Yahi bahot hai k to ne palat k daikh lia, Ye lutaf bhi meri umeed se ziada hai.
Yahi bahot hai k to ne palat k daikh lia, Ye lutaf bhi meri umeed se ziada hai.
Nigah e qeher se daikha yahi ghanemat hai, Muje to app se umeed is qadar bhi na thi.
Mene kal shab chahato ki sab kitaabein phaad di Sirf ek kagaz pe likha lafz MAA rehne diya
Makan k sare dareche khole rakho ahsan, Na jane kon si janib se roshani ae.
insaan ki kisi roop mien tahqeer na karna phirta hay zamanay mien khuda bhais badal ka
Hum wafaen kar k rakhate hain wafaon ki umeed, Dosti me is qadar soda gari bhi juram hai.
usne dekha hi nahi apni hatheli ko kabhi gaur se usmein dhundhli si ik lakeer mere naam ki bhi hai
Nikala Ham Ko ? JANNAT ? Se Fareb-e-Zindagi De Kar Diya Phir Shouq-e-Jannat Kyon Ye Hairani Kyon Nahi Jatti
Mere jazb0n ki sachayi ab bhi waisi hai..! Uss bin meri tanhaYi ab bhi waisi hai..! Ab kya ehsaas diLana uss k0 apnE daRd ka..! Uss ki La parwaHi ab bhi waiSi hai?..!!!!
Ek Din Usne Mujhse pucha ?Main Kahan Hun? Maine Kaha Mere Dil Main Meri Jaan Main ho Tum Meri Saans Main Ho Tum Meri Aas Main Ho Tum Mere Dil Ki Dhadkano Main Ho Tum Meri Aakhri Saans Main Ho Tum Phir Pucha Usne ?Kahan Nahi Hun Main? Maine Sar Jhuka kar Jawaab Diya Bas Meri Qismat Main Nahi ho Tum
Najane chand kab utare ga arshad, Kinare jheel k betha hoa hon.
Phir bhi teri wafa pe muje ehtabar hai, Jata hon rooz wahda e farda lie hoe.
teray aanay ki to umeed thi na koi gumaan jany kis aas pe ye nain subha tak jagay
Me kar raha hon teri chasham e nam sa andaza, K ane wale zamane bahot haseen hon ge.
Ak bar Zindagi Achi Lage thi Us Waqt mujhy, Jub us ney Sharma kar Tabha kiya tha mujhy..