Tu bhi oron ki trah muj se kinara kar lay Sari dunia se bura hun tery kis kaam ka hun

Bas jee rahay hain itna adam hai aay adam Kis tarah ho rahi hai basar kuch na poochiye

Phoolon ko aag lag gayi, naghmaat jal gaye, Suraj ki tez dhoop mein lamhaat jal gaye..

Janey kis daur mein jaye gi yeh adat meri, Roothna us se aur auron se ulajhtey rehnaa..

Lut Gai Youn Sar-e-Baazaar Wafa Ki Poonji, Bik Gaya Wo, Kisi Majbor K Zaivar Ki Tarah..

Mere naseeb ka khel niraala ho gaya, Ghar mera jalaa aur kahin aur ujala ho gaya…

Woh aksar mujhe deta hai parindon ki misaal, Saaf nahin kehta ke mera sheher chorr jaao..

Bohat dino main mohabbat ko yeh howa maloom, Jo tere hijar main guzri wo raat, raat hui..

Justaju jis ki thi, us ko to na paya hum ne, Iss bahaney se magar dekh li dunyaa hum ne..

Bana Ghulab to kantay Chuba gaya ek shahkhs, Hua charagh to ghar hi jala gaya ek shahkhs..

Toot’te huye sitaare ko dekh kar khayal aya, Jaan se guzarne ka marhalaa rehta hai..

in kay aajany sa jo munh par aajati hai ronaq wo samjhtay hain kay beemar ki haal acha hai

Dhondte ho kia in ankhon mein kahani meri, Khud mein gum rehna toh aadat hai purani meri..!

Do Chaar Lafz Pyaar Ke Le Kar Main Kya Karoon, Deni Hai To Wafaa Ki Mukammal Kitaab Do !!!!

Phir Na Karna Meri Gustakh Nigahaon Ka Gila, Daikhye Aap Ne Phir Pyar Se Daikha Hai Mujhe..