Waqt Kehta Hai Mujhe Gawana MatDil Kehta Hai Mujhe Lagana MaatDost Kehta Hai Mujhe Azamana MatOr Hum Kehta Hai Hame Bhulana MatShare By : Vinay Kumar Jaiswal

Waqt Se Waqt Ki Kya Shikayat KreWaqt Hi Na Raha,Waqt Ki Baat Hai,Usne Dekha Mujhe,Usne Chaha Mujhe,Usne Thukra Diya,Waqt Ki Baat Hai.Share By : Sandeep Thapa

Waqt Ki Aandhi Main Toofan Badal Jatay Hain Zindagi Ki Rahoon Main Insaan Badal Jatay Hain Badaltay Nahin Pyaar Kabhi Pyaar Karnay Walay Insaan Badal Jatay Hain

RasmEUlfat Sikha Gaya KoiDil Ki Duniya Pe Cha Gaya KoiTa Qayamat Kisi Tarah Na BujheAg Aisi Laga Gaya KoiDil Ki Duniya Ujar Si Kyun HaiKya Yahan Se Chala Gaya KoiVaqtERukhsat Gale Laga KarHansate Hansate Rula Gaya Koi. . . !!!

Jo Ansu Ki Tarah Behta Gya Wo Raqt Hu MaiJise Qadam Qadam Par Ajmaya Gya Wo Waqt Hu MaiShayad Isi Tarah Likhi Meri Taqdeer Khuda Ne ….Jise Chahne Wala To Mila Par Chaha Na Gya Aise Shaqs Hu Mai…Share By : Bindu Mahajan

Sham se aankh mein nami si haiaj phir aap ke kami si haidafn kar do hamen ki sans milenabz kuch der se thami si haiwaqt rehta nahi kaheen chupakaris ke aadat bhi aadmi si haikoi rishta nahi raha phir bhiek taslim lazami si haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Gulza

Koi Nikla Hai Dil Se Tamanna Banke,Waqt Thehar Chuka Hai Tamasha Banke,Subah Aur Sham Ke Maikhano Mein,Rehta Main Kis Qadar Tanha Banke,ShabEAkhir Kashmash Mein,Jalta Hun Main Parvana Banke,Waqt Kam Hai Phir Bhi Khayalon Mein,Uski Gali Se Nikloonga Janaza Banke…!!!

Aap Masroof Beyhisab SahiMere Khat Ka Bhi Ek Jawab SahiMere Shaney Pe Apna Sar RakhdoAaj Ek Aur Inqlab SahiApna Anchal To Thik KarlijiyeAap Ke Hath Me Kitab SahiZahain Taarik Ho To Kiya KijiyeLakh Hathon Me Aaftab SahiWaqt Ke Sath Chal Pado RahiWaqt Maana Bahot Kharab Sahi

Kuch Tm Ny Himat Hari ThiKuch Main Ny Dhooka Khaya ThaKuch Mery Thay Hallat SanamKuch Teri Bhi Majboori ThiKuch Wakat B Apny Sath Na ThaKuch Dunia Waly Zalim ThayKuch Tu Ny Mujh Ko Doosh DiaKuch Main Bhi Himat Kr LeetaKuch Hum Dono Majboor Bhi ThyKuch Ik Doojy Sy Door Bhi Thy

Tumhen bhool jaun ye hota nahikoi waqt ho dard sota nahina ho jao badnam tum is liyemain ro ro ke daman bhigota nahiye wo fasl hai jo uge khudbakhudkoi dard ke bij bota nahiye mana ke tufan ka zor haimain ghabara ke kashti dubota nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Zaheer Anwa

Tumane suli pe latake jise dekha hogawaqt aayega wohi shakhs masiha hogakhwab dekha ya ki sahara mein basera hogakya khabar thi ki yahi khwab to saya hogamain fizaon mein bikhar jaunga khushbu ban karrang hoga na badan hoga na chehara hogaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Hoshiarpuri

khwab tha ya khayal tha kya thahijr tha ya visal tha kya thachamaki bijli si par na samajhe humhusn tha ya jamal tha kya thajis ko hum rozehijr samajhe themah tha wo ke saal tha kya tha‘mussafi’ kal jo chup sa baitha thakya tujhe kuch malal tha kya thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mussafi

Ek Tera Ehsaas HaiJo Har Waqt Mere Sath HaiEk Teri Yaad HaiJo Din Raat Mujhe Tarpaati HaiEk Umeed Hai Tere Aane KiApna Tujhe Banane KiNa Chain Hai Na Sukoon HaiYe Kaisa Mera Haal HaiRatain Hogai Hai Itni LambiJo Kaate Nahi KatteenNa Bhook Hai Na Pyaas HaiNa Koi Aas Hai Na Koi Paas HaiBas Ek Tera Ehsaas HaiJo Har Waqt Mere Sath Hai

Kitni Ratien Bin Jagay He Beet GaienKitnay Sawan Aag Laga Ker Chalay GaieyDoor Kay Deis Say Saray Panchi Lout AayAankh Kay Manzir Saray Bhol HouayJheel Kinaray Phool Bhi Saray Dhool HuayKerwat Kerwat BayChine Nay Gheira HayDil Aangan Mien Yadon Ka Pheira HayAao Waqat Ko Maat KerienAao Phone Pay Baat KerienPoet: Sajid Hadayat(+92 333 4123 685)

kalkatte ka jo zikr kiya tune hum nasheenik tir mere sine mein mara ke haye hayewo sabza zar haye mutarra ke hai gazabwo nazanin butanekhudara ke haye hayesabrazma wo un ke nigahen ke haf nazartaqatruba wo un ka ishara ke haye hayewo meva haye tazaeshirin ke vah vahwo bada haye nabegavara ke haye hayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mirza Ghali