December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din ThaBaras Guzray KayenMain Nay “Mohabat” Lafz Likha ThaKisi Kagaz Kay Tukray Per!Achanak Yaad Aya HayBaras Guzray KayenMuj Ko Kisi Say Bat Kerni ThiUsay Kehna ThaJaanNay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”Magar Main Keh Nahi PayaWoh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main LakainKisi Ko Day Nahi PayaDobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya!

Ik Ishq Nagar Ki Vaadi ThiJahan Pyar Ki Nadiya Behti ThiKuch Dilwale B Rehte ThayJo Pyar Ki Baten Krte ThayJab Bahar Ka Mosam Ata ThaAur Phoul Pyar K Khilte ThayMast Nasheeli Shamon MeinPyar Se 2 Dil Milte ThayIk Roz Wo Basti Ujar GaiAur Pyar Ki Hasti Bikhar GaiPhir Har Ik Dil Ko Sog LagaAur Jeevan Bhar Ka Rog LagaDewane Phirte Rehte HeinAur Har Ik Se Wo Kehte HeinIqrar Kisi Se Na KarnaPyar Kisi Se Na Karna.

Us Ka Khud Se Zyda Hasee’n AndazEGuftugoOr Jo Us Ki Madhur Hansi Bhi Sunta HogaMera Likhna Mujhay He Beyhal Krdeta HayMera Ishq Mujhay He Aansoon Se Rula Deta HayUs Ne Kaha Pyar Khuch Nahin Dunya Matlab KiKoi To Dhondho Aysa Pyar Jo Bina Matlab K HoSamjhti Khoob Hay Pr Anjan Bni Rahti HayKhuch To Hay Jo Bar Bar Imtihan Leti HayApnay Ishq Se Ziyda Us Pr Yaqeen HayIsi Yaqee’n Main Pyar Dhoondhta Hoon

Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho GayeHaalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho GayeMohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana ThaApne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho GayeManzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka PatharNayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho GayeHadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin DardMuskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho GayeDil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale TujhkoKhudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!

Mohabbat Ham Ne Ki Jo Ek Khata HogaiKi Wafa Or Zindgi Saza HogaiWafa Karte Rahe Ham Ibadaton Ki TarhaPhr Ibadat Khud Ek Gunah HogaiKitna Suhana Tha Safar Jab Sath The HamPhr Kia Howa Q Manzil Juda HogaiKoi Chahat Koi Hasrat Koi Umeed Nhi RahiTu Gaya To Laga Dunya Fana HogaiYe Dua Ki K Jise Chahe Wohi Mile TujhePar Ye Dua Apne Liye BadDua HogaiAbhi Kuch Dair Hoi Use Yaad Karte HuweYe Aaj Q Itni Jaldi Subha Hogai..

Kabhi khamosh baithogi kabhi kuch gungunaogimain utana yaad aaunga mujhe jitana bhulaogikoi jab puch baithega khamoshi ka sabab tum sebahut samajhana chahogi magar samajha na paogikabhi duniya muqammal ban ke aayengi nigahon meinkabhi meri kabhi duniya ke har ek rain bitaogikaheen par bhi rahen hum to muhabbat phir muhabbat haitumhen hum yaad aayenge hamen tum yaad aaogiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nazeer Banarasi

Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana HaiKagaz Ki Haveli Hai Baarish Ka Zamaana HaiKya Sharte Mohabbat Hai Kya Sharte Zamaana HaiAawaz Bhi Zakhmi Hai Aur Geet Bhi Gaana HaiUss Paar Uterne Ki Ummeed Bahot Kam HaiKashti Bhi Purani Hai Tufaan Ko Bhi Aana HaiSamjhe Ya Na Samjhe Wo Andaaz Mohabbat KeEk Shaks Ko Aakhon Se Dil Ka Sara Dard Sunana HaiBholi Si Ada Koie Phir Ishq Ki Zid Per HaiPhir Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai

Tum Kehti Ho Mujhe Phoolon Se Piyaar HaiMager Jab Phool Khiltay Hain !!!Tou Unehain Tehenii Se Touhr Daalti HoTum Kehti Ho Mujhe Baarishon Se Piyaar Hai !!!!Mager Jab Baarish Hoti HaiTou Chuupti Phirtii Ho !!Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Piyaar HaiMager Jab Hawa Chalti HaiTou Khirkiyaan Band Ker Laiti Ho !!!!Phir Us WaqtMein Khuofzada Sa Ho Jata HoonJab Tum Mujh Se Kehti Ho !!!!Mujhe Tum Se Mohabat HaiMujhe Tum Se Mohabat Hai

Bheegi Hui Aankhon Ka Yeh Manzar Na Milega,Ghar Chhod Ke Mat Jao Kahi Ghar Na Milega,Phir Yaad Bahut Aayegi Zulfon Ki Ghani Shaam,Jab Dhoop Mein Koi Saaya Sir Par Na Milega,Aansoo Ko Kabhi Auz Ka Katra Na Samajhna,Aisa Tumhe Chahat Ka Samandar Nahi Milega,Is Khawaab Ke Mahol Mein Bhi Khawaab Hai Aankhein,Jab Neend Bahut Aayegi,Bistar Na Milega,Yeh Soch Lo Ab Akhri Saya Hai Mohabbat,Is Dar Se Jo Uthogi To Koi Dar Na Milega..!!!

Kabhi pabandiyon se chut ke bhi dam ghutane lagata haidarodivar ho jin mein wohi zindan nahi hotahamara ye tajurba ki khush hona muhabbat meinkabhi mushkil nahi hota, kabhi aasan nahi hotabaja hai zabt bhi lekin muhabbat mein kabhi ro ledabane ke liye har dard o nadan nahi hotayaqin layen to kya layen jo shak layen to kya layenki baton se tri sachjhuth ka imkan nahi hota Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri

Mohabbat Humse Na Hogi??Suna Hy Is Mohabt Me BohatNuksan Hota HaiMehakta Jhoomta JevanGhamo K Naam Hota HaiSuna Hai Chain Kho Kr Wo SehrSe Sham Rota HaiMohabbat Jo B Krta Hai BohatBdnaam Hota HaiMohabbat Humse Na HogiSuna Hai Is Mohabbat Me KahinBi Dil Nahi LgtaBina Uski Nigahon Main Koi MosamNahi JachtaKhfa Jis Se Mohabbat Ho Wo JevanBhr Nahi HanstaBohat Anmol Hai Jo DilUjjar Kar Phir Nahi Basta.Mohabbat Humse Na Ho Gi…!

Chalo Ik Nazam Likhte Hain,Kisi Kay Naam Karte Hain,Magar Ye Sochna Hai Ab,K Us Main Zikar Kis Ka Ho?K Us Main Baat Kis Ki Ho?K Us Main Zaat Kis Ki Ho?Aur Ye Bhi Farz Karte Hain,K Jis Pe Nazm Likhte Hain,Humain Us Se Muhabbat Hai,Hamare Sary Jazbon Ko Bus Uski Zaroorat Hai,Chalo Ik Kaam Karte Hain,K Hum Jo Nazm Likhte Hain,“Tumharey Naam” Kerte Hain,Tum He Unwaan Ho Uska,Tumhara Zikar Hai Is Main,Tumhari Baat Hai Is Main.

Mila Hum B Nhi KrteWaafa Wo B Nhi KrteKhtta Hum B Nhi KrteUnhein Ruswai Ka Dukh HaiHmein Tanhai Ka Dukh HaiGila Wo B Nhi KrteGila Hum B Nhi KrteKsi Morr Pe Takrao Aksar Ho Hi Jata HaiRuka Wo B Nhi KrteRuka Hum B Nhi KrteJb B Dekhte Hain UnheinSochty Hain Kuch Keh Dein Un SeSuna Wo B Nhi KrteKaha Hum B Nhi KrteLekin Ye Bhi Sach Hai KMuhabt Unhein Bhi HaiMuhabt Humein Bhi HaiKaha Wo B Nhi KrteZikar Hum B Nhi KrteShare By : Diksha Mahajan

Humsafar Gum Jo Mohabaat Mein Diya Hai Tumne,Yeh Bhi Mujhpar Bada Ehsaan Kiya Hai Tumne,Ek Muddat Se Isi Din Ki Thi Hasarat Dil Mein,Aaj Mein Khush Hu Ke Deewana Kaha Hai Tumne,Jab Bhi Takarayi Mere Jism Se Yeh Shokh Hava,Mujhko Mehasoos Hua Ke Chuaa Hai Tumne,Kya Mere Dil Ke Dhadakane Ki Hi Awaaz Hai Yeh,Ya Ke Phir Kaan Mein Kuch Aake Kaha Hai Tumne,Hichkiya Bhi Kabhi Kambhakt Nahi Aati Hai,Jo Yeh Sochoon Ke Mujhe Yaad Kiya Hai Tumne..!!

muhabbat ke sagar chalakane lage hainwo dil ban ke dil mein dhadakane lage hainye kaisi vafaon ke ritu aa gai haikhayalon mein ek bekhudi cha gai haiqadam zindagi ke bahakane lage hainumangon ke phoolon se daman bhara haimera khwab kaise haqiqat bana hainigahon mein jugnu jhamakane lage hainsitaron se aage hai duniya wafa kemagar hum ne ke hai tamanna wafa kejahan aj hairat se takane lage hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ibrahim Ashk