Khuda Se Thoda Rahem Kharid LeteAapke Zakhmonka Marham Kharid LeteAgar Kahin Bikti Khushiyan MeriTo Sari Bech Kar Apka Har Gam Kharid Lete

Jo Sab Dete He Wo Hum Nahi DengePyar Jab Bhi Denge Kam Nahi DengeYakin Na Ho To Aazma Lena Mere Dost,Zindgi Me Kbhi Tumhe Gum Nahi Denge..

Mat Pooch Haqiqat Maray Fasane KiBadalte Hi Badli Nazar Zamane KiDost Samajhte Hain Ke Main Khush HonMagar Mujhe To Aadat Hai Har Pal Muskurane Ki

Dono Jahan Teree Mohabbat Main Har KWoh Ja Raha Hay Koi ShabEGham Guzar K

Mohbt k qabil ni is jahan k log..Havas Ki Dhun Me Lgaty Hyn Jevan Apna 

Marne Ka Tere Gam Mein Iraada Bhi Nahi HaiHai Ishq Magar Itna Ziyaada Bhi Nahi Hai

Mujhse Juda Nahi Hui Kabhi Teri YaadAgr BewafaHuta Tu Kesi Or Ka Muqadar Huta 

Chhupi Hai Kai Hamdardi Mere Gumon Ke SaathMil Gai Hai Kisi Ki Kahani Meri Daastaan Ke Saath

Gham Se Badker Dost Koi Dusra Hota NahiSub Juda Hote Hai Lekin Gham Dil Se Kabhi Juda Hota Nahi

Na Hara H Ishq Na Dunia Thaki HDiya Jal Raha H Hawa Chal Rahi HSukun Hi Sukun H Khusi Hi Khusi HTera Gam H Salamat Mujko Kya Kami H

Zindagi Jina Hai Agar To? Zindagi Kuch Aise Bitao,Roro Ke To Sab Jite Hai, Tum Har Gham Mai Bhi Muskurao…Share By : Umar Mahmood

Aankhein Benoor Dil Weeran Kar GayaEk Shaqsh Mujh Ko Tanha Kar GayaKhushyian Ly Gaya Hai Woh Sari FaqatMeray Naam Ghamon Ka Jahan Kar Gaya

Tuh Khush Rahe Toh Mein MuskuraungaKahin Bhi Ho Tu, Tujhe Naa BhulaungaMere Gham Ka Tuh Dard Naa LenaKe Iss Dard Mein Bhi Mein Sukun Paunga

Woh Hamare Nehi To Kya Gam HaiHum To Oonhi Ke Hain,Yeh Kya Kam HaiNa Gam Kam Hai, Na Ansu Kam HaiDekhte Hain Rulane Walo Mein Kitna Dum Hain

Jiske Liye Humne Sab Kuch Luta DiyaUsi Ne Hum Ko Baara Dhoka DiyaBithaya Tha Humne Jise Apni Palkaun ParUsi Ne Humen Apni Nazraun Se Gira Diya