Kabhi Iqrar Kar Layna Kabhi Inkar Kar LaynaKahaan Say Tum Nay Sekha Hai Anokha Pyar Kar LynaTumhain Baanhoon Main Bhar K Serif Yehhi Pygam Dena ThaApnay Sooy Jazboon Ko Zara Bydar Kar LaynaKabhi Chahat Say Tum Magloob Ho Kar Muskora DynaKabhi Kuch Sochna Or Soch Kar Inkaar Kar LynaKabhi Shola Kabhi Shabnum Kabhi Shadaan Kabhi BarhumKabhi Roona Kabhi Lyhjay Ko Phir Jhankar Kar LynaTumhari Yeh Bolti Ankhain Yeh Gur Jantee Bhee Hoon GiHum Aseeoon Ko Aseer Nagmaan Guftaar Kar LynaSalika Chaheyeh Rah Talab Main Jinay Marnay KaNahi Zeba Mohabbat Ko Janoon Aasar Kar LynaMohabat Ek Naymaat Hai Essay Hanza Yeh Samajh NaMonasib To Nahi Hoga Esay Aazad Kar LynaKahaan Say Tum Nay Sekha Hai Anokha Pyar Kar LynaTumhain Baanhoon Main Bhar K Serif Yehhi Pygam Dena ThaApnay Sooy Jazboon Ko Zara Bydar Kar LaynaKabhi Chahat Say Tum Magloob Ho Kar Muskora DynaKabhi Kuch Sochna Or Soch Kar Inkaar Kar LynaKabhi Shola Kabhi Shabnum Kabhi Shadaan Kabhi BarhumKabhi Roona Kabhi Lyhjay Ko Phir Jhankar Kar LynaTumhari Yeh Bolti Ankhain Yeh Gur Jantee Bhee Hoon GiHum Aseeoon Ko Aseer Nagmaan Guftaar Kar LynaSalika Chaheyeh Rah Talab Main Jinay Marnay KaNahi Zeba Mohabbat Ko Janoon Aasar Kar LynaMohabat Ek Naymaat Hai Essay Hanza Yeh Samajh NaMonasib To Nahi Hoga Esay Aazad Kar Lyna

Mohabbat Kii Tabiyat MeiYe Kaisaa Bachapanaa Qudarat Ne Rakkhaa HaiKe Jitanii Puraanii Jitanii Bhii Mazabuut Ho JaayeIse TaaIidETaazaa Kii Zaruurat Phir Bhii Rahatii HaiYaqiiN Kii Aakhirii Had Tak DiloN MeN LahLahaatii HoNigaahoN Se Tapakatii Ho Lahuu MeN JagMagaatii HoHazaaroN Tarah Se DilKash Hasiin Haale Banaatii HoUse Izhaar Ke LafzoN Kii Haajat Phir Bhii Rahatii HaiMohabbat MaaNgatii Hai YuuN Gavaahii Apane Hone KiiKe Jaise TiflESaadaa Shaam Ko Ik Biij BoyeAur Shab MeN Bauraa UtheZamiiN Ko Khod Kar DekheKe Paudhaa Ab KahaaN Tak HaiMohabbat Kii Tabiyat MeN Ajab Takaraar Kii Khuu HaiKe Ye Iqraar Ke LafzoN Ko Sunane Se NahiiN ThakatiiBichhaDane Kii GhaDii Ho Yaa KoIi Milane Kii Sa’at HoIse Bas Ek Hii Dhun HaiKaho Mujh Se Mohabbat HaiKaho Mujh Se Mohabbat HaiKuchh Aisii Besakuunii Hai Vafaa Kii SarZamiiNoN MeNKe Jo AhalEMohabbat Ko Sadaa Bechain Rakhatii HaiKe Jaise Phuul MeN Khsuhbuu Ke Jaise Haath MeN TaaraaKe Jaise Shaam Kaa TaaraaMohabbat Karane VaaloN Kii Sahar RaatoN MeN Rahatii HaiGumanaam Ke ShaakhchoN MeN AashiyaaN Banataa Hai Ulfat KaaYe Ain Visaal MeN Bhii Hijr Ke KhadshoN MeN Rahatii HaiMohabbat Ke Musaafir Zindagii Jab Kaat Chukate HaiNThakan Kii KarachiyaaN Chunate Vafaa Kii AjarakeN PahaneSamay Kii RahGuzar Kii Aakhirii Sarhad Pe Rukate HaiNTo KoIi Duubatii SaaNsoN Kii Dorii Thaam KerDhiire Se Kahataa HaiKe Ye Sach Hai NaaHamaarii Zindagii Ik Duusare Ke Naam Likhii ThiiDhundhalakaa Saa Jo AaNkhoN Ke QariibODuur Phailaa HaiIsii Kaa Naam Chaahat HaiTumheN Mujh Se Mohabbat ThiiTumheN Mujh Se Mohabbat HaiMohabbat Kii Tabiyat MeNYe Kaisaa Bachapanaa Qudarat Ne Rakkhaa Hai

Hataaye The Jo Raaste Se Doston KiWo Patthar Mere Ghar Men Aane Lage HainWahi Phir Mujhe Yaad Aane Lage HainJinhen Bhulaane Men Zamaane Lage HainYe Kehnaa Thaa Un Se Muhabbat Hai MujhkoYe Kehne Men Mujh Ko Zamaane Lage HainQayaamat Yaqinan Qarib Aa gaii Hai‘Khumar’ Ab To Masjid Men Jaane Lage HainKhumar Barah Bankavi Urdu Version:ہٹائے تھے جو راہ سے دوستوں کیوہ پتھر میرے گھر میں آنے لگے ہیںوہ پھر مجھے یاد آنے لگے ہیںجنہیں بھولنے میں زمانے لگے ہیںیہ کہنا تھا ان سے محبت ہے مجھ کویہ کہنے میں مجھ کو زمانے لگے ہیںقیامت یقینا قریب آگئی ہےخمار اب تو مسجد میں جانے لگے ہیں(خمار بارہ بنکوی) Share By : Muhammad Saeed

Muhabat Ki Tabiyat Main Yeh Kaisa Banchpana Qudrat Ne Rekha HaiK Yeh Jitni Purani Jitni Mazbot Ho JayeIse Taeede Taza Ki Zarorat Phir Bhi Rehti HaiYaqeen Ki Akhri Had Tak Dilon Main Lehlahati HoNigahun Se Tapakti Ho Lehu Main Jagmgati HoHazaron Tarah K Dilkash Haseen Hale Banati HoIse Izhaar K Lafzun Ki Hajat Phhir Bhi Rehti HaiMuhabt Mangti Hai Youn Gawahi Apne Hone KiK Jaise Tifl E Sada Sham Ko Ik Beej BoyeAur Shab Main Barha UttheZameen Ko Khod Kar Dekhe , K Pooda Ab Kehan Tak HaiMuhabt Ki Tabiyat Main Ajab Takrar Ki Khu HaiK Yeh Iqrar K Lafzun Ko Suunne Se Nahi ThaktiBichardne Ki Ghardi Ho Ya Koi Milne Ki Saaat HoIse Bas Aik Hi Dhun HaiKeho” Mujh Se Muhabat HaiKeho Mujh Se Muhabbat HaiTumhain Mujh Se Muhabat HaiSumander Se Kahin Gehri,Sitarun Se Siwa RoshanPahardun Ki Tarah Qaim , Hawaon Ki Tarah DaaimZameen Se Asman Tak Jis Qadar Ache Manazar HainMuhabt K Kanaye Hain Wafa K Istaare HainHumare HainHumare Waste Ye Chandni Ratain Sanwarti HainSunehra Din Nikalta HaiMuhabt Jistaraf Jaye Zamana Sath Chalta Hai”Kuch Aisi BeSakooni Hai Wafa Ki Sarzameenon MainK Jo EhlEMohabbat Ko Sada Bechain Rakhti HaiK Jaise Phool Main Khushboo, K Jaise Hath Main ParaK Jaise Sham Ka TaraMohabbat Karne Waloon Ki Seher Ratoon Main Rehti HaiGuman K ShakChoon Main Aashian Banta Hai Ulfat KaYe AinEVisl Main Bhi Hijr K Khadshoon Main Rehti HaiMohabbat K Musafir Zindagi Jab Kaat Chukte HainThakan Ki Kerchiaan Chunte, Wafa Ki Afrkiaan PehneSame Ki Rah Guzar Ki Aakhri Sarhad Pe Rakhte HainTo Koi Doobti Sansoon Ki Dori Tham KarDheere Se Kehta Hai”Ye Sach Hai Na !!Hamari Zindagi Ek Dosre Ke Naam Likhi ThiDhundLaka Sa Jo Aankhoon K QareebODoor Phela HaiIsi Ka Naam Chahat HaiTumhain Mujh Se Mohabbat Thi” Tumhain Mujh Se Mohabbat Thi ””Mohabbat Ki Tabiat MainYe Kaisa Bachpana Qudrat Ne Rakha HaiAmjad Islam Amjad

Mein Aisi Mohabbat Kerta HoonNaKaam Nahi, NaShaad NahiMein Qais Nahi Ferhad NahiPunno B Nahi Ranja B NahiWamiq B Nahi Mirza B NahiWo Loog Tu Bas Afsana ThyIs Shidat Se BeGana ThyMein Zinda Ik Haqeqat HoonSarTaPa JazbaEUlfat HoonMein Tum Ko Dekh K Jeeta HoonHer Lamha Tum Pe Merta HoonMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Tum Jahan Pe Beth Ker Jaty HoJis Cheez Ko Haath Lagaty HoMein Wahein Pe Betha Rehta HoinUs Cheez Ko Choota Rehta HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Tum Jis Se Has K Milty HoMein Usko Dost Bnata HoinTum Jis Rasty Pe Chalty HoMein Us Se Aata Jaata HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Tum Jin Ko Dekhty Rehty HoWo Khawab Serhany Rakhta HoinMein Tum Se Milny Julny KKitny Hi Bahany Rakhta HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Kuch Khawab Saja Ker Ankhon MeinPalkon Se Mooti Chunta HoinKoe Lams Ager Chu Jaey TuMein Perhon Tum Ko Soochta HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Jin Logon Mein Tum Rehti HoTum Jin Se Baten Kerti HoJo Tum Se Has K Milty HeinJo Tum Ko Achy Laghty HeinWohi Muj Ko Achy Laghty HeinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Jis Bagh Mein Sunha Ko Jati HoJis Sabzy Per Tum Chalti HoJo Shaakh Tumein Choo Jati HaJo Khushboo Tum Ko Bhati HaWo Oos Tumhary Chehry PerJo Qatra Qatra Gherti HaWo Titli Chorh Ker Pholon KoJo Tum Se Milny Aati HaJo Tum Ko Choony Aati HaIn Sab K Nazuk Jazbon MeinMery Dil Ki Dherhkan Basti HaMeri Roh Mein Shamil Rehti HaTum Pass Raho Ya Door RahoNazron Mein Samaae Rehti HoMein Tum Ko Takta Rehta HoinMein Tum Ko Soochta Rehta HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?Her Manzer Mein Her Rasty MeinMein Saath Tumhary Hoota HonMein ChashmETawwer Se AksarBas Tum Ko Dekhta Rehta HoinBas Tum Ko Soochta Rehta HoinMein Aisi Mohabbat Kerta HoinTum Kesi Mohabbat Kerty Ho?

हर ख़ुशी माना ज़माने तेरे अफ़साने में हैवो मज़ा लेकिन कहाँ जो दिल के लुट जाने में हैबात करती है फक़त दुनिया वफ़ा में मिटने कीदम अगर जलने का है तो सिर्फ़ परवाने में हैचीर कर तूफां चला वो पाने अपने प्यार कोदेखते हैं आज कितना जोश दीवाने में हैशमअ कहती है बचा ले ख़ाक खुद को होने सेऔर परवाना कहे क्या लुत्फ़ जल जाने में हैएक सच है बांधना होगा जिसे पल्ले “विजय”हार है चुप बैठने पर जीत लड़ जाने में है