Kare badarva aaye chai udasibhigi bhigi palaken hain pyar ke pyasijab se gae ho chod ke hamakodil ko na jane kya ho gaya haiaan milo ab jiya na jalaosavan bhi ab bit chala haiek jhalak to aake dikha jaandhera hai man mein diya to jala jabhulanavale hum ko teriyaad satayede na sake jo chain bhi man koaag lage aise savan komeha barase aansun baraserimjhim mere dip jalaye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sehba Akhta

hamen to ab bhi wo guzra zamana yaad aata haitumhen bhi kya kabhi koi divana yaad aata haihavayen tez thin barish bhi thi tufan bhi tha lekintera aise mein bhi wada nibhana yaad aata haiguzar chuki thi bahut raat baton baton meinphir uth ke wo tera shamma bujhana yaad aata haighatayen kitni dekhi hain par mujhe ‘asrar’kisi ka rukh par wo zulfen girna yaad aata haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Asrar Ansari

Dil se shauqerukheniko na gayajhankana takana kabhu na gayahar qadam par thi us ke manzil leksar se saudaejustaju na gayasab gaye hoshosabrotabotavanlekin ae daag dil se tu na gayahum khuda ke kabhi qayal to na theun ko dekha to khuda yaad aa gayadil mein kitne masaude the waleek pesh us ke rubaru na gayasubah gardan hi ‘meer’ hum to rahedastekotah ta sabu na gaya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee

Kya Hua Ger Tera Deedar NahiNazer Pe Ye Haseen Guwar NahiTeri Yaadein Tera Khayal Reh Gaya Hai BusMujhko Ab Tera Intzar NahiBhula Doon Tujhko Ye Hai NamumkinKyunke Ye Mere Bus Ki Baat NahiTere Khaton Ko Jala To DetaMager Mai Tujhsa Samajhdar NahiBadnaseebi Hai Tera Na MilnaAur Kuchh Tu Bhi Wafadar NahiTujhse Nafarat Si Ho Gayi BesaqKaise Keh Doon Ke Tujhse Payar NahiPhir Bhi Zinda Hain Hum Na Jane KyunZindagi Se To Sarokar Nahi

Sahar Main Bhi Sham Main Bhi Agaz Main Bhi Anjam Main Bhi Zindagi Kis Kadar Rulati Hai Jab Tu Yad Ati Hai Sukun Main Bhi Karar Main Bhi Kaid Main Bhi Farar Main Bhi Zindagi Kis Kadar Rulati Hai Jab Tu Yad Ati Hai Javab Main Bhi Saval Main Bhi Aaj Main Bhi Filhal Main Bhi Zindagi Kis Kadar Rulati Hai Jab Tu Yad Ati Hai Rakib Main Bhi Yaroo Main Bhi Tanhai Main Bhi Charo Main Bhi Zindagi Din Main Tare Dikhati Hai Jab Tu Yad Ati Hai

Zamana yaad tera ae dilenakam aata haitapak padate hain aansu jab wafa ka naam aata haiwafa tum se karenge dukh sahenge naz uthayengejise aata hai dil dena use har kam aata haiakele karavaten hain raat bhar bistar pe aur hum hainkahan pehlu ko khali dekh kar aaram aata haihasinon mein basar kar di javani ‘arzoo’ hum nelagana dil ka sikhe hain yahi ik kam aata hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Arzoo Lucknowi

Subah raton mein bikhar jati haisham bahon mein utar jati haidin sulag uthta hai chandan ke tarahraat nagan si lipat jati haikisi gumbad ke sada ke manindfikr ko fikr hi doharati haiqafile se mujhe rahane do alagbheed mein ruh bikhar jati hailajavanti hai kisi shokh ke yaaddil bhi dhadake to simat jati haidoli aankhon ke hai suni “hurmat”neend mahbub (se/si?) sharmati haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hurmatul Ikram

kya umeed kare hum un se jin ko wafa malum nahigham dena malum hai lekin gham ke dawa malum nahijin ke gali mein umr ganva di jivan bhar hairan rahepas bhi aake pas na aaye jan ke bhi anjan rahekon si aakhir ke thi hum ne aisi khata malum nahiae mere pagal armanon jhuthe bandhan tod bhi doae meri zakhmi ummidon dil ka daman chod bhi dotum ko abhi is nagari mein jine ke saza malum nahiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Zafar Gorakhpuri

guzri dinon ke yaad barasati ghata lageguzarun jo us gali se to thandi hawa lagemehaman banke aaye kisi roz agar wo shakhsus roz bin sajaye mera ghar saja lagemain is liye manata nahi vasl ke khushimere raqib ke na mujhe baddua lagewo qahat dosti ka pada hai ki in dinonjo muskura ke baat kare aashna lagetarkevafa ke bad ye us ke ada ‘qateel’mujhko sataye koi to us ko bura lagePoet of the poem/ghazal or Nazam: Qateel Shifai

?TUM KHAFA KYUN HO?? Tumhen Mujse gila kya hy.?? Achanak be rukhi itni. Batao to hua kya hy.?? Manaaun kis tarah tum ko.?? Mujhy itna to batla do. Agar ab ho saky tum se. To ye ahsan farma do. Meri manzil mohabat hy.. Mujhy manzil pe pohncha do.. Tumhari aankh men aansu.. Mujhy achy nhi lagty.. Tumhary narm honton pe.. ?Gily achy nhi lagty?.. Tumhary muskurany se.. Mera dil muskurata hy.. Tumhary rooth jany se.. Mera dil toot jata hai

aafat ke shokhiyan hain tumhari nigah meinmehashar ke fitane khelate hain jalwagah meinwo dushmani se dekhate hain dekhate to hainmain shad hun ke hun to kisi ke nigah meinaati bat bat mujhe yad bar barkahata hun daud daud ke qasid se rah meinis taubah par hai naz mujhe zahid is qadarjo tut kar sharik hun haletabah meinmushtaq is ada ke bahot dardmand theae dag tum to baith gaye ek aah meinPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :DaaG Dehlvi

Jo Keh Na Sake Wo Fasana Yaad Aata HaiGuzra Hua Dilkash Jamana Yaad Aata HaiJab Husn Se Ishq Takraya The KabhiGhayal Hue The Ek Parwana Yaad Aata HaiDil Se Mohabbat Ke Tufaan Uthe The JabAankhon Ka Sapne Sajana Yaad Aata HaiKasturi Jaise Din Mehakte The MereRaaton Ka Gungunana Yaad Aata HaiAankhon Ka Mil Kar Jhuk Jana Nahin BhulaHothon Ka Thar_Tharana Yaad Aata HaiMera Usko Kankhiyon Se Dekhna Baar BaarAur Uska Wo Muskurana Yaad Aata Hai

gham chupate rahe muskurate rahemahafilon mahafilon gungunate raheaansuon se likhi dil ki taharir kophul ki pattiyon se sajate rahegazalen kumhala gain nazmen murjha gaingeet sanvala gaye saz chup ho gayephir bhi ahalechaman kitne khushzauq thenagmaefaslegul gungunate raheteri sanson ki khushbu labon ki mahakjane kaise havayen uda lain thiwaqt ka har qadam bhi bahakata rahazaqt le panv bhi dagmagate rahePoet of the poem/ghazal or Nazam: Bashir Bad

Shaam Rangeen Apni Hoti ThiJab Woh Mera Naseeb Hoti ThiMast Jhonke Saba Ke Hote TheChaandni Bhi Kareeb Hoti ThiChaand Taaron Ki Bheed Me KhokarKaifiyat Ek Ajeeb Hoti ThiRaat Deepawali Se Kam Na ThiDin Hamare Bhi Eid Hoti ThiHusn Aur Ishq Ki Adawat MeinNa Koi Haar Na Hi Jeet Hoti ThiDoor Hote Toh Band Aankhon SeEk Dooje Ki Deed Hoti ThiQuaisOLaila Se Hum Mamasil TheAisi Chaahat Ki Reet Hoti ThiJiski Hasti Hamari Jannat ThiMaheRukh Ek Haseen Hoti Thi

Ye aarzoo hai ki jab bhi gale lagaun usehisarezat se bahar nikal laun usewo jal raha tha kadi dhup ke tamazat meinmila jo ab to odha dunga apni chanv useye ishq bhi hai ajab imtihaneahadevafawo aazamaye mujhe aur main aazamaun usewo shahar shahar chiragan sahi magar ek dinhavayen yaad dilayengi apna ganv usewo apne khwab mein shayad mujhi ko dekhata homain tashnalab sahi sote mein kya jagaun usePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Himayat Ali Shaya