Parshan Hai Dil Aur Zindagi Udas Bhi, Tanha Hu Mai Aur Sab Kuch Mere Paas Bhi, Lagta Hai Mai Hu Phar Mai Hu Bhi Nahe, Sab Kuch Mila Bhi Jeyse Kuch Mila He nahe?!!
Parshan Hai Dil Aur Zindagi Udas Bhi, Tanha Hu Mai Aur Sab Kuch Mere Paas Bhi, Lagta Hai Mai Hu Phar Mai Hu Bhi Nahe, Sab Kuch Mila Bhi Jeyse Kuch Mila He nahe?!!
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch ker dena, Kisi ki aah lagne mein zara si dair lagti hai..
Kon chahe ga tumhe meri tarha, Ab kisi se na mohabbat karna..
e-dard zamana kia jane kia dard ki lazzat hoti hai, dil dekh ke hame malom hua kia cheez mohabbat hoti hai.
Toot kar bhi dharakta rehta hai, Dil sa koi wafadaar nahi dekha..
Ye phool apni latafat ki daad paa na saka Khila zaroor magar khil k muskura na saka. !
Jab yaad-e-mazi kr k roya karo gy tum. Na neend aaye gi na soiya karo gy7 tum. Us waqt meri yaad tumhain bohut satay gi. Jab kisi se Aankhen milaya karo gy tum. Tarpay DIL or Aah bhi na nikle zuban se. Chup Chap Aansoun ko bahaya karo gy tum. Jazbat mein Aa k jala di meri sari YADAIN. Ab kis tarha G behlaya karo gy tum. Mout to berhaq hy juda kr k chore gi. Wada karo meri QABER py aya karo gy tum.
Surat ki deewani duniya, Mann ke andar jhanke kon..
Ik Muhabbat Ka Mashghala Le Kar..! Zindagi Khoob Ki Tabaah Hum Ne..!
Is jahan mein mazdoor sa darbadar koi nahin, Jis ne banaye sab ke ghar us ka ghar koi nahin..
Din to is shehar ki ronaq mein guzar jata hai FARAZ. Yaad kuch log sar-e-sham bohot atay hain??
Muskuraa kar kalaam kartey ho, Aadatein kyun kharaab kartey ho..
Shidat-e-gham ko tabasum sey chupaney waley.! Dil ka raaz nigah’on sey ayaa’n hota hai..
Tum ho to sub silsily achay lagte hain. Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain. Bohot door tak jana magar loot aana. Mujhe ?Tum sy tumhi tak k fasly ache lagte hain.
Ajeeb shaks tha. kaisa mizaj rakhta tha. sath reh kar bhi, ikhtalaf rakhta tha. mein kyon na daad daun us ke fun ki, mery har sawal ka pehley hi jawab rakhta tha. wo to roshniyon ka basi tha magar, meri andhier nagri ka bara khayal rakhta tha. muhabat to thi usy kisi aur se shayad, hum se tu youn hi hasi mazak rakhta tha.