jab se tune mujhe divana bana rakha haisang har shakhs ne hathon mein utha rakha haius ke dil par bhi kadi ishq mein guzri hoginaam jis ne bhi muhabbat ka saza rakha haipattharon aj mere sar pe baraste q homain ne tum ko bhi apana khuda rakha haiab mere did ke duniya bhi tamashai haitune kya mujhko muhabbat mein bana rakha haipija aiyam ke talkhi ko bhi hansake “nasir”gham ko sahane mein bhi kudarat ne maza rakha haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hakim Nasi

Tu kaheen bhi rahe sar pe tere ilzam to haitere hathon ke lakiron mein mera naam to haimujhko tu apna bana ya na bana teri khushitu zamane mein mere naam se badanam to haimere hisse mein koi jam na aaya na sahiteri mahafil mein mere naam koi sham to haidekh kar log mujhe naam tera lete hainis pe main khush hun muhabbat ka ye anjam to haiwo sitamagar hi sahi dekh ke usako “sabir”shukr is dilebimar ko aaram to haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sabir Jalalabadi

Raazeulfat chupa ke dekh liyadil bahot kuch jala ke dekh liyaaur kya dekhane ko baqi haiaap se dil laga ke dekh liyawo mere hoke bhi mere na hueunko apna bana ke dekh liyaaj unaki nazar mein kuch hum nesabaki nazaren bacha ke dekh liya‘faiz’, taqmilegam bhi ho na sakiishq ko aazama ke dekh liyathe following sher is found in earlier editions of naqshefariyadiaas us dar se tutati hi nahija ke dekha, na ja ke dekh liyaPoet of The Poem / Ghazal or Nazam :Faiz Ahmed Faiz

Tu mere sath chal na payegijab meri reh teri reh se milati hi nahiphir mera sath nibhane ke zarurat kya haiapni masum tamannaon ko rahabar na banakhwab phir khwab hain labon ke haqiqat kya haiye nai reh tujhe ras nahi aayegimain ne mana ki tujhe mujh se muhabbat hai magarmeri gurbat teri chahat ka sila kya degiapni maharumieqismat se pareshan hun mainbebasi ashkenadamat ke siva kya degiwaqt ke dhup mein har cheez jhulas jayegiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shamim Shahabadi

AajKal Mujhe Kuch Aisa Lagne Laga Hai,Ki Mausam Bhi Ab Kuch Rangeen Lagne Laga Hai,U To Bahti Hawa Bhi Ab Gaane Lagi HaiGhajab Ye Hai Ki ’Sehra’ Bhi Khilne Laga HaiMujhe Neend Aati Nahi Ab MagarMera Dil To Ab GaaneHasne Laga HaiKahne Ko Sab Kuch Wahi Ka Wahi HaiPar Mujhe Har Ik Zarra Naya Lagne HaiMehfil Me Jab Ham, Kuch Gumsum Se BaitheDosto Ne Bhi Poocha Ki Tujhe Kya Hua HaiAb Kya Me Kahta, Or Ab Kya Unki SuntaKaise Batau Ki Mujhe Kya Hua Hai.Share By : Diksha Mahajan

Aisa Nahi Ke Tere Jahan Mein Mohabaat Na HoPar Mera Dil Is Jazbaat Ke Shaayad Kabil Hi Na Ho,Mere Is Dil Mein Tanhaayion Ke Siwa Kuch Bhi NahiKuch Addhoore Sapne Hai Aur Kuch Bikhri Umeedien Hai,Is Toote Aashiyane Mein Kyon Deep Pyar Ka Jalane Aaye HoJahan Sirf Dil Ke Siva Kuch Jala Hi Na HoMere Is Virane Ghar Mein Tumhare Kabil Kuch Bhi NahiIs Andhere Se Kya Tum Apni Raat Sajane Aaye HoJao Ki Tumhare Liye Aur Bhi Hai ManzileinMere Saath Chaloge To Apni Manzil Se Bahut Door Ho Jaoge

Woh Aik LarkiWoh Ek Larki Jo Meri Ghazal HaiWoh Ek Larki Jo Khilti Kanwal HaiWoh Ek Larki Jo Taj Mehal HaiWoh Ek Larki Tum Hi To HoWoh Us Ki Gasoo Kaali GhatainWoh Us Ki Palkon Se lehrti HawainWoh Us Ki Yaadain Meri WafayenWoh Ek Larki Tum Hi To HoWoh us Ki Aankhain Chamaktey MotiWoh Us Ki Palken Aankhon Ko ChootenWoh Us Ke Gaal SehraeMotiWoh Ek Larki Tum Hi Tu HoWoh Us Ke Lab Gulab JaiseWoh Us Ka Maatha Khuli Kitab JaisaWoh Us Ki Rangat Shabab JaisiWoh Ek Larki Tum He To Ho

Khyalon Mein Woh  Hurdum Mere Sath Sath Rahti HaiNa Aankho  Se Na Juba Se Mujhe Wo Kuch Kahti HaiAankhen Hurdum Usske Deedar Ko Tarstati Rahti HaiKaano Mein Wo Mere Kuch Kuch Kehti  Rahti HaiApni Zulfein Jab Woh Mere Chehre Per Bikhra Deti HaiBari Saadgi Se Phir Woh humari taraf Muskara Deti HaiKatilana Ada Se Jab Woh Mujhe Dekhti HaiSar Se Aasman Aur Paaon Se Zameen Khiska Deti HaiSochta Rahta Humse Wo  Mil Sakegi  ya NahiWoh Mehrbaan Roz Mujhko Dilasa Deti Rahti Hai

Chehra Mera Tha Nigaahein Uski,Khamoshi Mein Bhi Woh Baatein Uski,Mere Chehre Par Ghazal Likhti Gayi,Sher Kehti Hui Aankhein Uski,Shokh Lamho Ka Pata Dene Lagi,Tez Hoti Hui Saansein Uski,Aise Mousam Bhi Guzaare Humne,Subah Jab Apni Thi Shaam Uski,Dhayaan Mein Uske Yeh Aalam Tha Kabhi,Aankh Mehtaab Ki Yaadein Uski,Faisla MoujEHawa Ne Likha,Aandhiya Meri Bahaare Uski,Neend Is Soch Se Tooti Aksar,Kis Tarha Kat Ti Hai Raatein Uski,Door Reh Kar Bhi Sada Rehti Hai,Mujhko Thaame Hui Baahein Uski…!!!

Kuch Ajab Shaan Se Logon Mein Raha Karte The,Hum Khafa Reh Ke Bhi Aapas Mein Mila Karte The,Itni Tehzeib RahORasm To Baaki Thi Ke Wo,Laakh Ranjish Sahi Wada To Wafa Karte The,Usne Poocha Tha Kai Baar Magar Kiya Kahiye,Hum Mizajann Hi Pareshaan Raha Karte The,Khatam Tha Hum Pe Mohabbat Ka Tamasha Gaya,Rooh Or Jism Ko Har Roz Juda Karte The,Zindagi Hum Se Tere Naaz Uthaye Na Gaye,Saans Lene Ki Faqat Rasm Ada Karte The,Hum Baras Padhte The Apni Hi Tanhai Par,Ab Ki Tarha Kisi Dar Se Utha Karte The…!!!

Meri Ankon Ke Smndar Men Jalan Kaisi HaiPhr Dilko Tarpne Ki Lagan Kaisi HaiBarf Ke Rup Men Dhal Jayege RisteyMujse Pucho Mohabbat Ki Agan Kaisi Hai!Ab Kisi Chhat Pe Charagon Ki Qatarein Bhi NahinAb Tere Shehar Ki Galiyon Mein Ghutan Kaisi HaiMein Tere Wisal Ki Khuwahish Ko Na Marne DoongaMausamEHijar Ke Lehje Mein Thakan Kaisi HaiRegzaron Mein Jo Banti Rahi Kaanton Ki RidaUs Ki Majboor Si Aankhon Mein Kiran Kaisi HaiMujhe Masoom Si Pagal Larki Pay Taras Ata HaiUsey Dekho To Muhabbat Mein Magan Kaisi Hai

Zara chehare se kamali ko hata do ya rasulALLAHhamen bhi apna divana bana do ya rasulALLAHmuhabbat gair se meri chuda do ya rasulALLAHmeri soi hui qismat jaga do ya rasulALLAHbadi qismat hamari hai ki ummat mein tumhari hainbharosa din duniya mein tumhara ya rasulALLAHandheri qabr mein mujh ko akela chod jayengevahan ho fazl se tere ujala ya rasulALLAHkhuda mujh ko madine mein jo pahunchaye to bahatar haiki rauze par hi de dunga jan tak ya rasulALLAHPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown 

Ek Ajnabi Se Hamein MOHABBAT Hogayi HaiYe Zindagi Hamari Mukammal Hogayi HaiSochte Hain Wo Chehra Kaisa HogaJis Se Hamein CHAHAT Hogayi HaiJab Leti Hoon Naam,Ye Saansein Mehek Uthti HainAb Ye Saansein Bhi Meri Us Ki Hogayi HainUs Ka Yun Rooz Meri Neendon Mein Chale AanaMere Sapnon Ki Duniya Ab Roshan Hogayi HaiDhadak Uthta Hai Dil Jab Mehsoos Karti Hain AankheinAisa Lagta Hai Ye Dhadkan Bhi Us Ke Naam Hogayi HaiUsee Hi Sochte Sochte Guzarti Hai Ab Ye Ratein MeriMeri Ratein Bhi Ab Mere Sanam Ke Hawale Hogayi Hain

mera khamosh reh kar bhi unhen sab kuch suna denazaban se kuch na kahana dekh akr ansu baha denanasheman ho na ho ye to falak ka mashgala thaharaki do tinake jahan par dekhana bijli gira denaijazat ho to kah dunqissaeulfat saremahafilmujhe kuch to fasana yaad hai kuch tum suna denamain mujarim hun mujhe iqarar hai jurmemuhabbat kamagar pahale khata par gaur kar lo phir saza denamain is halat mein pahuncha hashravale khud pukar uthekoi fariyad karne a raha hai rasta denaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Qamar Jalalwi

Mohabbat Ki Aseeri Se Rehai Mangte RehnaBohut Aasaan Nahin Hota, Judai Mangte RehnaZara Sa Ishq Karlena, Zara Si Aankh Bhar LenaPhir Is K Baab Main Sari Khudaai Mangte RehnaKabhi Mehroom Honton Pe Dua Ka Hurf Rakh DenaKabhi Wehshat Main Us Ki Narsai Mangte RehnaWafaon K Tasalsul Se Mohabbat Roth Jati HaiKahani Main Zara Si Bewafai Mangte RehnaAjab Hai Wehshate Jan Bhi K Aadat Hogai Dil KoSakotEShamEGham Se Ham Nawaai Mangte RehnaKabhi Bache Ka Nannhe Hath Pe Titli K Per RakhnaKabhi Phir Us K Rangon Se Rehai Mangte Rehna