Khushi ne mujh ko thukaraya hai ranjogam ne pala haigulon ne berukhi ke hai to kanton ne sambhala haimuhabbat mein khayalesahilomanzil hai nadanijo in rahon mein lut jaye wohi taqadir vala haicharagan kar ke dil bahala rahe ho kya jahan valoandhera lakh raushan ho ujala phir ujala haikinaron se mujhe ae nakhuda dur hi rakhnavahan lekar chalo tufan jahan se uthane vala hainasheman hi ke lut jane ka gham hota to kya gham thayahan to bechane valon ne gulashan bech dala haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ali Ahmed Jalili

Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sakeki gunche khil to sake khil ke muskura na sakemeri tabahi dil par to raham kha na sakijo roshni mein rahe roshni ko pa na sakena jane aah! ki un aansuon pe kya guzrijo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sakerahen khulusemuhabbat ke hadasat jahanmujhe to kya mere naqsheqadam mita na sakekarenge mar ke baqaedavam kya hasiljo zinda reh ke muqamehayat pa na sakenaya zamana banane chale the divanenai zamin, naya aasaman bana na sakePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Josh Malihabadi

Khud Ko Dil Me Basane Ki Izaazat De Do…Mujhko Tum Apna Banaane Ki Izaazat De Do…Tum Zindagi Ka Ek Hasiin Lamha Meri Ho…Khud Ko Aj Sajaane Ki Izaazat De Do…Maine Kis Kadr Chaaha Hai Tujhko…Mujhe Aj Ye Batane Ki Izaazat De Do…Tumhare Aagosh Me Chaand Ka Chupna..Mujhe Ye Shaam Sajaane Ki Izaazat De Do…Mujhe Kaid Karlo Apne Ishq Me Is Tarah….Ye Jaan Tumpe Lootaane Ki Izaazat De Do…Nahi Hai Shauk Humko Bhoolne Ka Magar….Mujhe Ye Duniya Bhoolaane Ki Izaazat De Do…!!

Hume Hai Mohabbat Tumse Kaise Tujhe Hum BatayeYeh Raaz Bhala Kaise Duniya Se Hum ChhupayeEh Sanam Teri Saadgi Pe Fida Ho Gaye HumTera Chehra Yeh Roz Sapno Mein Aakar Hume SatayeTumhe Kya Khabar Koi Tumhe Kis Qadar Chahta HaiDil Darta Hai Jataye To Kaise Hum JatayeDil Ki Har Umang Pe, Mausam Ke Har Rang PeKoi Chupke Se Aakar Tera Naam Kyun Likh JaayeTum Basi Hui Ho Humdum Sirf Mere Sapno MeinPar Tum Zindagi Ki Haqiqat Ho Kaise Hum BatlayeMohabbat Ka Koi Imtihaan Lekar Dekho Meri SanamTere Liye Khuda Ki Kasam Chir Ke Dil Dikhlay

Tumhare Zehan Mein JanaaYe Kaise Aa Gayi SocheinKe Tumko Chod Dunga MainMohabat Tod Dunga MainNahi Shayad Pata TumkoKe Marzi Se Bhala JanaaMohabat ChhootTi Kab HaiMohabat TootTi Kab HaiAgar Na Ho Yaqeen Phir BhiToh NaqshEBe Yaqeeni KoMitane Ke Liye JanaaMain Phir Iqraar Karta HunKe Meri Zaat Ko TumseFaqat Tumse Mohabat ThiFaqat Tumse Mohabat HaiMuhabat Ki Qasam MujhkoKe Jab Tak Saans Jaari HaiKe Jab Tak Dil Dhadakta HaiRagon Mein Khoon Chalta HaiMohabat Tumse Hi HogiMohabat Tum Se Hi HogiMohabat Tum Se Hi HogiShare By : Saman Rafiq

Zikreshabefiraq se vahshat use bhi thimeri tarah kisi se muhabbat use bhi thimujh ko bhi shauq tha naye cheharon ke did karasta badal ke chalne ke aadat use bhi thius raat der tak wo raha mahveguftagumasruf main bhi kam tha faragat use bhi thisunata tha wo bhi sab se purani kahaniyantaza rafaqaton ke zarurat use bhi thimujh se bichad ke shahar mein ghul mil gaya wo shakhshalanke shahar bhar se raqabat use bhi thiwo mujh se badh ke zabt ka aadi tha jee gayawarna har ek sans qayamat use bhi thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mohsin Naqvi

Meri Sab Wafayein Tumhare LiyeMere EhadOPaiam Tumhare LiyeMeri Sab Adayein Tumhare LiyeMeri Sab Jafayein Tumhare LiyeMeri Raaton Ki Neendein Tumhare LiyeMeri Ratjagein Bhi Tumhare LiyeDhadakta Hai Dil Ye Tumhare LiyeMeri Nass Nass Mein Chahat Tumhare LiyeMeri Saanson Ki Garmi Tumhare LiyeMere Honthon Ki Narmi Tumhare LiyeHai Phoolon Mein Khushbu Tumhare LiyeHai Taaron Ki Jhilmil Tumhare LiyeMeri Zindagi Ab Tumhare LiyeMeri Har Khushi Ab Tumhare LiyeTu Hai Bani Sirf Mere LiyeMain Hoon Bana Sirf Tumhare LiyeHaan!!!!! Sirf Tumhare Liye…

Honthon Pe Mohabbat K Fasaane Nahi Aate,Sahil Pe Samundar Ke Kinare Nahi Aate,Palkain Bhi Chamak Uthti Hai Soti Mein Hamari,Aankhon Ko Abhi Khawab Chhupane Nahi Aate,Dil Ujdi Hui Ek Saraaye Ki Tarha Hai,Ab Log Yaha Raat Jagane Nahi Aate,Yaaron Naye Mousam Ne Ye Ehsaan Kiya Hai,Ab Yaad Samjhe Dard Purane Nahi Aate,Udne Do Parindo Ko Abhi Shokh Hawa Mein,Phir Lout K Bachpan K Zamane Nahi Aate,IS Shehar K Badal Teri Zulfon Ki Tarha Hai,Ye Aag Lagate Hai Bujhane Nahi Aate,Tum Bhi Ghairo Ki Ada Seekh Gaye Ho,Aate Hai Magar Dil Ko Dukhane Nahi Aate..!!!

Ye kah kar diye meri qismat mein naletumhari amanat tumhare havalebas itni hai duri ye manzil hai ye main hunkahan aake phute hain paon ke chalekarun aisa sajda wo ghabara ke kah denkhuda ke liye ab to sar ko utha lemarizeshabegam ke sans aakhiri haicharagesahar le raha hai sambhalekabhi mar bhi chuk ae marizemuhabbatpareshan baithe hain ghar jane waleqayamat hain zalim ke nichi nigahenkhuda jane kya ho jo nazaren utha le“qamar main hun mukhtar tanzimeshab kahain mere hi bas mein andhere ujalePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qamar Jalalwi

Chehre Pe Mere Zulf Ko Phailao Kisi DinKya Roz Garajate Ho Baras Jao Kisi DinRazon Ki Tarah Utaro Mere Dil Men Kisi ShabDastak Pe Mere Hath Ki Khul Jao Kisi DinPedon Ki Tarah Husn Ki Barish Men Naha LunBadal Ki Tarah Jhum Ke Ghir Ao Kisi DinKhushbu Ki Tarah Guzaro Mere Dil Ki Gali SePhulon Ki Tarah Mujh Pe Bikhar Jao Kisi DinPhir Hath Ko Khairat Mile BandEQaba KiPhir LutfEShabEVasl Ko Doharao Kisi DinGuzaren Jo Mere Ghar Se To Ruk Jayen SitareIs Tarah Meri Rat Ko Chamakao Kisi DinMain Apani Har Ik Sans Usi Rat Ko De DunSar Rakh Ke Mere Sine Pe So Jao Kisi Din

Mere Lehje Mein Shamil Tu Aaj Bhi HaiTujhse Wabasta, Meri Khushiyan Aaj Bhi Hein..Chaha To Bahot Mene Ke Bhula Dun Tujhko,,Par Teri Mohabbat Mein Nadaan, Mera Dil Aaj Bhi Hai..Door Mujhse Hai Tu Bahot Mgr Ay Mere Sanam,,Muskurata Chehra Tera Nazroon Ke Samne Meri Aaj Bhi Hai..Yaad Aaata Hai Mujhko Tera Har Ek Waadaa,,Unn Waadoon Ke, Ehsaas Ki Aas Mujhko Aaj Bhi Hai..Mere Khawaboon Mein Har Pal Jagtaa hai Tu,,Meri duaaon Mein, Tere Wajood Ka Pehra Aaj Bhi Hai..Janti Hoon Nafrat Hai Tujhe Mujhse, Mere Naam Se,,Par Ay Mere Sanam, Mujhe Tujhse Mohabbat Aaj Bhi Hai..!!

Ik Shakhs Ko Chaha Tha Apno Ki Tarah Hum NeIk Shakhs Ko Rakha Tha Taron Ki Tarah Hum NeWo Shakhs Qayamat Tha Kaya Baat Karu Us KiIk Shakhs Ko Mana Tha Khushboo Ki Tarah Hum NeDin Us Ke Liye Payda The Thee Us K Liye RateinKab Milta Tha Wo Kisi Se Wo Bus Hum Hi Theen MulakateinIk Din Wo Shakhs Hum Ko Apno Ki Tarah BhoolaPhoolon Ki Tarah Bikhra. Taron Ki Tarah TootaPhir Tum Kiyun Yun Chonkey Ho?Kab Zikr Tumhara Hai?Kab Tum Se Khawahish Hai?Kab Tum Se Umeedein Hai?Kab Tum Se Tamanna Hai?Kab Tum Se Taqaza Hai?Ik Taaza Haqayat Hai Sun Lo To Inayat HaiIk Shakhs Ko Chaha Tha

Abhi Jo Tum Laut ker Phir tumAbhi Jo Tum Laut Ker Phir TumHumare Dar pe Aaye HoYe Tum Se Keh Dia Kis NeK Tum Bin Reh Nahi SakteYe Dukh Hum seh Nahi SakteKaha Tum Se Kis Ne kHum Tum Bin Bohat RoyeKai Raato’n Ko Na SoyeSuno. . ! ! !Tum Sun Lo Gaur SeAgarBeetay Huey Lamho’n KoTumne Wapis Lana HaiHumari Zindagi ain HumainWapis Bulana HaiMujhe Afsos Hai Jana’nK Tum Mayoos Lauto GeAgar Tum Jan’na Chaho K AisaKion Kia Hum NeYe Gham Seh Lia Hum NeTOU SUNO GAUR SE JANA’NPuraani EhadeRafta Ki RiwayatTor Di Hum Ne“MOHABBAT CHORH DI HUM NE”

Mouhabat Ki Tabiyat MayYeah Kaisa Bachpana Qudrat Nay Rakha HayKe Yeah Jitnee Bhee PurraniJitnee Bhee Mazboot Hu JayeIssay TayedETaza Ki Zaroorat Phir Bhee Rehtee HayYaqeen Ki Akhri Hadoo“N TakNigahoon May Lehlahatee HuAnkhoon May Chamaktee HuLahoo May Jagmagatee HuIssay Izhaar Ke Lafzoon KiHajat Phir Bhee Rehteee HayMouhabat Mangtee Hay YooonGawaahi Apnay Hounay KiJaisay Ik TifalESadaaaShaam May Beej BoyeAour Shab May Barha UthayZameen Khod Kar Dekay, Ke Yeah Pouda Kahan Tak HayIssay Bass Aik Heee Dhunn HayKaho Mujh Se Mouhabat HayKaho Mujh Se Mouhabat Hay

aaina kyun na dun ke tamasha kahen jiseaisa kahan se laun ke tujhasa kahen jisehasarat ne la rakha teri bazmekhayal meinguladastaenigah suveda kahen jisephunka hai kisane goshe muhabbat mein ae khudaafasuneintazar tamanna kahen jisesar par hujumedardegaribi se daliyewo ek mushtekhak ke sahara kahen jisehai chashmetar mein hasaratedidar se nihanshauqeinan gusekhta dariya kahen jisedarakar hai shiguftanegul haye aish kosubhebahar panbaemina kahen jise“ghalib” bura na man jo vaiz bura kaheaisa bhi koi hai ke sab acha kahen jisePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali