To Rote HueDin To Kattein Rahe Mere Gamon Ke Samaaon MeinRaatein Kaati Hai Meine Ashko Ki Baharo MeinAe Mere Khuda Kya Taqdeer Banayi Hai Tune MeriTamaam Umar Kategi Kya Gamon Ke Andhero Mein MeriKisi Ne Loota Chain Mera Kisi Ne Neend Ko LootaHar Din Guzarta Hai Mera Kuch Na Kuch Khote HueTanha Sa Ho Gaya Hu Mein Sab Kuch Hote HueSaari Umar Guzari Hai Meine To Rote Hue

Kuchh Log Zamane Mein…Kuchh Log Zamane Me Aise Bhi To Hote Hein,Jo Batein Nahi Karte Hein Nashtar Se Chubhote Hein.Jinke Liye Hum Raton Ko UthUth Ke Rote Hein,Woh Apne Sabista* Mein Aaram Se Sote Hein.Is Baat Ka Rona Hai, Is Baat Ko Rote Hein,Kashti Ke Mutahit* Hee Kashti Ko Dubote Hein.Diwano Kee Basti Ka Andaz Nirala Hei,Hanste Hein To Hanste Hein, Rote Hein To Rote Hein.* Sabista – Aaramgah ( Bister)* Mutahit – Mallah

Yun Akele Mein Usse Ehd E Wafa Yaad AaeyJaise Bnday Ko Museebat Mein Khuda Yaad AaeyJaise Bhatke Huey Panhi Ko Nasheman Apna,Jaise Apnon K Bicharne Pe Dua Yaad AaeyJaise Dhalti Hui Shaamon Ko Swera Koi,Jaise Pinjre Mein Parinde Ko Fiza Yaad AaeyJaise Boorhe Ko Khyalat Mein Bacchpan Apna,Jaise Bacche Ko Shrarat Pe Saza Yaad AaeyJaise Ujri Hui Basti Ko Zmana Apna,Jaise Toofan K Theharne Pe Diya Yaad Aaey.Yun Akele Mein Usse Ehd E Wafa Yaad Aaey

Tanha Sa Ho Gaya Hoon Mein Sab Kuch Hote HueSaari Umar Guzaari Hai Maine To Rote HueDin To Kat Te Rahe Hai Mere Gammon Ko Samone MeinRaatein Guzari Hai Maine,Aashko Ki Mala Pirote HueEh Mere Khuda Kya Taqdeer Banayi Hai Tune MeriTamaam Umar Kategi Kya Meri Gamon Ko Dhote HueKisi Ne Loota Chain Mera,Kisi Ne Meri Neendo Ko LootaHar Din Guzra Hai Mera,Kuch Na Kuch Khote HueJholi Phailaye Khada Hoo Tere Dar PeAapne Paas Bula Le Kabhi Yu Hi Sote Hue!

AgoshETanhayi Mein Sona Chahata Hoon, Jeetkar Bhi Sab Khona Chahata Hoon. Dum Ghut Raha Hai Siskiyon Mein, Jee Bharke Rona Chahata Hoon. Khwaishen Nahin Zannat Mein Ashiyane Ki, Main To Un Ke Dil Mein Ik Kona Chahata Hoon. Banen Jo Kal DarakhtEMohabbat, Beez Wo Dilon Mein Bona Chahata Hoon. Bhatka Ke Sahil Se Jo Le Ayi Hai Bhanwar Tak, Khud Us Kasti Ko Main Dubona Chahata Hoon. Rat Karvanton Mein Guzre Wo Phoolon Ki Sez Kya, Neend Aa Jaye Wo Kanton Ka Bichhauna Chahata Hoon.

Rehtey Hain Saath Saath Mai Aur Meri TanhaiKartey Hain Raaz Ki Baat Mai Aur Meri TanhaiDin To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheer MaiKartey Hain Basar Raat Main Meri TanhaiSaanson Ka Kya Bharosa Kab Chor Jain SaathLaikin Rahain Gay Saath Main Aur Meri TanhaiAaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi HumKartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri TanhaiAa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye Hum SeKartey Hain Teri Talash Main Aur Meri TanhaiShare with us more sad tanhai poetry shayari in comments section below

Tanhayi Ki Yeh Kuch Aisi Ajab Raat HaiTujhse Judi Hui Har Yaad Mere Saath HaiKis Kadar Ki Thi Mohabbat Humne TumseSoch Kar Hui Aaj Ashqon Se Mulaqaat HaiKaisa Junoon Tha Us Ishq Mein Dil Ro AyaMachal Utha Phir Se Har Woh Jazbaat HaiTu Mujhko Bewafa Keh Gaya Najane KyoGar Chahna Bewafayi Hai , To Bewafayi Ki Raat HaiTadap Raha Hai Tanha Chand Bina Chandni KIs Andheri Raat Mein Aaj Kuch Aur Hi Baat HaiYu Aye Zindagi Mujhe Akela Chordh Diya TuneKe Kafan Odh Rahi Mujh Par Aaj Yeh Raat Hai

Kuch Ajab Shaan Se Logon Mein Raha Karte The,Hum Khafa Reh Ke Bhi Aapas Mein Mila Karte The,Itni Tehzeib RahORasm To Baaki Thi Ke Wo,Laakh Ranjish Sahi Wada To Wafa Karte The,Usne Poocha Tha Kai Baar Magar Kiya Kahiye,Hum Mizajann Hi Pareshaan Raha Karte The,Khatam Tha Hum Pe Mohabbat Ka Tamasha Gaya,Rooh Or Jism Ko Har Roz Juda Karte The,Zindagi Hum Se Tere Naaz Uthaye Na Gaye,Saans Lene Ki Faqat Rasm Ada Karte The,Hum Baras Padhte The Apni Hi Tanhai Par,Ab Ki Tarha Kisi Dar Se Utha Karte The…!!!

Tanha tanha hum ro lenge mahafil mahafil gayengejab tak aansu pas rahenge tab tak geet sunayengetum jo socho wo tum jano hum to apni kahate hainder na karana ghar jane mein varana ghar kho jayengebachon ke chote hathon ko chand sitare chune dochar kitaben padh kar wo bhi hum jaise ho jayengekin rahon se dur hai manzil kon sa rasta aasan haihum jab thak kar ruk jayenge auron ko samajhayengeachi surat wale sare patthardil ho mumkin haihum to us din rae denge jis din dhoka khayengePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nida Fazli

Koi Yeh Kaise Bataaye Ke Woh Tanha Kyun HainWoh Joh Apna Tha Wohi Aur Kissi Ka Kyun HainYehi Dunya Hain Toh Phir Aisi Yeh Dunya Kyun HainYehi Hota Hain Toh Aakhir Yehi Hota Kyun Hain.Ek Zaraa Haath Baraa De Toh, Pakar Le DaamanUske Seene Mein Samaa Jaaye Hamaari DhadhkanItni Kurbat Hain Toh Phir Faasla Kyun Hain.Dil E Barbaad Se Nikla Nahin Ab Tak KoiiEk Lute Ghar Pe Diya Karta Hain Dastak KoiiAas Joh Toot Gayee Phir Se Bandhaata Kyun HainTum Masarat Ka Kaho, Ya Isse Gham Ka RishtaKehte Hain Pyar Ka Rishta Hain Janam Ka RishtaHain Joh Janam Ka Yeh Rishta Toh Badalta Kyun Hain…?

Jis Kisi Ko Bhi Chaho Woh Bewafa Ho Jaata HaiSar Agar Jhukao To Sanam Khuda Ho Jaata HaiJabh Talak Kaam Aate Raho, Humsafar Kehlaate RahoKaam Nikal Jaane Par Humsafar, Koi Doosra Ho Jaata HaiGham Nahi Tha Humko Kabhi Zamaane Ki Ruswaaion KaTakleef Hoti Hai Jabh Koi Apna Khafa Ho Jaata HaiDil Ki Khalish Aksar Jaan Leva Ho Jati Hai LekinDarEDil Ek Hadh Ke Baad DardEDawa Ho Jaata HaiHara Bhara Hai GulshanEYaar, Yeh Bahar Ke Din HaiKhizan Aane Par Dekho Ek Ek Patta, Kaise Juda Ho Jaata HaiYahi Sachchai Hai, Haqeeqat Hai, Yahi DastoorEZindagi HaiKuch Der Milte Hai Humraahi,Phir Aadmi Tanha Ho Jaata Hai

Akele Reh Reh Kar Hum Bi Tanhai Seh GayeYeh Nazar Nazar Ki Baat Hai Koi Pyaar Paa BatheKoi Talash Karte Reh GayeEk Nasha Yeh Pyaar Hai Yeh JankarHum Sharab Pee Kar Hi Nasha Karne LageDob Kar Is Nashe Mein Hum Tere Bina Hi Jeene LagePhir Bi Tumne Hume Itna Tarsaya KiNasha Kar Kar Ke Hum Khud Sharab Hooo GayeYeh Dard Dard Ki Baat Hai Koi Sahem GayeKoi Barbaad Hoo GayeEk Zakhm Yeh Pyaar Hai Yeh JankarHum Khud Per Hi Waar Kar BatheLahoo Se Is Dil Per Tera Hi Naam Likh BathePhir Bi Tumne Hume Itna Tadpaya KiDil Ke Zakhm Liye Hum Lahoo Lohan Hoo GayeKissi Bewafah Ke Pyaar Mein Dewane Hoo KarHum Ashiq Ki Tarah Kurban Hoo Gay