Hum Khud Tarashte Hain Manazil Ke SangEMeelHum Wo Nahin Hain Jin Ko Zamana Bana Gaya

Manzil Insan K Hausle Azmati HaiSapno K Parde Ankho Se Hatati HaiKisi B Baat Se Himat Na HarnaThokar Hi Insan Ko Chalna Sikati Hai

Manzil Hain Bahot Dur Sanam Aao Milkar Chale,Safar Lamba Hain Bahot Aao Sath Milkar Chale,Mita Do Ye Duriya Bas Hatho Mein Hath Lekar,Aa Jao Ek Bar Har Kadam Tumse Milkar Chale.

Manzilain Sab Ka Muqadar Hon Yeh Zaroori To NahinKho Bhi Jaatay Hain Nayi Raahon Par Chalnay Walay…!!!

Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska ThaMai Akela Tha Aur Qafila Bhi Uska ThaSath Sath Chalne Ki Soch Bhi Uski ThiFir Rasta Badal Lene Ka Faisla Bhi Uska Tha

Har Ek Paaon Mujhe Raundete Huye GuzreNa Jaane Kaun Si Manzil Ka Rasta Hoon Main

Kitni Hi Der Baith K Vo Jane Ka Naam LeDil To Yahi Kahega  Aji Abhi Kahan Chale

Kahin Safar Hain Kahin Raasta Hain Manzil Kaa Ye Raat Din Kee Ghutan Kyun Azaab Hain Dil Kaa Rawan Hain Kashti Magar Har Taraf Andhera Hain Kisi Kaa Dosh Nahi Ye Kusoor Mera Hain Bujha Hai Mere Hii Haathon Chirag Saahil Kaa Kahin Safar Hain Kahin Raasta Hain Manzil Kaa Ye Raat Din Kii Ghutan Kyun Azaab Hai Dil Kaa

Bara Dhushwar Hota HaiZara Sa Faisla KarnaK Geevan Ki Khanai KoBayanEBezubani KoKahan Se Yad Rakhna HaiKahan Se Bhol Jana HaiKise Kitna Batana HaiKisse Kitna Chupana HaiKahan Ro Ro K Hansna HaiKahan Hans Hans K Rona HaiKahan Awaz Deni HaiKahan Khamosh Rehna HaiKahan Rasta Badalna HaiKahan Se Lot Ana HaiBARA DUSHWAR HOTA HAIZARA SA FAISLA KARNA!

Na tum mere na dil mera na janenatavan meritasavvur mein bhi aa sakati nahi majaburiyan merina tum aaye na chain aaya na maut aai shabevadadilemuztar tha main tha aur thi betabiyan meriabas nadaniyon par aap apni naz karte hainabhi dekhi kahan hain aapane nadaniyan meriye manzil ye hasin manzil javani naam hai jisakayahan se aur aage badana ae umreravan meriPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiyaz Hashmi

Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho GayeHaalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho GayeMohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana ThaApne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho GayeManzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka PatharNayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho GayeHadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin DardMuskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho GayeDil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale TujhkoKhudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!

Wo bhi kya log the aasan thi rahen jin keband aankhen kiye ik simt chale jate theaqlodil khvabohaqiqat ke na uljhan na khalishmukhtalif jalve nigahon ko na bahalate theishq sada bhi tha bekhud bhi jununpesha bhihusn ko apni adaon pe hijab aata thaphul khilate the to phoolon mein nasha hota tharaat dhalati thi to shishon pe shabab aata thachandani kaifasar ruhafza hoti thiabr aata tha to badmast bhi ho jate thedin mein shorish bhi hua karati thi hangame bhiraat ke god mein muh dhanp ke so jate thenarm rau waqt ke dhare pe safine the ravansahilobahr ke aain na badalate the kabhinakhudaon pe bharosa tha muqaddar pe yaqinchadareab se tufan na ubalate the kabhihum ke tufanon ke pale bhi sataye bhi hainbarqobaran mein wo hi shamen jalayen kaiseye jo aatishkada duniya mein bhadak uttha haiaansuon se use har bar bujhayen kaisekar diya barqobukharat ne mahashar barpaapne daftar mein litafat ke siva kuch bhi nahighir gaye waqt ke beraham kashakash mein magarpas tahazib ke daulat ke siva kuch bhi nahiye andhera ye talatum ye hawaon ka kharoshis mein taron ke subuk narm ziya kya karatitalkhiezist se kadava hua aashiq ka mizajnigaheyar ke masum ada kya karatisafar aasan tha to manzil bhi badi raushan thiaj kis darja purasarar hain rahen apnikitni parachaiyan aati hain tajalli ban karkitne jalvon se ulajhati hain nigahen apniPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Aale Ahmed Suroo

Ye mashvare baham uthe hain charaju karteab is mariz ko acha tha qiblaru kartekafan ko bandhe hue sar se aaye hain warnahum aur aap se is tarah guftagu kartejavab hazaratenaseh ko hum bhi kuch detejo guftagu ke tariqe se guftagu kartepahunch ke hashr ke maidan mein haul kyon hai ‘aziz’abhi to pahali hi manzil hai justaju kartePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Aziz Lucknawi

Kanton ke chubhan pai phoolon ka maza bhidil dard ke mausam mein roya bhi hansa bhiaane ka sabab yaad na jane ke khabar haiwo dil mein raha aur use tod gaya bhihar ek se manzil ka pata puch raha haigumrah mere sath hua rahnuma bhi‘gumnam’ kabhi apanon se jo gham huye hasilkuch yaad rahe un mein kuch bhool gaya bhi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Surender Malik Gumnaam

Shamimezulfeyar aaye na aayemere dil ko qarar aaye na aayeabhi aaya hai hosh yadejananna tadapa, barbar aaye na aayechiragezindagani bujh raha haiwo janeintazar aaye na aayekiya jo tum ne apne dil se puchohamara aitabar aaye na aayenigaheahalegulshan kah rahi haikhizan jaye bahar aaye na aayebadhega karavan manzilbamanzilgubarerahguzar aaye na aayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sikander Ali Wajd