Haseen Yadoon Ka Kuch Mosam Use Arsal Karne HainfarazSuna Hai Sham Ko Tanhai Use Sony Nahi Dati

Saleeqa Ho Agar Bheegi ANKHON Ko Parrehnay Ka FARAZTo Behtay Howe AANSU Bhi Aksar Baat Kerte Hain

Dafnane Se Pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena FARAZKahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala

Haseen Yadoon K Kuch Mausam Ussey Arsaal Karney Hein FARAZ!Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti

SapurdeKhaak Kar Dala Teri Aankho’n Ki Masti Ny FARAZHazaro’n Saal G Letey Agar Tera Deedar Na Hota

Jab Mere Dil Mein Tere Yaado Ki Azan Hoti Hai FarazTo Apne He Aanso Se Wazo Kar Kay Teri Muhabbat Ki Ebadat Karta Hun.

Use Dil Ka Haal Sunao KaiseMom Ka Ghar Ha Chiraag Jalaon KaiseDoor Hota Tu Use Dhoond Bhi Leita FarazJo Rooh Mein Chupa Behta He Usay Paon Kaise.

Main Us Ke Hathon Mein ThaTute Howe Sheeshe Ki Taraha “Faraz”,Bari Umeed Thi Ke Bikhrne Nahi Dega.Bus Giraya Kuch Is Ada Sy KeSimatne ki Aaas Hi Na Rahi.

Apane Sivaa Hamaare Na Hone Kaa Gam KiseApani Talaash Mein To Ham Hi Ham Hain DostoSab Kuchh Sahi ‘Faraz’ Par Itanaa Zaruur HaiDuniyaa Main Aise Log Bahut Kam Hain Dosto

Dukh Fasana Nahi K Tujh Se KahainDil Bhi Mana Nahi K Tujh Se Kahain,Ek To Harf Aashna Tha MagarAb Zamana Nahi K Tujh Se Kahain,Ae Khuda DardEDil Hai BakhshishEDostAabODaanaa Nahi K Tujh Se KahainBe Tarah HaalEDil Hai Aur Tujh SeDostana Nahi K Tujh Se KahainQasidaa Hum Faqeer Logon KaEk Thikana Nahi K Tujh Se KahainAb To Barson Se Us Gali Main “FARAZ”Aana Jaana Nahi K Tujh Se Kahain….

wafa ke khwab muhabbat ka aasara le jaagar chala hai to jo kuch mujhe diya le jamaqamesudoziyan aa gaya hai phir jananye zakhm mere sahi tir to utha le jayahi hai qismatesahara yahi karam teraki bund bund ata kar ghata ghata le jagururedost se itna bhi dilshikasta na hophir uth ke samane damaneiltaja le janadamaten hon to sar baredosh hota hai‘faraz’ jan ke evaz aabaru bacha le jaPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Ahmed Faraz

Ab Ke Hum Bichre Tu Shayad Kabhi Khwabon Mein MileinJis Tarhan Sukhe Howe Phool Kitaboun Mein MilainDond Ujre Hove Logo Main Wafa Ke MotiYeh Khazne Tujhe Mumkin Hy Kharbon Mein MilainGhume Duniya Bhi GhumeYar Mein Shamal Kr LoNisha Barta Hy Shahrabain Jo Shahrabon Mein MilainTu Khuda Hy Na Mera Ishq Farishton Jisa2no Insan Hain Tu Kiyun Itne Hijbon Mein MileinAj Hum Dar Pr Khenche Gye Jin Batoon PrAjab Kal Woh Zamane Ke Nisaboon Mein Milain..?

Aisa Nhi Keh Hum Ko Muhabbat Nhi MilliTmhein Chahte Thy, Pr Teri Ulfat Nhi MilliMilne Ko Zindgi Mein Tu Kyi Humsafar MilePr Un Ki Tabiyt Sy Tabiyt Nhi MiliChehrun Mein Dosron Key Tujhe Dhondte RaheinSurat Nhi Milli Kahein Sirat Nhi MilliBahot Dairy Sy Aya Tu Mere PaasAlfaz Dhondne Ki Bhi Mohlut Nhi MilliTujh Ko Gila Hay Keh Tawajja Na Dyi TujheLakin Hum Ko Tu Khud Apni Muhabbat Nhi MilliHum Ko To Teri Har Aadat Achi Lagi “Faraz”Afsos Keh Tujh Sy Meri Adat Nhi Milli..!!!

Dost Ban Kar Bhii Nahiin Saath Nibhane WalaVahii Andaaz Hai Zaalim Kaa ZamaanevaalaaAb Ise Log Samajhate Hain Giraftaar MeraaSakht Nadiim Hai Mujhe Daam Main LaanevaalaaKyaa Kahain Kitane Maraasim The Hamaare Is SeWo Jo Ik Shakhs Hai Monh Pher Ke JaanevaalaaTere Hote Hue Aa Jaatii Thii Saarii DuniyaaAaj Tanhaa Hon To Koii Nahiin AanevaalaaMuntazir Kis Kaa Hon Tuutii Huii Dahaliiz Pe MainKaun Aayegaa Yahaan Kaun Hai AanevaalaaMain Ne Dekhaa Hai Bahaaron Main Chaman Ko JalateHai Koii Khvaab Kii Taabiir BataanevaalaaKyaa Khabar Thii Jo Merii Jaan Main Ghulaa Hai ItanaaHai Vahii Mujh Ko SarEDaar Bhii Laane VaalaaTum Taqalluf Ko Bhii Ikhalaas Samajhate Ho ‘Faraz’Dost Hotaa Nahiin Har Haath MilaanevaalaaAhmad Faraz

Sunaa Hai Bole To Baaton Se Phul Jhharte HainYe Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte HainSunaa Hai Raat Use Chaand Taktaa Rahtaa HaiSitaare BaamEFalak Se Utar Kar Dekhte Hain(BaamEFalak : Terrace Of The Horizon)Sunaa Hai Hashr Hain Us Kii Gazaal Si AankhenSunaa Hai Us Ko Hiran Dasht Bhar Ke Dekhte HainSunaa Hai Din Ko Use Titaliyaan Sataati HainSunaa Hai Raat Ko Jugnuu Thaher Ke Dekhte HainSunaa Hai Raat Se Barh Kar Hain Kaakulen Us KiSunaa Hai Shaam Ko Saaye Guzar Ke Dekhte Hain(Kaakul : Tresses)Sunaa Hai Us Kii Siyaah Chashmagii Qayaamat HaiSo Us Ko Surmaafarosh Aah Bhar Ke Dekhte Hain(Surmaafarosh : Kohl Vendors)Sunaa Hai Us Ke Labon Se Gulaab Jalte HainSo Ham Bahaar Par Ilzaam Dhar Ke Dekhte HainSunaa Hai Aa’inaa Tamsaal Hai Jabiin UskiJo Saadaa Dil Hain Ban Sanvar Ke Dekhte HainSunaa Hai Jab Se Hamaail Hain Us Ki Gardan MeinMizaaj Aur Hii LaalOGauhar Ke Dekhte Hain(Hamaail : Something To Wear Around The Neck)Sunaa Hai ChashmETasavvur Se DashtEImkaan MenPalang Zaave (?) Us Kii Kamar Ke Dekhte Hain(ChashmETasavvur : Eyes Of Imagination)Sunaa Hai Us Ke Badan Ke Taraash Aise HainKe Phuul Apanii Qabaayen Katar Ke Dekhte Hain(Qabaayen : Tunic)Vo SarvQad Hai Magar BeGulEMuraad NahiKe Us Shajar Pe Shaguufe Samar Ke Dekhte Hain(SarvQad : Tall And Graceful; Shaguufe : Bud; Samar : Fruit)Bas Ek Nigaah Se Lutataa Hai Qaafilaa Dil KaSo RahRavaanETamannaa Bhii Dar Ke Dekhte Hain(RahRavaa.N : Travellers)Sunaa Hai Us Ke Shabistaan Se Muttasil Hai BahishtMakiin Udhar Ke Bhii Jalve Idhar Ke Dekhte Hain(Shabistan : Bedroom; Muttasil : Near; Makiin : Tenant)Ruke To Gardishen Us Kaa Tavaaf Karti HainChale To Us Ko Zamaane Thaher Ke Dekhte Hain(Gardish : Time)Kise Nasib Ke BePairahan Use DekheKabhii Kabhi DarODiivaar Ghar Ke Dekhte Hain(BePairahan : Without Clothes)Kahaaniyaan Hi Sahi Sab Mubaalage Hi SahiiAgar Vo Khvaab Hai Taabiir Kar Ke Dekhte Hain(Mubaalage : Beyond One’s Limits)Ab Us Ke Shahar Men Thaharen Ki Kuch Kar Jaayen“Faraz” Aao Sitaare Safar Ke Dekhte Hain