Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah, Shakhon se phol phol se khoshbo juda na ho.

Khod apne hijar ki khawaish mje aziz rahi, Ye tere wasal ka qisa to ik bahana hai.

Hairat hai uss ne apni pursatish hi kion na ki, Jab admi ko pehle pehal aina mila.

Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad

aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hn ab bhi agr aajao to ya raat bareee hai

Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh ly ye zuban ke farz ankho sy ada kuin ho gy

Mujh Main Kya Hay Jo Mujhe Yaad Karey Ga Koi Achey Achon Ko Yahaan Loug BhOol Jatey

Dil jahan le jae dil k hath jana chaheye, Iss se bhar kar aur koi rehnuma hota nahin.

Tota talisam ehad e muhabbat kuch is tarah, Phir aarzo ki shamah farozan na kar sake.

maine yeh soch kar nhi boye khwaabon k darakht Kaun sehra me lage shajar ko pani dega

Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho

Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ny

Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh, To bhi to kabhi muj ko manane k lie aa.

Zehan chalni jo kia hai to ye majbori hai, Jitne kante hain wo talaon me paraon kaise.

Tote kabhi to khawab e shab o roz ka kalasam, Itna hajoom main koi chehra nea bhi hoo.