Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha KarnaTaron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila KarnaJab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya HaiKuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya HaiAb Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha KarnaAey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar JaayeYe Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar JaaeBaqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa KarnaaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa KarnaKismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat KiHar Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat KiAey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa KarnaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

Wo Thi He Itni Haseen K Us Pe Pyar Boht Aata ThaSirf Main Nahin Dunya Ko Bhi Us Pe Pyar Aata ThaMain Jo Us Ki AndazEGuftago Ka Deewana ThaOoron Ko Bhi Us Ki Awaz K Jado K Pata ThaFaqt Us Ki Hansi Sunnay K Liay Betab Ho Jata ThaOoron Ne Bhi Is Raz Ko Bata Kr Usay Magroor Krdiya ThaMeray AndazEMohabbat Par Us Ko Shak Ho Gya ThaOoron K Pyar Main Havis Tha Ye Us Ko Bhi Pata ThaShetanon Ki Is Bheer Main Us Nay Mujhay Bhi Shamil Krdiya ThaPar Shakil Tum Ne Sacha Pyar Samjhanay K Liay Khud Ko Rula Dala ThaAb Bhi Khuch Likhtay Waqt Dara Dara Sa Rahta HoonYe Us Ka Pyar Hay Phir Bhi Boht Khuch Likh Jata Hoon

Jissay Tum Zindagii JanoTumhain WO Rog Kahta HoKay Jis Nay Khud Hi Chahat Say Tumhara Haath Thama HoWo Apnay Dil Kay DarwazeTum Hi Per Band Kar Day To Mohabbat Mar Bhi Sakti HaiTumhain Sangsar Kar Nay KO Jo Sang Bantay Loogon MeinSaba KO Roknay KO Qafal Dalay Dareechon MeinKar Kay Band Ghar KaySaans Per Pehray Lagay To…Mohabbat Mar Bhi Sakti HaiYe Kis Nay Kah Diya Tum SayMohabbat Mar Nahi SaktiKay Jab Koi Tumhain Jaan Say Guzar Janay KO Kahta HoAadhi Raah Mein Khud Hi Mur Janay KO Kahta HoWo Apni Bewafai Ka Khud Hi Aitraf Kar Lay To…Mohabbat Mar Bhi Sakti HaiMohabbat Mar Bhi Sakti Hai

Mohabatoon Ki Ik Nai Kahani Sunana Chahtaa HoonAa Tujhey Mein Apney Honton Sey Gunguna Chahtaa HooonTu Mila Hai Mujhey Bari Rukawatoon Key BaadMein Tujhey Khudh Sey Bhi Chuphana Chahtaa HooonBhool Bhi Ja Tu Woh Hijar Ki Batein SariiMein Tujhey Tujh Sey Churana Chahtaa HooonCheen Sakey Gaa Kasey Yeh Zamana Tujhey Mujh SeyMein Pyar Hoon Tera Bass Tujhey Yeh Batana Chahtaa HoonMerey Phehloo Mein Bheth Key Zulfoon Ko Yun Phehlaa DeyKey Mein Teri Ankhon Mein Ik Baar Phir Khona Chahtaa HoonHo Jayey Kitni Bhi Duurrian Jazbaat Ka Rishtaa To Rooh Sey HaiKey ! Mein Tujh Mein Marr Key Bhi Zinda Rehna Chahtaa Hoon

Mohobbat Ik Dua HaiMujhay Bus Ye Dua DainaKhata Koi Ju Ho JaeyKabhi Lehja Badal JaeyZaroori Baat Reh JaeyMera Chehra Bigar JaeyAger Pehchaan Na PaoonTumhay Gar Jaan Na PaoonDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua DainaSitaray Toorna PaoonTumharay Kaam Na AaonTawazun Ju Na Reh PaeyNazar Bandi Nazar AaeyIshara Ho Shararat KaKoi Dhoka Basarat KaDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua DainaMain Tum Se Keh Nai PayaTumharay Naam Ka SayaMeray Humrah Rehta HaiMujhay Her Pal Ye Kehta HaiKoi Mushkil Ju Dar AaeyTasawur Mera DhundlaeyDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua Daina….

Ye Jo Zeist Ka Safar HaiYe Jo Rasta Hai MeraTum Aagar Na Sath Do GyTo Ye Kis Tarhan Katy GaMeri Soch Ki Hadoon TakYe Guman Bhi Keasy AayKoi Pal Bina TumharyBhala Keasy Beit JayMery Pas Tum Nahin HoMery Pas Kab Nahin HOMeri Yaad Key Nagar MeinMery Khuwab Key Safar MeinMeri Soch Ki Tahoon TakMeri Aankh Key Bhanwar MeinMery Dil O Jaan Mein Tan MeinMeri Hasratoon Key Ban MeinMery Dil Ki Teirgi MeinMeri Shab Ki Roshni MeinHaan Tumhin Ho,Har Kahin HOMery Pas Tum Nahin HoMery Pas Kab Nahin HoMeri Har DUA Ka MhwarBas Aik Aarzoo TumhariAes Aarzoo Key AagyKoi Rasta Nahin HaiTumhyn Kis Qadar Hai CahaYe Tumhyn Pata Nahin Hai!!!

Duniya ke sitam yaad na apni hi wafa yaadab mujh ko nahi kuch bhi muhabbat ke siva yaadmain shikvabalab tha mujhe ye bhi na raha yaadshayad ke mere bhulanevale ne kiya yaadjab koi hasin hota hai sargarmenavazishus waqt wo kuch aur bhi aate hain siva yaadmuddat hui ik hadasaeishq ko lekinab tak hai tere dil ke dhadakane ke sada yaadhan han tujhe kya kam mere shiddategam sehan han nahi mujh ko tere daman ke hawa yaadmain tarkerahorasmejunun kar hi chuka thaq aa gai aise mein teri lagazishepa yaadkya lutf ki main apana pata aap bataunkije koi bhuli hui khas apni ada yaadPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi

Ek Jaam Mohbbat Kaa Aankhon Se Pilaa Dena,Mujhe Aaj Nahi’n Shaqi Tu Kal Bhulaa Dena,Jab Zikr Mohabbat Ka Mehfil Mein Aa Jaye,Nazrein Jhuka Ker Tum Aapna Ikrar Jataa Dena,Tere Ishq Se Mehmaa Hain, Yeh Meri Duniya,Thukara Ker Mujhe Tum Kafiir Na Banaa Dena,Jab Dard Judai Ka Tumhe Bhi Lage Satanee,Meri Tarah Tum Bhi Ashq Naa Baha Dena,Pass Jab Tu Aati Hain,Kheel Sa Jata Mausam,Bin Uske Jiiyu Ek Pal Bhi,Rab Aisa Na Banaa Dena,Ishq Ke Rahoon Main Gar Wafa Na Nibha Saka,Tu Mout Se Badh Kar Mujhe Koi Aur Sazaa Dena,Teri Ek Pal Ki Bhi Judai Naa Ab Seh Payege Omi,Meri Khawabo Se Jakar Mujhe Shayar Na Banaa Dena.By Dilip Kuma

Mere SehnEHunar MainRoshni Karte Khaylon Ki Tilawat SeMere SherOSukhan MainHurfOManay Ki Hikayat SeUssey Bhi Aashna KardeMohabbat Moajzza KardeFaseelEDil Pe Likhi Dard Ki Pinhan Ibarat SeMohabbat Ko Badan Ki Akhri Sanson Ki Had TakNibha Deni Ki Aadat SeUssey Bhi Aashna Karde;Mohabbat Moajzza KardeSirEMuzgan Chmakte Aanson Ki Jugmagahat SePus Girya Meri Jalti Aankhon Ki Hiddat SeSawalEWisal Se Mehroom Honton PerDuayEShab Ki Hurmat SeUssey Bhi Aashna KardeMohabbat Moajzza KardeAazabETushnagi Sehti Hui Sanson Ki Wehshat SeMere Jazbon Ki Shiddat Se, Mere HurfEMohabbat SeMeri Tanha Musafat Se; Ussey Bhi Aashna KardeMohabbat Moajzza Karde

aao ki jashnemargemuhabbat manayen humaati nahi kaheen se dilezinda ke sadasune pade hain kuchaobazar ishq kehai shamaeanjuman ka naya husnejan gudazshayad nahi rahe wo patangon ke valvaletaza na rakh sakegi rivayatedashtodarwo fitnasar gaye jinhen kanten aziz theab kuch nahi to nind se aankhen jalayen humaao ki jashnemargemuhabbat manayen humsocha na tha ki aayega ye din bhi phir kabhiik bar hum mile hain zara muskura to lainkya jane ab na ulfatederina yad aayeis husneikhtiyar pe aankhen jhuka to lainbarasa labon se phul teri umr ho darazsanbhale hue to hain par zara dagamaga to lainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Akhtar ul Iman

Jis Din Suraj Ki Pehli Kiran Utri Thi Zameen ParUs Din Se E Jaane Tammanna Main Tujhse Mohabbat Karta HoonTera Pyar Nahi Koi Baat NahiMera Pyar Tha Sadiyon Pehle BhiJo Tujhse Kiya Hai Aaj Wahi Ikraar Tha Sadiyon Pehle Bhi WahiMain Arsh Ka Rehne Wala ThaAb Is Duniya Main Aabaad Hoon MainJannat Se Jo Nikala Tere Liye Us Aadam Kia Aulaad Hooon MainDo Dil Jab Do Insaano Ke Dhadke The Is Zamman ParUs Din Se E Jaane TammannaMain Tujhse Mohabbat Karta HooYe Duniya Jab Tak Baaki HaiMain Saath Na Tera ChadoongaTeri Aanchal Ke Ek Kone SeRukh Toofano Ke ModoongaJab Se Ye Wafa Ki Rasm ChaliUs Din Se Ee Jaane TammannaMain Tujhse Mohabbat Karta Hooon

marizemuhabbat unhin ka fasanasunata raha dam nikalate nikalatemagar zikreshamealam jab bhi aayachiragesahar bujh gaya jalate jalateirada tha tarkemuhabbat ka lekinfarebetabassum mein phir aa gaye humabhi khake thokar sambhalane na payeki phir khai thokar sambhalate sambhalateunhen khat mein likha tha dil muztarib haijavab un ka aaya muhabbat na kartetumhen dil lagane ko kis ne kaha thabahal jayega dil bahalate bahalatewo mehaman rahe bhi to kab tak hamarehui shamma gul aur dube sitare“qamar” is qadar un ko jaldi thi ghar kewo ghar chal diye chandani dhalate dhalate Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qamar Jalalwi 

Wo Din Mohabbat Ka Aaj Bhi Yaad Hai Mujhko Mere Sang Bitaye Pal, Kya Yaad Hai Tujhko Aaj Bhi Dil Tadapta Hai Mera, Ussi Sirhane Ko Mere Baalon Ki Khushbu, Kya Yaad Hai Tujhko Wo Din Suhane The, Bada Josh Tha Dil Diwane Ko Mera Pal Pal Tujhpe Marna, Kya Yaad Hai Tujhko Aadhi Raat Ki Baatein, Wo Khawabon Ki Mulakate Mahobaat Ki Vo Sogaatein, Kya Yaad Hai Tujhko Wo Har Baat Pe Jagadna, Wo Apni Meethi Takrare Mera Wo Ruthna Tujhse, Kya Yaad Hai Tujhko Mera Hi Ban Jaane Ko, Tera Bhi Dil Machalta Tha Mere Wo Pyaar Ka Anchal, Kya Yaad Hai Tujhko Nahi Hota Gujar Mera, Abh Bina Tere Ek Pal Bhi Tera Naam Leti Har Pal, Wo Sandhaya Yaad Hai Tujhko

Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein RawaniDillon Mein Kurbat,Chehre Pe Nadani Bahut Khubsurat Se Hai Jo Ek KahaniMohabbat Yahi Hai,Sab Iski NishaniFasana Nahi Hai Hai Dastaan SuhaniRafqat DinBaDin Badti Na Hoti PuraniKar De Khushnuma Jo Yeah ZindaganiBahut Khubsurat Se Hai Yeah KahaniMohabbat Yahi Hai Sab Iski NishaniKabhi Hai Gumani Kabhi Hai GiraniPhir Bhi Na Jaane Kyun JazbaEShadmaniBahut Khubsurat Se Hai Yeah KahaniMohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani.Fasana Nahi Hai Hai Dastan SuhaniHaan !Mohaabat Yahi Hai Sab Iski Nishani..Share By : Shabbir Abbas

Zalim tha wo aur zulm ke aadat bhi bahut thimajabur the hum us se muhabbat bhi bahut thius but ke sitam sah ke dikha hi diya hum nego apni tabiyat mein bagavat bhi bahut thivaqif hi na tha ramzemuhabbat se wo warnadil ke liye thodi si inayat bhi bahut thiyun hi nahi mashurezamana mera qatilus shakhs ko is fan mein maharat bhi bahut thikya dauregazal tha ke lahu dil mein bahut thaaur dil ko lahu karne ke fursat bhi bahut thihar sham sunate the hasinon ko gazal humjab mal bahut tha to sakhavat bhi bahut thibulava ke hum ‘ajiz’ ko pasheman bhi bahut hainkya kijiye kambakht ke shoharat bhi bahut thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kaleem Ajiz