Mere Ghar Se Bhi Aek Din Doli UthegiTere Ghar Se Bhi Doli UthengiMuje Bhi 4 Uthaaenge Tuje Bhi 4 UthaaengePar Fark Sirf Itana Hoga Ki Tuje Tere Sage UthaaengeAur Muje Mere Yaar UthaaengeMuj Per Bhi Phool Bikharen GeAur Tuj Per Bhi Phool BhikharengePar Fark Sirk Itana Hoga KiTuj Per Bikhare Huae Phool Mushkurate HongeAur Mujper Bikhare Huae Phool Murjate HongeTere Jane Ae Bhi Log RoaengeAur Mere Jane Se Bhi Log RoaengePar Fark Sirf Itana Hoga KiTu Ghar Chhodkar Jarahi HongiAur Me Dunia Chodakar Jaraha Honga

Saanson K Silsilay Ko Na Do Zindagi Ka NaamJeenay K Bawwajood Bhi Kuch Laug Mar Gaey!

Yaad Rakhna Mout Ki Tijarat Ko Zindagi Nahi KahteInsaan Ke Dushaman Ko Insaan Nahi Kahte

Adalat Husn Ki HogiMukadma Tere Ishq Ka Hoga,Gawhai Mere Dil Ki Hogi,Mujrim Tera Pyar Hoga,Aur FaislaZindagi Aur Maut Ka Hoga…

Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha DaamanEYaar Tak Nahi Pahuncha,Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi Pahuncha

Jeene Ki Aarzo Thi Hamari ZindagiNe Ham Se Rukh Mor LiaMout Ka Intezar Kia JabWo B Hamain Tarapta Chor GayaNa Ab Jeene Ki Chah HeyNa Kambhakt Mout Aati Hey

Ek Taraf Se Doli Uthi, Khushioun Aur Shehnaion Ke Sath, Ek Taraf Se Arthi Uthi, Gamo Aur Tanhaiyon Ke Sath, Dono Takra Gaye, Dekhne Wale Chakra Gaye, Bheed Me Se Awaz Ayee Ya Khuda Ye Kaisi Khudai Hai Mehboob Ki Doli Dekhne Yaar Ki Arthi Ayee Hai.

Har Kadam Par Usi Ki Yaad Aati HaiAb Toh Rooye Bina Hi Aankh Bhar Aati HaiUnke Bina Kya Haalat Ho GayiAb Toh Har Ek Pal Me Maut Nazar Aati Hai

Mohabbat Ko Mohabbat Ka Ishara Yaad Rehta HaiHar Pyar Ko Apna Pyar Yaad Rehta HaiWo Pal Jo Yaar Ki Bahon Me Guzarta HaiMaut Tak Vo Nazara Yaad Rehta Hai

Aankhen Apki Ho, Par Ansu Mere,Zindagi Apki Ho, Par Sanse Meri,Dil Apka Ho, Par Dhadkan Meri,Zindagi Ke Ahkri Modh Par Duaa Hogi Yehi,Kafan Apka Ho, Aur Maut Meri……

Aankh Lag Jaye To Jo Sapna Ho Vo Tera HoAankh Khul Jaye To Jo Chera Ho Vo Tera HoMer Bhi Javu Agar To Koi Gam NahiMagar Kafan Ke Liye Jo Kapda Ho Aanchal Vo Tera Ho

GhamEHayat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi,Chale Aao K Duniya Se Ja Raha Hai Koi,Azal Se Keh Do K Ruk Jaaye Do Ghari K Lye,Suna Hai Aane Ka Waada Nibha Raha Hai Koi,Woh Is Naaz Se Bethe Hein Laash K Paas,Jese Roothe Howe Ko Mana Raha Hai Koi,Palat Ker Na Aa Jaaye Phir Saans Nabbzon Mein,Itne Haseen Haathoon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi..Share By : Mujahid Khan

Ab Mera Janaza Is Zamane Se Nikla Mere Janaze Ko Dekhne Sara Zamana Nikla Magar Mere Janaze Mein Woh Na Nikla Jiske Liye Mera Janaza Zamane Se Nikla

Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi AataIsliye Ishq Ki Baazi Hum Haar GayeMeri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar ThaIsi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.

Pal Pal Sanse Khatam Ho Rahi HaiZindgi Maut K Pehlu Me So Rahi HaiUs Bewafa Se Na Puch Meri Maut Ki WajahWo To Bus Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai