Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe HoMujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na SakogeNa Jaane Mujhe Kyoon Yakin Ho Chala HaiMere Pyaar Ko Tum Mitaa Na SakogeMeri Yaad Hogi Jidhar Jaaoge TumKabhi Nagma Banke Kabhi Banke AansooKabhi Nagma Banke Kabhi Banke AansooTadapta Mujhe Har Taraf Paaoge TumShama Jo Jalaayi Hai Meri Wafa NeBujhaana Bhi Chaaho Bujha Na SakogeKabhi Naam Baaton Mein Aaya Jo MeraTo Bechain Ho Hoke Dil Thaam LogeTo Bechain Ho Hoke Dil Thaam LogeNigahon Mein Chaayega Gham Ka AndheraKisi Ne Jo Poocha SababASuboon KaBataana Bhi Chaaho Bata Na Sakoge

Tairi Jheel Si Gehri AankhonKo Jo NeelEKanwal Keh Doon,Duniya Jal Jayai Gi,Jo Tujh Per Ghazal Keh Doon…

Kis Qadar Zulm Dhaya Kertey HoYeh Jo Tum Bhool Jaya Kerte HoKis Ka Ab Haath Rakh Ke Seene PerDil Ki Dhadhkan Sunaya Kerte HoHum Jahan Chaye Peene Jate ThayKia Wahan Ab Bhi Aaya Kerte HoKon Hai Ab Ke Jis Ke Chehre PerApni Palkon Ka Saaya Kerte HoKiun Mere Dil Mai Rakh Nahee DeteKis Liye Gham Uthaya Kerte HoPhone Per Geet Jo Sunate ThayAb Wo Kis Ko Sunaya Kerte HoAkhiri Khat Mai Usney Likha ThaTum Mujhe Yaad Aaya Kerte Ho

Hosh Waalon Ko Khabar KyaBekhudi Kya Cheez HaiIshq Kijiye Fir SamajhiyeZindagi Kya Cheez HaiUnse Nazarein Kya MiliRoshan Fizayein Ho GayinAaj Jaana Pyaar KiJadoogari Kya Cheez HaiKhulti Zulfon Ne SikhayiMausamon Ko ShayariJhukti Aankhon Ne BatayaMehkashi Kya Cheez HaiHum Labon Se Keh Na PaayeUnse HaalEDil KabhiAur Woh Samjhe Nahi YehKhamoshi Kya Cheez Hai

Fir Aake Chale Jaana, Ik Baar Chale AaoSurat To Dikha Jaao, Ik Baar Chale AaoTumko Mere Geeton Ka Sangeet Bulata HaiKuch Geet Mere Sun Lo Kuch Apne Suna JaaoJo Tum Bulaayen Fir Tum Shauk Se Mat AanaKis Baat Pe Roothe Ho Itna To Bata JaaoKya Dil Ke Tadapne Ka Ehsaas Nahin TumkoAb Jaan Pe Ban Aayi Lillah Chale Aao

Tere Bheege Badan Ki Khooshboo SeLehre Bhi Huyee Mastaani SiTeri Zulf Ko Chookar Aaj HuyeeKhaamosh Hawa Diwaani SiYe Roop Ka Kundan Dehka HuaYe Zism Ka Chandan Mehka HuaIlzaam Na Dena Fir MujhkoHo Jaaye Agar Naadani SiBikhra Hua Kaajal Aankhon MeinToofaan Ki Halchal Saanson MeinYe Narm Labon Ki KhamoshiPalko Mein Chupi Hairaani Si

Maine Sab Chirag Bujha DiyeMere Ghar Main Ho Chahy Raat BhiTere Ghar Main Rahy Sada RoshniTere Sab Andhere Mily MujheMeri Roshni Tere Naam HoTere Rutjagy Maine Lay LiyeMeri Neend Tujh Ko Naseeb HoChahy Doriyan Rahy Mera MuqaddarTera Pyar Mere Qareeb Ho…!!!

Husn Ko Chaand, Jawani Ko Kanval Kehte HainUnkee Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehte HainUff! Woh Marmar Se Taraasha Hua Shafaaf BadanDekhne Wale Use Taaj Mahal Kehte HainPad Gayee Paaon Mein Taqdeer Kee Zanjeer To KyaHam To Usko Bhee Teri Zulf Ka Baal Kehte HainMujhko Maaloom Nahee Iske Siva Kuch Bhee KateeJo Sadee Vasl Mein Guzre Use Pal Kehte Hain

Ye Bhi Mumkin Hai Kisi Rooz Na Pehechanon UseWo Jo Har Bar Naya Bhes Badal Layta HaiBarha Mujh Se Kaha Meray Yaron Nay WASEEIshq Dariya Hai Jo Bachon Ko Nigal Layta Hai

Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saamaan Ho GayePehle Jaan Fir Jaane Jaan Fir Jaane Jaana Ho GayeDin Badin Badhti Gayi Is Husn Ki RaanayeeyaanPhele Gul Fir Gul Badan Fir Gul Badaama Ho GayeAap To Nazdeek Se Nazdeek Tar Aate GayePehle Dil Fir Dilruba Fir Dil Ke Mehmaan Ho GayePyaar Jab Had Se Badha Saare Takalluf Mit GayeAap Se Fir Tum Huye Fir Tu Ka Unwaan Ho Gaye

Maslay Hoy Pholon Say Aada Mangtay RehnaViraan Drichon Say Sada Mangtay RehnaYe Koi Dukh Hay Kay Kufranay Mohabat?Apnay Liay Her Bar Saza Mangtay RehnaAankh Drichon Pay Ogay Nergasi ChehrayUn Kay Liay Lafzon Ki Rida Mangtay RehnaKhushal Rahien Younhi Sabhi Dost TumharayUn Kay Liay Aachi Duaa Mangtay RehnaHath Uthtay Rahay Berson Ju Teri Duaa KoUn Kay Liay Sajid Hina Mangtay RehnaPoet: Sajid Hadayat(+92 333 4123 685)

Na Udaa Yuun Thokaron SeMeri KhaakEKabr ZaalimYahi Ek Rah Gai HaiMeri Pyaar Ki NishaaniFaasale Aise Bhi HongeYe Kabhi Sochaa Na ThaSaamane Baithaa Tha MereAur Woh Meraa Na ThaWoh Ke Khushabuu Ki TarahFailaa Tha Mere ChaarasuuMain Use Mahasuus Kar Sakataa ThaChhuu Sakataa Na ThaRaat Bhar Pichhali Hi AahatKaan Mein Aati RahiJhaank Kar Dekhaa Gali MeinKoi Bhi Aaya Na ThaYaad Karake Aur BhiTakalif Hoti Thi AdiimBhuul Jaane Ke SivaaAb Koi Bhi Chaaraa Na Tha

Zindagi Mein To Sabhi Pyaar Kiya Karte HainMain To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe ChahoongaTu Mila Hai To Ehsaas Hua Hai MujhkoYe Meri Umr Mohabbat Ke Liye Thodi HaiIk Zara Saagame Daura Ka Bhi Haq Hai JisparMaine Wo Saans Bhi Tere Liye Rakh Chodi HaiTujhpe Ho Jaaoonga Qurbaan Tujhe ChaoongaMain To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe ChahoongaApne Jazbaat Mein Nagmaat Rachaane Ke LiyeMaine Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basaya Hai TujheMain Tasavoor Bhi Judaai Ka Bhala Kaise KaroonMaine Kimsat Ki Lakiron Se Churaaya Hai TujhePyaar Ka Ban Ke Nigehbaan Tujhe ChahoongaMain To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga

gulazarehastobu na beganavar dekhhai dekhane ke cheez ise bar bar dekhaaya hai to jahan mein misalesharar dekhdam de najaye hastienapayedar dekhmana ke teri did ke qabil nahi hun maintu mera shauq dekh mera intazar dekhkholi hain zauqedid ne aankhen teri to phirhar rahaguzar mein naqshekafepayeyar dekhPoet of the poem/ghazal or Nazam: Allama Iqbal

Jab Naam Tera Pyar Se Likhti Hain UngliyaanMeri Taraf Zamanay Ki Uthti Hain UngliyaanDaaman Sanam Ka Haath Main Aya Tha Aik PallDin Raat Us Aik Pall Se Mehekti Hain UngliyaanJis Din Se Duur Ho Gaye Us Din Se He SanamBas Din Tumharay Aanay Kay Ginti Hain UngliyaanPathar Taraash Kar Na Bana Taaj Ek NayaFankaar Ki Zamanay Main Kat’ti Hain Ungliyaan