Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar Jana Bhool GayaJane Wala Jaldi Main Mil Kar Jana Bhool GayaMur Mur Kar Dekha Tha Us Ne Jate Raste MaeinJaise Us Ne Kehna Tha Kuch Jo Wo Kehna Bhool GayaWaqtERuhsat Meri Aankhain Ponch Raha Tha Aanchal SeUs Ko Ghum Tha Itna Ziada Khud Wo Rona Bhool Gaya

Tum Bhoolna Chaho Gay Tu Yaad Aaonga MeinAankhon Mein Ashk Chupaoogay Tu Yaad Aaaonga MeinYeh Khizaayein Bhi Baharoon Mein Badal Jayein GiPhool Par Hont Jhukaoo gay Tu Yaad Aaonga MeinMein ke Chun Laita Tha Palkoon se Tumhare AansoonTum Kabhi Ashk Bahao Gay Tu Yaad Aaoonga Mein…

Jis Qadar Paas Tere Aata HoonUs Qadar Door Hoota Jaata HoonJis Qadar Door Tujh Se Jataa HoonUs Qadar Paas Tujh Ko Paata HoonYaad Zinda Rahe Teri Dil MainIs Liye Tujh Se Door Jaata HoonApni Tanhaiyoon Main Ja Ke KabhiApni Takmeel Ker Ke Aata HoonSaath Her Waqt Ka Nahin AchaIs Liye Khud Ko Bhool Jaata Hoon

meri vafayen yaad karogerooge, fariyad karogemujhko to barbad kiya haiaur kise barbad karogehum bhi hansange tum par ik dintum bhi kabhi fariyad karogemahafil ke mahafil hai gamginkiskis ka dil shad karogedushman tak ko bhool gaye homujhko tum kya yaad karogejakar bhi nashad kiya thaaakar bhi nashad karogechodo bhi ‘taseer’ ke batenkab tak us ko yaad karogePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Tasee

Kahin Kahin Se Har Chehra Tum Jaisa Lagta HaiTum Ko Bhool Na Payenge Hum, Aisa Lagta HaiAisa Bhi Ik Rang Hai Jo Karta Hai Baatein BhiJo Bhi Isko Pehan Le Vo Apna Sa Lagta HaiHum Kya Bhichhade Bhool Gaye Riston Ki Sharafat HumJo Bhi Milta Hai Kuch Din Hi Acha Lagta HaiAb Bhi Yoon Milte Hain Humse Phool Chameli KeJaise Inse Apna Koi Rishta Lagta HaiAur To Sab Kuch Theek Hai Lekin KabhiKabhi Yoon HiChaltaFirta Shehar Achanak Tanha Lagta Hai

Ye daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le lobhale chin lo mujhase meri javanimagar mujhko lauta do bachpan ka savanwo kagaz ke kashti, wo barish ka panimuhalle ke sabase nishani puraniwo budhiya jise bache kahate the naniwo nani ke baton mein pariyon ka derawo chahare ke jhuriryon mein sadiyon ka pherabhulaye nahi bhool sakata hai koiwo choti si raten wo lambi kahanikadi dhup mein apne ghar se nikalanawo chidiya wo bulbul wo titali pakadanawo gudiya ke shadi mein ladana jhagadanawo jhulon se girna wo gir ke sambhalanawo pital ke challon ke pyare se tohafewo tuti hui chudiyon ke nishanikabhi ret ke unche tilon pe janagharonde banana banake mitanawo masum chahat ke tasvir apniwo khwabon khilaunon ke jagir apnina duniya ka gham tha na rishton ke bandhanbadi khubasurat thi wo zindaganiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sudarshan Faaki

Jinki Yaad Hai Dil Me Nishaani Ki TarahWoh To Bhool Gaye Hume Kahani Ki Tarah

Ay Dost Teri Dosti To Dil Ka Suroor HaiHum Tuj Ko Bhol Jain Yeh Teri Bhol Hai

Bhooloon Ga Agar Tujay Tou Ji Na Paoon GaYaad Bhi Rakhaa Agar Tou Mar Jaoon Ga

Woh Mujh Ko Bhool Baitha Ni Hairat Hoi Sun KarWoh Apni Chezon Ko Aksar Bhol Hi Jata Hy

Yeh Bahein Humein JabApni Panahon Mein Bulathi Hein,Humein Apni Kasam HumHar Sahara Bhool Jatey Hain…

Tum Bhool Ke Bhi Mujhe Bhool Na Pao Gay!Bhoolo Ge Bhi Kaise Jaab Hum Hi Nahi Bhula PayShare By : Umar Mahmood

Kahan Aa Kay Ruknay Thay Rastay, Kahan Mor Tha Usay Bhol JaJo Mil Gaya Usay Yaad Rakh, Jo Nahi Mila Usay Bhol Ja

Aap Hamein Bhool Jao Hame Koi Gham NahiJis Din Hamne Aapko Bhoola DiyaSamajh Lijiyega Es Duniya Mein Hum Nahi..!!!

Taras Jaoge Hamare Labon Se Sunne KoIk Ik Lafz Aye Dost Ham Pyaar Ki Baat To KyaShikayat Bhi Karna Chor Den Gay..!!!