Khamosh bethay hain to log kehtay hain udaasi acchi nahi..Mohsin… Zara sa hans lein to log muskurane ki wajah pooch lety hain……..
Khamosh bethay hain to log kehtay hain udaasi acchi nahi..Mohsin… Zara sa hans lein to log muskurane ki wajah pooch lety hain……..
hum ne kabhi Gairon ki Chokhat par ” IQBAL ” ……. Humein jis ki Zaroorat ho ” KHUDA ” se maang letay hain…
Woh jis ke shaaney* pe hath rakh ke safar kiya tu ne manzilon ka, Teri gali se najane kyon aaj sir jhukaaye guzar geya woh… (shaaney:shoulder)
Mitaana Chahoon To Bhi Na Mita Pao Ga Us Ka Naam Apne Dil Se,, ?.. Faraz ?.. Mitaaye Woh Jaate Hain Jo Ghalti Se Likhe Jaate hein……!!!!!
Samait Leta Hai Baahon Mein Mera Ishq Mujhe…………. Mein Jub Bhee Fikar Ki Dhalwaan Se Phisalta Hun……….!
Bewafa Sanam Ka Paygam Aaya Hume Bhool Jane Ka Sandesha Laya Dil Ke Ujale Mein Kuch Andhera Sa Chaya Baat Nikli Jab Pyaar Ki To Baat Baat Par Rona Aaya
khareed sakte unhe toh apni zindagi dekar bhi khareed lete,,, par kuch log “KEEMAT” se nahi “KISMAT” se mila karte hain…!!
Main nadan tha jo “WaFa” kO talash karta raha, “GHALIB” Ye bhi na sOcha ke apni saans bhi ek din “BEWAFA” ban jayegi
Likh Kar Chalaa Gaya Mere Chehre Per Apna Gham…… Mujh Ko Ataa Ajeeb Nishaani Wo Kar Gayaa……………….!
Kaha Sirf us Ne Itna Ke Khamoshi Hai Mujhe Bohat Pasand . . Itna Sun?na Tha Ke …Hum Ne Shor Machati Apni Dharkanen bhi Rok lee………
“Mohabbat” Phool ki Pat’tioN se Barh Kar Naazuk Thi ……. Jisay QadmoN Talay Osne,Kubhi Ka Roond Dala Hai……..!
Chand kaliya’n nishaat ki chun kar, muddato’n mehv-e-yaas rehta hoon. . ! Tera milna khushi ki baat sahi, tujh se mil kar udas rehta hoon. . !
Barri Haseen Thi zindgi Jb Na Kisi Se Mohabbat Na Kisi Se Nafrat Thi…. Zindgi Main Ik Aisa Morr Aaya k Mohabbat Aik Se Hui Or Nfrat Duniya Se Ho Gayi..
Aista Humara Is Jahan Main Sabse Pyra Ho, Jese Zindagi Ko Sanson Ka Sahara Ho, Yaad Rakhna Humain Us Pal Main Bhi Yum, Jab Tum Akele Ho Or Koi Na Tumhara Ho!
Ehsaas Na Ker In Jazbo’nKa Nazro’n Se Gira DeBeshak … Lekin !!! Jeena Bhi Mujhy Dushwaar…Lagey, Itna Tou Nazar-AndaazNa Ker … !!!