Zalim tha wo aur zulm ke aadat bhi bahut thimajabur the hum us se muhabbat bhi bahut thius but ke sitam sah ke dikha hi diya hum nego apni tabiyat mein bagavat bhi bahut thivaqif hi na tha ramzemuhabbat se wo warnadil ke liye thodi si inayat bhi bahut thiyun hi nahi mashurezamana mera qatilus shakhs ko is fan mein maharat bhi bahut thikya dauregazal tha ke lahu dil mein bahut thaaur dil ko lahu karne ke fursat bhi bahut thihar sham sunate the hasinon ko gazal humjab mal bahut tha to sakhavat bhi bahut thibulava ke hum ‘ajiz’ ko pasheman bhi bahut hainkya kijiye kambakht ke shoharat bhi bahut thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kaleem Ajiz

Your Comment Comment Head Icon

Login