Bataaon kya miley ga un ko hum se aese, Bewajah woh khafaa hon to main kya karon.

Mila to aur bhi taqseem ker gaya mujhko, Sametni theen jisy meri kirchiyan Mohsin

To ny bichard ke apny sir ilzam ly liya warna faraz ka to rona sada ka tha  

Baat bas ye thi ke hum phlon sy mismaar howay ly tuje inti si baat bata di hum ny

apny jalny may ny karty hy kesi ko shareek raat ho jay tu hum shama bojha dety hy

Band mutthi se girti huyi rait ki tarah, Bhulaa diya tum ne to zara zara kar ke..

Wabasta meri yaad se kuch talkhian bhi thin, Acha kia jo muj ko faramosh kar dia.

Tamaam sheher ne dekha mera anjaam magar, Hua jiss se aghaaz woh anjaan thehraa..

Lafaz o maini ki sadakat na badal jae kahen, Ajj apnon se muje bo e wafa ati hai.

Zahir me jo karta ha bare piar ki batain, Andar se wohi shakhs hamara nahin hota.

Rakhata hai to nighah me apna hi faida, Mujh se tera salook bhi soda gari ka hai.

Zara si baat pe daman chora lia aise hum se, Tamam umer ki wabastagi ko bhol gae.

Husan ko husan banane me mera hath be hai, App muj ko nazar andaz nahin kar skte.

Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam, Koi apne siwaa magar apnaa naheen hota..

Ye ittefaq hain sab rah ki musafat key, Chalay kesi key lye ja milay kesi k sath..