Chareya rehnda c teray pyaar da suroor kadiHunda c sanu teri yaari tay gharoor kadi Maar diti thokar sanu gali day rorray vaangoSocheya nahi c tu hovega enna maghroor kadi Haar gaye haan dil haathon aaj assi teray kar kZindgi vich hoye nahi assi enna majhboor kadi Kyon banaya tu tamasha yaara saday sachay pyaar daMileya taan eh taanu pucha gain zaroor kadi Bhavain tor geya saday naal tu yaari aajPar hovega na yaara saday dil ton tu dur kadi

KHUDAA WOH WAQT NA LAAIKhudaa woh waqt na laai keh sogawaar ho tusakoon ki neend tujhay bhi haraam ho jaaiteri musarratepeham tamaam ho jaaiteri hayaat tujhay talkh jaam ho jaaiGhamoon say aainaedil gudaaz ho terahajoomeyaas say baytaab ho kay reh jaaiwafooredard say seemab ho kay reh jaaitera shabaab faqt khawaab ho kay reh jaaiGharoorehussn sarapa nayaz ho terataweel raatoon main tu bhi qaraar ko tersayteri nigaah kissi ghum gusaar ko tersaykhazaan raseedah tamanna bahaar ko tersayKoi jabeen naan teray sangeaastaan pay jhukaykeh jinseijzoaaqeedat say tujh ko shaad karayfaraibewaadaefarda pay aaitamad karaykhudaa woh waqt na laai keh tujh ko yaad aai

mein mar mita tu wo smjha yeh inteha hay meryusay khabar he na thee , khak kimiya the merymein chup hua tu wo smjha kay bat khatam hoeyphir uss kay bat tu awaz ja bja the meryjo taana zan tha mery poshashedureeda parusi kay dosh pay rakhi hoey quba the merymein uss ko yaad karon bhi tu yaad ata nahimein us ko bhol gia hon , yahi saza hay meryshikas day gia apna gharoor he uss kowagarna uss kay muqabil bisaat kia the merykahin dimagh , kahin dill , kahin badan he badanhar ek say dosti yari juda juda thee merykoi bhi koay muhabbat say phir nahi guzratu shehreishq mein kia akhri sada the mery ??jo ab ghumad say sar ko uthaey phirta hayusi tarha ki tu makhlooq khakepa the meryhar ek sher na tha dar khoreqaseededostaur iss say taberawaan khoob ashna the merymein uss ko dekhta rehta tha hairaton say FARAZyeh zindgy say tuaraf ki ibtada the mery