Na Wo Wafa Ki Devi Hai…Na Hai Wo Bewafayii Ki Murti….Kash Khud Ko Itna Bedard Na Banaya Hota …To Sayad Ushey Rok Pata….Kaheti Thi Ki Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam ..Tere Naam Se Suroo Tere Naam Se Khataam…Per Naam Ka Fashla Na Badha Hota Itna …To Sayad Ushey Rok Pata…Khati Thi Baith Mere Pass Tujhey Dekhti Rahoon…..Kass Ushkey Rooh Me Utar Jata …To Sayad Ushey Rok Pata….

Dabi Dabi Si Wo MuskarahatLabon Pa Apna Saja Saja K,Wo Naram Lehja Main Baat KarnaAda Sa Nazrain Jhuka Jhuka K,Wo Aankh Teri Shararti SiWo Zulf Matha Pa Nachti Si,Nazar Hatay Na Ek Pal BiMain Thak Gya Hon Hata Hata K,Wo Tera Hathon Ki Unglion KoMilla Ka Zulfon Main Kho Sa Jana,Haya Ko Chehray Pa Phir SjanaPhool Chehra Khila Khila K,Wo Hath Horon Ka Ghar Hon JaisaWo Paon Paryon Ka Par Hon Jaisa,Nahi Ha Teri Misal Jana,Main Thak Gya Hon Bata Bata K…

Umari fitrat mei he nhe bewafai krnaMgrlgtha hai tumhari adat he n wafa krna…2)Je to rhy h mgr sansein madam se h…Tu kise r ko cahe mgr phr bDil mei phr bhe terya nam kechittyan chapi h….3)Hum badal bhe jay to hamari to adt h bdlnamgrTeri fitrat aise na thi….?3)Mbht to kr le mgrphr bhe na aya…Tujhry kbhi nibhana…4)Ankhn mei ajj ansou h to qasoor hamaraBewafai kr letay to achais mhbt ne to humein kahein ka na chora…

Khushi Chah Jati HaiChehre Pe Khushi Chah Jati HaiAnkhon Mein Suroor Aajata HaiJab Tum Mujhe Apna Kehte HoApne Pe Guroor Aajata HaiTum Husn Ki Khud Ek Dunya Ho,Shayad Yeh Tumhain Maloom NahiMehfil Mein Tumhare Aane Se ,Har Chiz Pe Noor Aajata HaiHum Pass Se Tum Ko Kiya DekhenJab Tum Mukabil Hote HOBetaab Nighaoon Ke Aage ,Parda Sa Zaroor Aajata HaiJab Tumse Mohabbat Ki HumneTab Jake Kahin Yeh Raaz KhulaMarne Ka Saliqa Aata Hi NahiJeene Ka Shaoor Aajata Hai

Phir damaneummid wo phoolon se bhar gayajadu bhari nigah se jadusa kar gayabas dekhte hi dekhte duniya badal gaikuch sochate hi sochate chehara utar gayabetab beqarar tha pahale hi dil bahutphir aap ka aana aur bhi betab kar gayaik bekhudi ka naam muhabbat hai dostochahat mein kis ko hosh hai kya kya guzar gayakuch bhi pata nahi hai muhabbat mein ae dostkab raat subah ban gai kab din guzar gayaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mushtaq Ahmed ‘Khayaal

Kisi Kamzoor Lamhey MeinAgar Mai Tum Say Ye Keh Doon,Mujhey Tum Say “MUHABAAT“ HaiTum Ye Mat Samaj Lena, Kay….!!Mein Nay Sach Kaha Ho GaAisi DilNasheen Baatoon KoAise Dilbar Aadaoon Main KehnaMujhey Bachpan Say Aata HaiMeri Aankhein Mera ChehraMera Ye BeSakhtaa LehjaYe Sab Kuch Jhoot Kehta Hai MagarIss Jhoot Mein Bhi Ik Sach Bhi HaiKah!!!!!!!!!!!!!,Mujhey Tum Say “MUHABBAT“ Hai

Tumhein Shayed Ye Lagta Hay,Mohabbat Khubsurat Hay,Tumhara Ghar Sanwaray Gi,Tumhein Yunhi Nikharay Gi,Tumhein Apna Bana Lay Gi,Tumhein Shayad Ye Lagta Hay,Mohabbat Rab Ki Surat Hay,Tumhein Dukh Se Nikalay Gi,Tumharay Dard Samjhe Gi,Tumhare Gham Sambhalay Gi,Mujhe Maloom Hay Itna,Mohabbat Shab Ki Surat Hay,Ujalon Ko Ye Kha Lay Gi,Tumhey Tum Say Chura Lay Gi,Tumhey Pagal Bana Day Gi,Mohabbat Maar Deyti Hay,Mohabbat Maar Dalaygi…!Share By : Bindu Mahajan

Ye husneraz muhabbat chupa raha hai koihai ashk aankhon mein aur muskura rha hai koinazar nazar mein tajalli dikha raha hai koinafaz nafaz pe mujhe yaad aa raha hai koitakhayulat ke dhoke hain sab shabevadana aa raha hai koi aur na ja raha hai koiye husnoishq ke tasvir ke hain do manzarki ro raha hai koi muskura raha hai koi“qadeer” hashr mein pahunche to hum ne kya dekhakisi ke hath se daman chuda raha hai koiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qadee

Masoom Si Mohabbat Ka Bus Itna Sa Fasana Hai..Kagaj Ki Haveli Hai, Baarish Ka Zamaana Hai..Kya ShartEMohabbat Hai, Kya ShartEZamana Hai..Awaz Bhi Jakhmi Hai Aur Wo Geet Bhi Gana Hai..Uss Per Utrne Ki Umeed Bahut Kam Hai..Kashti Bhi Puraani Hai, Tufaan Bhi Aana Hai..Samajhe Ya Na Samjhe Wo AndaazEMohabbat Ka..Bheegi Hui Ankho Se Ek Sher Sunaana Hai..Bholi Si Ada, Koi Fir Ishq Ki Jid Par Hai..Fir Aag Ka Dariya Hai, Aur Doob Hi Jana Hai …Share By : Bindu Mahajan

jab tera hukm mila tark muhabbat kar didil magar is pe wo dhadhaka ki qayamat kar ditujh se kis tarah main izharetamanna kartalafz sujha to mani ne bagavat kar dimain to samajha tha ki laut aate hain jane waletune jakar to judai meri qismat kar dimujh ko dushman ke iradon pe bhi pyar aata haiteri ulfat ne muhabbat meri aadat kar dipuch baitha hun main tujh se tere kuche ka patateri halat ne kaisi teri surat kar diPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi

Chehre Pe Khushi Chhah Jaati Hai,Aankhon Mein Suroor Aa Jaata Hai,Jab Tum Mujhe Apna Kehti Ho,Apne Pe Guroor Aa Jaata Hai,Tum Husn Ki Khud Ek Duniya Ho,Shayad Yeh Tumhein Maloom Nahi,Mehfil Mein Tumhare Aane Se,Har Chiz Pe Noor Aa Jaata Hai,Hum Pass Se Tumko Kya Dekhe,Jab Tum Mukabil Hoti HO,Betaab Nighaoon Ke Aage,Parda Sa Zaroor Aa Jaata Hai,Jab Tumse Mohabbat Ki Humne,Tab Jaake Kahin Yeh Raaz Khula,Marne Ka Saliqa Aata Hi Nahi,Jeene Ka Shaoor Aa Jaata Hai…!!!

Tum nagmaemah ho anjum ho tum sozetamanna kya janotum dardemuhabbat kya samajho tum dil ka tadapana kya janosau bar agar tum ruth gaye hum tum ko mana hi lete theik bar agar hum ruth gaye tum hum ko manana kya janotakhribemuhabbat aasan hai tamiremuhabbat mushkil haitum aag lagana sikh gaye tum aag bujhana kya janotum dur khade dekha hi kiye aur dubne vala dub gayasahil ko tum manzil samajhe tum lazzatedariya kya janoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Behzad Lucknawi

Kab talak pyas ke sahara mein jhulasate jayenab ye badal jo uthe hain to barasate jayenkon batalaye tumhen kaise wo mausam hain ki jomujh se hi dur rahen mujh mein hi basate jayenhaye kya log ye aabad huye hain mujh meinpyar ke lafz likhen lahaje se dasate jayenaaina dekhun to ik chehare ke berang nuqushek nadiddasi zanjir mein kasate jayenjuz muhabbat kise aaya hai mayassar umeedaisa lamha ki jidhar sadiyon ke raste jayenPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Umeed Fazli

Jahan Zulf Bhikhre Gi Barsaat HogiJahan Tum Rukoge Wahein Raat HogiTere Aage Peeche Badi Roshni HaiYaqeenan Sitaron Ki Baraat HogiFalak Ke Sitaron Ko Bhi Tod LaUngaMeri Jaan Jis Din tu Mere Saat HogiTere Chahne Wale Shayad Honge HazaronMagar Mere Ishq Ki Auqaat HogiMujhe Muskuraake Tu Kab Dekh logiNajaane Kis Din vo Karaamaat HogiZara Lab To Kholo Zara Kuch To BoloBuhuth Kuch Kahoonga Agar Baat HogiHar Ek Rang Phoolon Ka Pheeka Pada HaiKe Gulshan Mein Aao to Inayaat Hogi

Kisi Se Baat Karna,Bolna Achcha Nahi Lagta,Tujhe Dekha Hai Jabse,Doosra Achcha Nahi Lagta,Teri Aankhon Mein Jabse Maine Apna Aks Dekha Hai,Mere Chahre Ko Koi Aaina Achcha Nahi Lagta,Tere Baare Mein Din Bhar Sochta Rehta Hoon Main Lekin,Tere Baare Mein Sabse Poochna Achcha Nahi Lagta,Yaha Mohabbat Karne Wale Barbaad Rehte Hai,Yeh Darya Hai Isse Kachcha Ghada Achcha Nahi Lagta,MAIN Ab Chahat Ki Us Manzil Par Aa Punhcha Hoon,Tere Alawa Kisika Dekhna Achcha Nahi Lagta…!!!