Tohamaten chand apne zimme dhar chalejis liye aaye the so hum kar chalezindagi hai ya koi tufan haihum to is jine ke hathon mar chalekya hamen kam is gulon se ae sabaek dam aaye idhar udhar chaledosto dekha tamasha yan ka sabtum raho khush hum to apne ghar chaleaah bas jee mat jala tab janiyejab koi afsun tera us par chaleshama ke manind hum is bazm meinchashmnam aaye the damantar chaledhundhate hain aap se usako pareshekh sahib chod ghar bahar chalehum jahan mein aaye the tanhavalesath apne ab use lekar chalejun sharar ae hastiebebud yanbare hum bhi apni bari bhar chaleek main dil resh hun vaisa hi dostzakhm kitanon ka suna hai bhar chalehum na jane paye bahar aap sewo bhi aade aa gaya jidhar chalesaqiya yan lag raha hai chal chalaojab talak bas chal sake sagar chale“dard” kuch malum hai ye log sabkis taraf se aaye the kidhar chalePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khwaja Mir Dard

Sare jahan se acha hindustan hamarahum bulbulen hain is ke ye gulistan hamaranote: while the books i have quote the last lineas “gulistan hamara”, i have always heardthe song sung as “gulsitan hamara”gurbat mein hon agar hum rehta hai dil vatan meinsamajho waheen hamen bhi dil ho jahan hamaraparvat wo sab se uncha hamsaya aasman kawo santari hamara wo pasaban hamaragodi mein khelati hain is ke hazaron nadiyangulshan hai jin ke dam se rashkejanan hamaraae aaberudeganga wo din hai yaad tujh koutara tere kinare jab karavan hamaramazhab nahi sikhata aapas mein bair rakhnahindi hain hum vatan hai hindustan hamarayunan omishroroma sab mit gaye jahan seab tak magar hai baqi namonishan hamarakuch baat hai ki hasti mitati nahi hamarisadiyo raha hai duhman daurezaman hamara‘iqbal’ koi maharam apna nahi jahan meinmalum kya kisi ko dardenihan hamaraPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal

Ye na thi hamari qismat ke visaleyar hotaagar aur jite rehte yahi intazar hotatere wade par jiye hum to ye jan jhooth janake khushi se mar na jate agar aitabar hotateri nazuki se jana ki bandha tha ahdbodakabhi tu na tod sakata agar ustavar hotakoi mere dil se puche tere tirenimakash koye khalish kahan se hoti jo jigar ke par hotaye kahan ke dosti hai ke bane hain dost nasehkoi charasaz hota, koi gamgusar hotaragesang se tapakata wo lahu ki phir na thamatajise gham samajh rahe ho ye agar sharar hotagham agarche jangusil hai, pe kahan bachen ke dil haigameishq gar na hota, gamerozagar hotakahun kis se main ke kya hai, shabegam buri bala haimujhe kya bura tha marana agar ek bar hotahue mar ke hum jo rusava, hue kyon na garqedariyana kabhi janaza uthata, na kaheen mazar hotause kon dekh sakata ki yagana hai wo yaktajo dui ke bu bhi hoti to kaheen do char hotaye masailetasavvuf, ye tera bayan ‘ghalib’tujhe hum wali samajhate, jo na badakhvar hota Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

Phir bhi hai tumako masihai ka dawa dekhomujhko dekho, mere marane ke tamanna dekhojurmenazzara pe kon itni khushamad kartaab wo ruthe hain lo aur tamasha dekhodo hi din mein wo baat hai na wo chah na pyarhum ne pahale hi ye tum se na kaha tha dekhohum na kahate the banavat se hai sara gussahans ke lo phir wo unhon ne hamen dekha dekhomastiehusn se apni bhi nahi tum ko khabarkya suno araz meri, hal mera kya dekhoghar se har vaqy nikal aate ho khole hue balsham dekho na meri jan savera dekhokhanaejan mein namudar hai ek paikarenurhasarato aao rukheyar ka jalva dekhosamane sab ke munasin nahi hum par ye itabsar se dhal jaye na gusse mein dupatta dekhomar mite hum to kabhi yaad bhi tum ne na kiyaab muhabbat ka na karana kabhi dawa dekhodosto tarkemuhabbat ke nasihat hai fazulaur na mano to dilezar ko samajha dekhosar kaheen bal kaheen hath kaheen pano kaheenus ka sona bhi hai kis shan ka sona dekhoab wo shokhi se ye kahate hain sitamagar jo hain humdil kisi aur se kuch roz bahala dekhohavasedid miti hai na mitegi “hasrat”dekhane ke liye chaho unhen jitana dekhoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hasrat Mohani

mujhe deke mein mere saqiya meri tashnagi ko hawa na demeri pyas par bhi to kar nazar mujhe maikashi ke saza na demera sath ae mere hamsafar nahi chahata hai to jam demagar is tarah sarerahguzar mujhe har qadam pe sada na demera gham na kar mere charagar teri charajoi baja magarmera dard hai meri zindagi mujhe dardedil ke dawa na demain vahan hun ab mere naseha ki jahan khushi ke guzar nahimera gham hadon se guzar gaya mujhe ab khushi ke dua na dewo girayen shauq se bijaliyan ye sitam karam hain sitam nahike wo ‘tarz’ barqejafa nahi jo chamak ke nurevafa na demujhe deke mein mere saqiya meri tashnagi ko hawa na demeri pyas par bhi to kar nazar mujhe maikashi ke saza na demera sath ae mere hamsafar nahi chahata hai to jam demagar is tarah sarerahguzar mujhe har qadam pe sada na demera gham na kar mere charagar teri charajoi baja magarmera dard hai meri zindagi mujhe dardedil ke dawa na demain vahan hun ab mere naseha ki jahan khushi ke guzar nahimera gham hadon se guzar gaya mujhe ab khushi ke dua na dewo girayen shauq se bijaliyan ye sitam karam hain sitam nahike wo ‘tarz’ barqejafa nahi jo chamak ke nurevafa na de Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ganesh Bihari Tarz

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main neyahin ke jurrateizhareharfemudd’a main neyahin dekhe the ishvenazoandazehaya main neyahin pahale suni thi dil dhadakane ke sada main neyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhidilon mein izdahamearazu lab band rehte thenazar se guftagu hoti thi dam ulfat ka bharate thena mathe par shikan hoti, na jab tevar badalate thekhuda bhi muskura deta tha jab hum pyar karte theyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhiwo kya aata ke goya daur mein jamesharab aatawo kya aata rangili ragani rangin rabab aatamujhe ranginiyon mein rangane wo rangin sahab aatalabon ke mein pilane jhumata masteshabab aatayahin kheton mein pani ke kinaro yaad hai ab bhihaya ke bojh se jab har qadam par lagazishen hotinfazan mein muntasar rangin badan ke larazishen hotinrababedil ke taron mein musalasil jumbishen hotinkhifaeraz ke purlutf baham koshishen hotinyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhibalaefikrefarda hum se koson dur hoti thisururesarmadi se zindagi mamur hoti thihamari khilwatemasum rashqetur hoti thimalak jhula jhulate the gazalkhwan hur hoti thiyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhina ab wo khet baqi hain na wo aaberawan baqimagar us aisherafta ka hai ik dhundala nishan baqiPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Makhdoom Mohiuddin

muddat hui hai yar ko mahaman kiye huejosheqadah se bazm charagan kiye huekarta hun jama phir jigarelakhtlakht koarsa hua hai davatemizshgan kiye huephir vazaeehatiyat se rukane laga hai dambarason hue hain chak gireban kiye huephir garmnala haye shararbar hai nafasmuddat hui hai sairecharagan kiye huephir pursishejarahatedil ko chala hai ishqsamanesadhazar namakdan kiye huephir bhar raha hun khamaemizshgan bakhunedilsazechamantaraziedaman kiye huebahamdigar hue hain dilodida phir raqibnazzaraokhayal ka saman kiye huedil phir tavafekuemalamat ko jaye haipindar ka sanamkada viran kiye huephir shauq kar raha hai kharidar ke talabarzemataeaqlodilojan kiye huedaude hai phir har ek gulolala par khayalsadgulsitan nigah ka saman kiye huephir chahata hun namaedildar kholanajan nazaredilfarebieunvan kiye huemange hai phir kisi ko labebam par havaszulfesiyah rukh pe pareshan kiye huechahe phir kisi ko muqabil mein aarzoosurme se tez dashnaemizshgan kiye hueik naubaharenaz ko take hai phir nigahchehara furogemai se gulistan kiye huephir jee mein hai ki dar pe kisi ke pade rahensar zer bareminnatedarban kiye huejee dhundhata hai phir wohi fursat ke raat dinbaithe rahen tasavvurejanan kiye hue‘ghalib’ hamen na ched ki phir josheashk sebaithe hain hum tahayyaetufan kiye huePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali