Is Baar Tujhse, Meri KismatMeri Ladai Hai…Har Faisle Ko Tere Apnayaa HaiChoota Jo Saath UskaTo Na Kaha Kuch Humne…Chot Jab Doston Ne PahuchaayiTo Dil Ne Di Nahi Tujhe Duhaayi…Phir AajNa Kasoor Tha Mera,Na Koi WajahJo Dard,Jo Zakhm Tune DiyeWo Nahi Manzoor Hai MujheIs Baar To Tujhse, Meri KismatMeri Ladai Hai…….

Muqaddar Main Tu Nahi Teri Koi Khabar Bhi Nahi Dil Teri Yaad Se Ek Pal Ko Bhi Magar Ghafil Nahi Khud Ko Bhulaya Hai Teri Yaad Main Hazaar Baar Ek Pal Ko Bhi Tujh Ko Dil Se Magar Bhulaya Nahi Patt Jharr Main Bhi Raha Teri Yaad Ka Saawan Magar Ek Ashq Bhi Aankh Se Bahaya Nahi Dil To Kya Hum Kardete Apni Jaan Bhi Qurbaan Tumne Ek Qadam Pyaar Se Aage Bharhaya Hi Nahi

Sare Sapne Kahi Kho Gaye Haye Hum Kya Se Kya Ho Gaye Dil Se Tanhai Ka Dard Jeeta Kya Kahe Hum Pe Kya Kya Na Bita Tum Na Aaye Magar Jo Gaye Haye Hum Kya Se Kya Ho Gaye Tum Ne Hum Se Kahi Thi Jo Bate Unko Dohrati He Gum Ki Rate Tumna Aaye Magar Jo Gaye Haye Hum Kya Se Kya Ho Gaye Koi Shikva Na Koi Gila Hai Tumse Kab Hum Ko Ye Gum Mila Hai Ha Nasib Apne Hi So Gaye Haye Hum Kya Se Kya Ho Gaye

Shaam Rangeen Apni Hoti ThiJab Woh Mera Naseeb Hoti ThiMast Jhonke Saba Ke Hote TheChaandni Bhi Kareeb Hoti ThiChaand Taaron Ki Bheed Me KhokarKaifiyat Ek Ajeeb Hoti ThiRaat Deepawali Se Kam Na ThiDin Hamare Bhi Eid Hoti ThiHusn Aur Ishq Ki Adawat MeinNa Koi Haar Na Hi Jeet Hoti ThiDoor Hote Toh Band Aankhon SeEk Dooje Ki Deed Hoti ThiQuaisOLaila Se Hum Mamasil TheAisi Chaahat Ki Reet Hoti ThiJiski Hasti Hamari Jannat ThiMaheRukh Ek Haseen Hoti Thi

Aankho Me Aansu Bhi Hai Muskaan BhiDhaago Me Gaathe Bhi Hai Sandhaan BhiYe Dil Me Kaisee Kasak Hai…Meri Chaahat Ajeeb Hai,Naadan BhiSawarte Bhi Gaye Kabhi,Kabhi Bikhre BhiKhamoshi Hai Kabhi,Kabhi Tanhaai BhiYe Kaise Aalam Me Rehne Lage HumHasaate Hai Apne Aapko,Kabhi Rulaate BhiDhoka Detaa Hai Kabhi Waqt,Kabhi Kabhi Kismat BhiHum Inkaar Karte Hai Kabhi,Kabhi Izhaar BhiNaa Chedo Hume Hum To Gum Ho ChukeKhuli Kitaab Bhi Hai Aur Band Kahaani Bhi

Tumhain Maloom Hai Ham NeKisi K Hijar Main Ye Zindagi Kaise Guzari HaiHar Ik Khusboo Ki Aahat PerGuman Us Ka Guzarta HaiHar Ek Saat Pe Dil Aankhon Main Aaker Beth Jata HaiKai Pehlo Badalti Khuwahishain Hathon Ko PhelaieDuain Mangti Aur HanptiDil Se Guzarti HainMagar Jo Hijar Lahaq HaiWo JismOJan Ki Deewarain Girata HaiUmeedo Beem Ki Aankhon SeBeenai K Sab Manzaroon Ko Khak Karta Aur Mitata HaiSo Ham Bhi Khak HainAur Khak Ki Qismat Main Likha Gia HaiBeAman RehnaNoshi Gilani

Kismat Pe Naaz Karun Ya Rab Ka Shukr ManaunIs Udaas Zindgi Mein Jo Fir Tujhe Ek Baar Paaun.Tujhse Milne Ki Khushi Mein Ye Haal Hai MeraRuh Ke Pairhan* Ko Teri Yaadon Se Mahkaaun.Jab Se Tune Vaada Kiya Hai Milne Ka,Veeraan Ghar Ko Bahaar Ke Phulon Se Sajaun.Dil Jo Har Waqt Rota Tha Apni Bebasi Mein,Sahme, Zakhmi Dil Pe Wafa Ke Marham Lagaun.Aaj Dil Ne Bhi Mahsus Kiya Hai Jaane Tamanna,Tere Naam Ke Aage Se Bewafaai Ka Daag Mitaaun.Ummeed Ki Ek Chingari Jo Bhej Di Hai Tune,Kyon Na Is Andhiyare Dil Pe Main Bhi Ek Deep Jalaaun.Kaafi Hai Itna Intezaar ‘Shoaib’ Bas Thoda Aur Sahi,Unki Aankhon Se Bhi Piyenge Abhi Ashqon Se Hi Dil Bahlaaun

Ab Ke Baar Phir Ye Saal Badla Phir Waqt Ka KhadOKhaal Badla ImtehaanEZeest Ka Sawaal Badla Aur Andaz Lamhon Ka Kamaal Badla Lekin Mere AfsanaEHayat Ka Har Warq Abhi Adhoora Hai Sab SamaanEZeest Hai Thora Sa Kuch Bhi Nahi Puraa Hai Haan Woh Adhoora Sa Ik Khawaab Haan Woh Adhoora Sa Ik Izteraab Haan Woh Adhoora Sa Ik Hisaad Haan Woh Adhoora Sa Ik Jawaab Haan Mere AfsanaEHayat Ka Har Warq Abhi Adhoora Hai Sab SamanEZeest Hai Thora Sa Kuch Bhi Nahi Puraa Hai Dil Ke AaiinaKhaney Ki Adhaori Tasveer Taqdeer Ki Kitaab Ki Woh Adhoori Tehreer Kisi Dil Ki Basti Mein Ik Adhoori Jaageer Kismet Ke Haathon Per Ik Adhoori Lakeer Haan Mere AfsanaEHayat Ka Har Warq Abhi Adhoora Hai Sab SamaanEZeest Hai Thora Sa Kuch Bhi Nahi Puraa Hai

Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi, Maine Maana Ke Bahut HusnEMujassim Hongi Muqabla Kab Teri Shrafat Ka Wo Kar Payengi Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi, Mujassim Emboid Avtaar Itni Lazzat Se Hum Kisse Wahaan Ruthenge? Itni Nazakat Se Wahaan Kaun Hume Manayegi Mere Mehbub Teri Baahen Bahu Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi Kaun Hoga Jo Mere Naaz Apne Sir Utthayega Kaun Hogi Jo Mujhpe Bijliyaan Girayegi Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi Kaun Honge Jo Mere Dard Samajh Payenge Kaun Hogi Jo Meri Khamoshi Samajh Jayegi Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi Kaun Mere Gum Me Mujhe TujhSa Sahara Dega Kisski Ulfat Meri In Saanson Ko Mahekyegi Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi Karan’ Kehta Hai Wahaan Per Haseen Bahut Honge Kaun Si Hoor Mere Mehbub Sa Sharmayegi Mere Mehbub Se Badhker Bhee Khub Ho To Kya Mere Mehbub Sa Wo Dil Kahaan Se Layengi, Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi