Shraab Dard Ki Dawa Hai, Peene Se Koi Khraabi NahiDil Ke Dard Se Peete Hain, Waise Hum Shraabi Nahi…Share By : Bindu Mahajan

Chaaro Taraf Tanhaai Ka Saya HaiZindagii Mai Pyaar Kisne Paya HaiHum Yaado Mai Jhoomte Hai UnkiLog Kehte Hai Aaj Phir Peekar Aaya Hai

Yaado Se Salaam Leta HoonWaqt Ke Haath Thaam Leta HoonZindege Tham Jaati Hai Pal Bhar Ke LiyeJab Mein Hathon Mein SharabeJaam Leta Hoon

Akhiyon Se Pee Raha HoonMain Maikhano Main Jii Rha HoonMausam Badal Na Jaaye,Giraao Na Tum PalkeKahin Meri Zindege Ki Shaam Na Ho Jaaye

Hum To Jee Rahe The Unka Naam LekarWo Guzarte The Hamara Salaam LekarKal Woh Keh Gaye Bhula Do HumkoWo Chale Gaye Haatho Mai Jaam Deka

Maikhane Saje The,Jam Ka Tha DaurJam Me Kya Tha Ye Kisne Kiya Tha GaurJam Me Gum Tha Mere Armano KaAur Sab Kahe Rahe The Ek Aur, Ek Au

Mahobbat Ke Lamhe Sharaab Lagte HainKuch Chehre Lajavaab Lagte HainDard Itne Sahe Mohabbat Main Guzre HueKi Har Lamhe Hi Azaab Lagte Hain

Na Gulfaam Chahiye,Na Salaam Chahiye,Na Mubarak Ka Koi Paighaam Chahiye,Jisko Pee Ker Hosh Urr Jayain,Labon Ko Aisa Jaam Chahiye….

Bewafaii Bhulaane Ke Liye Pite HaiBaaz Zaroorat Ke Liye Peete HaiHaqikat Main Jo Hai Hum Jaise Peene WaleWo Mohabbat Main Aakar Peete Hain

Madhhosh Hum Raha Karte HainIlzaam Sharaab Ko Diya Karte HainKasoor Sharaab Ka Nahi Unka HaiJinka Chehra Jaam Mein Talaash Kiya Karte Hain

Tohafe Mein Mat Gulab Lekar Aana,Meri Qabr Per Mat Charag Lekar Aana.Bahot Pyasa Hoon Arso’n Se Main,Jub Bhi Aana Sharaab Lekar Aana

Jaam Se Kabhi Itni Nafrat Naa KaroKi Peena Chaho To Kabhi Pee Na SakoKisi Ko Bhi Itna Pyar Na KaroKi Bichad Kar Jeena Chaho To Jee Na Sako

Maikhane Saje The, Jam Ka Tha DaurJam Me Kya Tha Ye Kisne Kiya Tha GaurJam Me Gham Tha Mere Armanon KaAur Sab Kahe Rahe The Ek Aur, Ek Au

Unko Kahbar He Mere Tute Armano KiAaj Jarurat Padegi Kanch K Pemano KiKhali Na Hone Dena Jam YaroVarna Fir Se Yad Aa Jayegi Gujre Zmane Ki

Sharabi Ilzaam Sharaab Ko Deta HaiAshiq Bhi Ilzaam Shabaab Ko Deta HaiKoi Nahi Karta, Kabool Apni BhoolKantaa Bhi Ilzaam Gulaab Ko Deta Hai